Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

shaadi log aur eshq

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • shaadi log aur eshq

    mera eik dost jo shaadi shuda hai aur kal vo apni mehbooba se milnay jaa raha tha meinay ussay kaha yaar tum shaadi shuda ho kay eshq karte ho vo kahtay hain pakistan mein chalta hai......

    meray kaafi aisay dost hain jo unmarried/married hain lakin unki eik se ziyada girls kay saath friendship hai..... pakistan mein log jitna jaldi apni dost badaltay hain utna tu india walay ghandhi jee tu apni dhoti bhi nahi badaltay thay.....

    :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

  • #2
    Re: shaadi log aur eshq

    :donno:

    Comment

    • #3
      Re: shaadi log aur eshq

      Originally posted by rehman View Post
      mera eik dost jo shaadi shuda hai aur kal vo apni mehbooba se milnay jaa raha tha meinay ussay kaha yaar tum shaadi shuda ho kay eshq karte ho vo kahtay hain pakistan mein chalta hai......

      meray kaafi aisay dost hain jo unmarried/married hain lakin unki eik se ziyada girls kay saath friendship hai..... pakistan mein log jitna jaldi apni dost badaltay hain utna tu india walay ghandhi jee tu apni dhoti bhi nahi badaltay thay.....

      Baqi batain chorro..ye bataoo k iss baat ka tum ku kisaay pata chala k... ..... india walay ghandhi jee tu apni dhoti bhi nahi badaltay thay..... :mm:

      Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

      Comment

      • #4
        Re: shaadi log aur eshq

        Originally posted by rehman View Post
        mera eik dost jo shaadi shuda hai aur kal vo apni mehbooba se milnay jaa raha tha meinay ussay kaha yaar tum shaadi shuda ho kay eshq karte ho vo kahtay hain pakistan mein chalta hai......

        meray kaafi aisay dost hain jo unmarried/married hain lakin unki eik se ziyada girls kay saath friendship hai..... pakistan mein log jitna jaldi apni dost badaltay hain utna tu india walay ghandhi jee tu apni dhoti bhi nahi badaltay thay.....

        Is mein larkiyaan larkon se bhi bhar ker kasoorwaar hein. So blame sirf boys ko nahi diya ja sakta, doostiyaan badalna larkiyoon ka bhi hobby hota he :tasali:
        :thmbup:

        Comment

        • #5
          Re: shaadi log aur eshq

          aik kamyaab mard kay peechay aik aurat ka hath hota hai or aik nakaam mard kay peechay kai aurtoun ka hath hota hai :khi: is leye apnay doost say kahian kay agar kamyaab hona hai to aik tak mehdood rehian :khi:

          or larkiyoo kay leye bhi yehi asool hai :tasali:
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment

          • #6
            Re: shaadi log aur eshq

            Originally posted by Aanchal View Post

            Jis tarah bakri ki baatein mere dil ko lagti hein na, waise he tumhari baatein dil ko lagti hein, lekin mein phir bhi 4 ki try maaron ga :lpop:
            :thmbup:

            Comment

            • #7
              Re: shaadi log aur eshq

              Originally posted by munda_sialkoty View Post

              4 ki bajye aik acha life partner hoo vohi kafi hota hai :tasali:

              yeh baat aap ko 4 try karnay kay bad samajh aye gee :lol
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment

              • #8
                Re: shaadi log aur eshq

                Originally posted by Aanchal View Post
                4 ki bajye aik acha life partner hoo vohi kafi hota hai :tasali:

                yeh baat aap ko 4 try karnay kay bad samajh aye gee :lol
                I can't help myself experiencing
                :thmbup:

                Comment

                • #9
                  Re: shaadi log aur eshq

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  I can't help myself experiencing
                  ab is main bhi experience karnay wali baat hoti hai ? :mm: kitni ajeeb hoti hian aap ki batian ..
                  chaloo choorian warna lambi behas hoo jaye gee
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment

                  • #10
                    Re: shaadi log aur eshq

                    Originally posted by Aanchal View Post
                    ab is main bhi experience karnay wali baat hoti hai ? :mm: kitni ajeeb hoti hian aap ki batian ..
                    chaloo choorian warna lambi behas hoo jaye gee
                    tum lambi behsoon se gabraati kyoon ho. Ager muj jese danishwar se behas karo gi to koi akal ki baat bhi seekh jaoo gi
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #11
                      Re: shaadi log aur eshq

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      tum lambi behsoon se gabraati kyoon ho. Ager muj jese danishwar se behas karo gi to koi akal ki baat bhi seekh jaoo gi
                      acha danishwar ji pher shuru hoo jaoo
                      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                      Comment

                      • #12
                        Re: shaadi log aur eshq

                        Originally posted by Aanchal View Post
                        acha danishwar ji pher shuru hoo jaoo
                        Shuru Allah ke naam se jo bara meharbaan aur nahayat reham wala he
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #13
                          Re: shaadi log aur eshq

                          Originally posted by Aanchal View Post
                          aik kamyaab mard kay peechay aik aurat ka hath hota hai or aik nakaam mard kay peechay kai aurtoun ka hath hota hai :khi: is leye apnay doost say kahian kay agar kamyaab hona hai to aik tak mehdood rehian :khi:
                          Sahi kaha aap nay Aanchal.....bashart hai k un k haath main sandel ya chakla bailen na ho. 372-scare

                          Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                          Comment

                          • #14
                            Re: shaadi log aur eshq

                            Extra marital affiars are comon now a days.. you cant say ke yeh is country mein chalta hai or us country mein chalta hai... yeh bauaht wide topic hai jis ka onboard discuss karna possible hi nahi hai.... :rose

                            Comment

                            • #15
                              Re: shaadi log aur eshq

                              Originally posted by rehman View Post
                              mera eik dost jo shaadi shuda hai aur kal vo apni mehbooba se milnay jaa raha tha meinay ussay kaha yaar tum shaadi shuda ho kay eshq karte ho vo kahtay hain pakistan mein chalta hai......

                              meray kaafi aisay dost hain jo unmarried/married hain lakin unki eik se ziyada girls kay saath friendship hai..... pakistan mein log jitna jaldi apni dost badaltay hain utna tu india walay ghandhi jee tu apni dhoti bhi nahi badaltay thay.....

                              sirf larke nahi larkiya bhi bohat si yeh kaam kerti hain. Dono brabar hi hain..

                              meri friend jab mujhe doosre logou kai qisse batati hai...to mai kehti hoon, mujhe Naa bataoo... mere zehan mai jo aik acha tassawur hai... ( i mean jin bataou ka mujhe maloom hi nhai...) wo mera kharab naa kero... mujhe sun ker takleef hogi...
                              ar afsos bhi ... pehle hi bohat se Gham he iss Dunia me....

                              Comment

                              Working...
                              X