Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mohabat Kia He???

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Mohabat Kia He???

    Originally posted by saraah View Post
    aur ajkal ki mohabbat ...jo naujwaan nasal me barri maqbool hai...usko mohabbat
    nae....
    nae infatuation hai.....
    in short...
    mere nazdeek yeh ek ehsaas ka naam hai....so jo mere mehsoosaat thay me ne bayan kr diiye hain....shysmile
    bohat khoob balk bohat hi khoob go k topic main jo sawalaat thy us ka kuli jawab naheen tha magar aap nay apnay mehsoosat khoob biyan kiye is liye meri taraf se :salam: qabool kijiye
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment


    • #32
      Re: Mohabat Kia He???

      Originally posted by ummid View Post
      chaliye aap kahein tu na kaha karo'n...
      you apne aap ko bara sumjhdar sumjhte ho... nahi sumjha tu keh diya... sidhi baat ktu aap ko kabhi sumjh nahi aati....
      acha chalo batao kaya samjh naheen aya question karo main jawab dayta hon :tasali:
      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

      Comment


      • #33
        Re: Mohabat Kia He???

        Originally posted by senorita View Post
        Aslamoalikum :salam:
        aik sawal bohat din se mere dimagh me khalbali macha raha he:hehe:..socha ap se pooch loon akher ine aqalmand log hen yahan
        to sawal ye he k MOHABAT kia he?is ka TAQAZA kia he?kia Obey karna is ka lazmi juzve he?:mm:
        baat kee jeay baki sawal me sath sath karon gi:)

        Muhabbat ka TAQAZA muhabbat hai sirf muhabbat372-haha

        Comment


        • #34
          Re: Mohabat Kia He???

          Originally posted by Xai View Post
          nahi me ne nahi suni:mm:

          Comment


          • #35
            Re: Mohabat Kia He???

            Originally posted by kutkutariyaan View Post
            Walikum salam ...!

            Aap ke Topic bohut ache hote hain chiips

            Iss baar bhi Acha Topic socha :thmbup:

            Samandar nay kaha
            Mohabbat samandar key gehraiyo may chepie hoe eik seepe hai
            Jiss may chahat jessa anmol moti mojood hai :THANKS:

            Baadal nay kaha
            Mohabbat eik ~dhanak hai
            Jiss may har Rang Nomaya hota hai... :hansi

            Shairr nay kaha
            Mohabbat eik esse ghazal hai
            Jo har eik sunay walay kay dil may
            uttar te chali jate hai thinkingg

            Saaz nay kaha
            Mohabbat eik essa geet hai
            Jo Dil may uttar jata hai :dekh:

            Malee nay kaha
            Mohabbat gulshan kay phool key woh dilkash khusboo hai
            Jiss may sara
            gulshan mehak uttah hai :)

            Ankhon nay kaha
            Mohabbat ansoo ka samandar hai
            jo kisse kay intezar may khamoshi say
            behta hai

            Dil nay kaha
            Mohabbat kisse ko Khamoshi say chahay janay ka naam hai
            kay aakhire
            waqt bhee Izhar na kiya jay

            Naseeb nay kaha
            Mohabbat wala duniya ka khush Kismat tareen insaan hai
            Aur jiss kay Dil may Mohabbat nahin
            Woh duniya ka Badd Tareen shakhs Hai :lahoul

            Nafrat nay kaha
            Aakhiri Jeet Mohabbat ki Hoti hai
            thanxx 4 ur reply:mm:

            Comment


            • #36
              Re: Mohabat Kia He???

              Originally posted by ummid View Post
              Mohabbat..... lafz suna suna sa lagta hai... :D
              han suna suna sa hi:)

              Comment


              • #37
                Re: Mohabat Kia He???

