Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

shaadi log aur eshq

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: shaadi log aur eshq

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Jis tarah bakri ki baatein mere dil ko lagti hein na, waise he tumhari baatein dil ko lagti hein, lekin mein phir bhi 4 ki try maaron ga :lpop:

    :tauba

    yani har larki ke 2 paoun to samjho 4 k 8 huye.... kitny juhty khaoo gay socho too:khi:
    sigpic

    Comment


    • #17
      Re: shaadi log aur eshq

      Originally posted by rehman View Post
      mera eik dost jo shaadi shuda hai aur kal vo apni mehbooba se milnay jaa raha tha meinay ussay kaha yaar tum shaadi shuda ho kay eshq karte ho vo kahtay hain pakistan mein chalta hai......


      meray kaafi aisay dost hain jo unmarried/married hain lakin unki eik se ziyada girls kay saath friendship hai..... pakistan mein log jitna jaldi apni dost badaltay hain utna tu india walay ghandhi jee tu apni dhoti bhi nahi badaltay thay.....

      teenage life tak tu mein Russia aur Australia mein guzara kyun kay meri ammi ki posting in do countries mein rahi….. jo mahol Pakistan mein yaari dosti ka hai iss tarah ka tu Russia aur asutralia mein bhi nahi tha….. yahan kay log baatein tu wafa ki kartay hain, muhabbat ko pakiza jazba samjhtay hain lakin afsos amal uss kay bar-akas hota hai…..
      bus mujhe yeh hi kahna tha……………
      ye sab apne deen se doori ka nateeja he....jab Allah ka dar dil se jata rahe or insan me se haya khatam ho jaey to phir wo jo chahe karta phire...shadi aik bohat muqadas bandhan he.....jo apne life partner se loyal rehne ka mutaliba karta he....me ne aik dafa Dr Zakir ka lecture suna tha....k mard ko aik se zeada shadi ki ijazat sirf islam deta he kion k baki mazaahib nahi dete to wo chori k raste par chalte hen.....islam ijazat deta he k ager aik wife par qana't nahi to 4 nikah tak kar sakta he lekin Allah ka hukam ye he k ager samjho to tumhare leay aik hi behter he..kion k insaf karna behad mushkil hota he.to log jo har ulta seedha kaam ye keh kar karte hen k "chalta he" un ko is baat par ghor karna chaey k wo kia hen?kis k hukam k tab'e ate hen or kal un ko kis k samne jawab deh hona he.

      Comment


      • #18
        Re: shaadi log aur eshq

        acha

        Comment


        • #19
          Re: shaadi log aur eshq

          Originally posted by Aanchal View Post
          aik kamyaab mard kay peechay aik aurat ka hath hota hai or aik nakaam mard kay peechay kai aurtoun ka hath hota hai :khi: is leye apnay doost say kahian kay agar kamyaab hona hai to aik tak mehdood rehian :khi:

          or larkiyoo kay leye bhi yehi asool hai :tasali:
          great
          ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

          Comment


          • #20
            Re: shaadi log aur eshq

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Shuru Allah ke naam se jo bara meharbaan aur nahayat reham wala he
            ji ab shuru karaian ...?
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment


            • #21
              Re: shaadi log aur eshq

              i love my wife.............................til i die
              ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

              Comment


              • #22
                Re: shaadi log aur eshq

                Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
                Sahi kaha aap nay Aanchal.....bashart hai k un k haath main sandel ya chakla bailen na ho. 372-scare
                :lol
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment


                • #23
                  Re: shaadi log aur eshq

                  Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
                  Baqi batain chorro..ye bataoo k iss baat ka tum ku kisaay pata chala k... ..... india walay ghandhi jee tu apni dhoti bhi nahi badaltay thay..... :mm:
                  jawaad........///
                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Is mein larkiyaan larkon se bhi bhar ker kasoorwaar hein. So blame sirf boys ko nahi diya ja sakta, doostiyaan badalna larkiyoon ka bhi hobby hota he :tasali:
                  right......
                  Originally posted by Aanchal View Post
                  4 ki bajye aik acha life partner hoo vohi kafi hota hai :tasali:

                  yeh baat aap ko 4 try karnay kay bad samajh aye gee :lol
                  372-haha

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  I can't help myself experiencing
                  shabash..:clap:..thats the spirit...........372-haha
                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Shuru Allah ke naam se jo bara meharbaan aur nahayat reham wala he
                  :SubhanAllhaa::jazak:
                  Originally posted by ummid View Post
                  Extra marital affiars are comon now a days.. you cant say ke yeh is country mein chalta hai or us country mein chalta hai... yeh bauaht wide topic hai jis ka onboard discuss karna possible hi nahi hai.... :rose
                  :thmbup:

                  Originally posted by soni kudi View Post
                  :tauba

                  yani har larki ke 2 paoun to samjho 4 k 8 huye.... kitny juhty khaoo gay socho too:khi:
                  372-haha372-haha
                  Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                  i love my wife.............................til i die
                  mashallah............MAY ALLAH BLESS BOTH OF U.........:rose
                  Originally posted by Aanchal View Post
                  aik kamyaab mard kay peechay aik aurat ka hath hota hai or aik nakaam mard kay peechay kai aurtoun ka hath hota hai :khi: is leye apnay doost say kahian kay agar kamyaab hona hai to aik tak mehdood rehian :khi:

                  or larkiyoo kay leye bhi yehi asool hai :tasali:
                  شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                  Comment

                  Working...
                  X