                Originally posted by saraah View Post
                rita.....mere halqa e ehbaab me muj se chotay...hum umar...aurrrr muj se barray log
                b shamil hain.....muje unn ka sath achaa lagta hai kiyon k wo zindagi ko samjhtay
                hain.....
                aur wese b kisi ne kaha hai
                ''behtreen jawani wo hai jis me burrhapay k asaar jon aur behtreen burrhapa wo hai
                jis me jawani k aasar hon''

                khairrr....in doston me se hi ek teacher hain meri.....35 sala khatoon hain.....
                samjh lou k me ne mohabbat unn se seekhi...(its not at all a question of idealism in a typical sense)...wo sarapa mohabbat hain......:).
                lets suppose me unn ko tassawar me dekh rahi hoon iss waqt.....
                .................................................. ..................................
                unn k wajood se roshni phoot rahi hai....ek noor ka hala tana hai unn k gird.....unn ko
                sochti hoon tou taddadus ka ehsas ubhrta hai.....motiye k phool zehan me aatay
                hain.......inn sab baton se yeh mat sochna k wo koi peerni hain....ya koi afsaanvi
                kirdaar.........///
                she is a practical woman ....n very very active.....
                wo har kisi se mohabbat krti hain....sirf ALLAH k liye.........
                jo unn se dushmni rakhta hai...wo unn s eb mohabbat krti hain.....
                kiyon k wo ALLAH SE MOHABBAT KRTI HAIN.....AUR ALLAH K RASOOL se
                mohabbat krti hain.......
                wo hmen kaha krti thin.....k sab se mohabbat kro....bila waja....bila tekhsis.....:rose

                baqi me ne sufi poets ko parrha hai......wo b insaan se mohabbat ka daras dete
                hain....bila tameez ...kon kya hai...barra hai chota hai...ameer hai gareeb
                hai....kuch b....:rose
                baqi itna kahoon gi k me mohabbat k lughvi wa istalaahi muaani wa mafaaheem bmaa
                sayaaq o sabaaq bayan nae kr sakti....aur ummees e qawwi hai yeh kaam aabi bhai
                bakhoobi anjaam de lain ge.....///
                aur ajkal ki mohabbat ...jo naujwaan nasal me barri maqbool hai...usko mohabbat
                nae....
                nae infatuation hai.....
                in short...
                mere nazdeek yeh ek ehsaas ka naam hai....so jo mere mehsoosaat thay me ne bayan kr diiye hain....shysmile
                bohat hi achi tarah biyan kia u ne...thanxx saraah:phool:

                Comment


                • #38
                  Re: Mohabat Kia He???

                  Originally posted by kutkutariyaan View Post
                  Walikum salam ...!

                  Aap ke Topic bohut ache hote hain chiips

                  Iss baar bhi Acha Topic socha :thmbup:

                  Samandar nay kaha
                  Mohabbat samandar key gehraiyo may chepie hoe eik seepe hai
                  Jiss may chahat jessa anmol moti mojood hai :THANKS:

                  Baadal nay kaha
                  Mohabbat eik ~dhanak hai
                  Jiss may har Rang Nomaya hota hai... :hansi

                  Shairr nay kaha
                  Mohabbat eik esse ghazal hai
                  Jo har eik sunay walay kay dil may
                  uttar te chali jate hai thinkingg

                  Saaz nay kaha
                  Mohabbat eik essa geet hai
                  Jo Dil may uttar jata hai :dekh:

                  Malee nay kaha
                  Mohabbat gulshan kay phool key woh dilkash khusboo hai
                  Jiss may sara
                  gulshan mehak uttah hai :)

                  Ankhon nay kaha
                  Mohabbat ansoo ka samandar hai
                  jo kisse kay intezar may khamoshi say
                  behta hai

                  Dil nay kaha
                  Mohabbat kisse ko Khamoshi say chahay janay ka naam hai
                  kay aakhire
                  waqt bhee Izhar na kiya jay

                  Naseeb nay kaha
                  Mohabbat wala duniya ka khush Kismat tareen insaan hai
                  Aur jiss kay Dil may Mohabbat nahin
                  Woh duniya ka Badd Tareen shakhs Hai :lahoul

                  Nafrat nay kaha
                  Aakhiri Jeet Mohabbat ki Hoti hai

                  wah wah :rose

                  Comment


                  • #39
                    Re: Mohabat Kia He???

                    Originally posted by saraah View Post
                    rita.....mere halqa e ehbaab me muj se chotay...hum umar...aurrrr muj se barray log
                    b shamil hain.....muje unn ka sath achaa lagta hai kiyon k wo zindagi ko samjhtay
                    hain.....
                    aur wese b kisi ne kaha hai
                    ''behtreen jawani wo hai jis me burrhapay k asaar jon aur behtreen burrhapa wo hai
                    jis me jawani k aasar hon''

                    khairrr....in doston me se hi ek teacher hain meri.....35 sala khatoon hain.....
                    samjh lou k me ne mohabbat unn se seekhi...(its not at all a question of idealism in a typical sense)...wo sarapa mohabbat hain......:).
                    lets suppose me unn ko tassawar me dekh rahi hoon iss waqt.....
                    .................................................. ..................................
                    unn k wajood se roshni phoot rahi hai....ek noor ka hala tana hai unn k gird.....unn ko
                    sochti hoon tou taddadus ka ehsas ubhrta hai.....motiye k phool zehan me aatay
                    hain.......inn sab baton se yeh mat sochna k wo koi peerni hain....ya koi afsaanvi
                    kirdaar.........///
                    she is a practical woman ....n very very active.....
                    wo har kisi se mohabbat krti hain....sirf ALLAH k liye.........
                    jo unn se dushmni rakhta hai...wo unn s eb mohabbat krti hain.....
                    kiyon k wo ALLAH SE MOHABBAT KRTI HAIN.....AUR ALLAH K RASOOL se
                    mohabbat krti hain.......
                    wo hmen kaha krti thin.....k sab se mohabbat kro....bila waja....bila tekhsis.....:rose

                    baqi me ne sufi poets ko parrha hai......wo b insaan se mohabbat ka daras dete
                    hain....bila tameez ...kon kya hai...barra hai chota hai...ameer hai gareeb
                    hai....kuch b....:rose
                    baqi itna kahoon gi k me mohabbat k lughvi wa istalaahi muaani wa mafaaheem bmaa
                    sayaaq o sabaaq bayan nae kr sakti....aur ummees e qawwi hai yeh kaam aabi bhai
                    bakhoobi anjaam de lain ge.....///
                    aur ajkal ki mohabbat ...jo naujwaan nasal me barri maqbool hai...usko mohabbat
                    nae....
                    nae infatuation hai.....
                    in short...
                    mere nazdeek yeh ek ehsaas ka naam hai....so jo mere mehsoosaat thay me ne bayan kr diiye hain....shysmile

                    wao mashallah achi soch he :rose

                    Comment


                    • #40
                      Re: Mohabat Kia He???

                      Originally posted by aabi2cool View Post
                      [/RIGHT]
                      bohat acha sawal kiya aap nay sar e dast mukhtasr alfaz main faqat itna arz karon ga k mohabbat aik aysa jazba hy jo k is kaynaat k wajood ki baqa k liye naguzeer hy(yaad rahay k sare dast hamara maqsad mohabbat ki tareef bayan karna naheen hy) balk mohabbat hi wo jazba hy k jo wajhe wajood e kaynaat hy. aur jahan tuk aap k dosray sawal ka taluq hy to mohabbat k bohat se taqazay hain. aur jis taqazay ki taraf aap nay tawju dilai hy wo bhi mohabbat ka aik lazmi taqaza hy yani mehboob ki ita,at karna. so in manoon main isay mohabbat ka juzw keh saktay hain, magar haqeeqi manoon main amre ita,at nafs e mohabbat main shamil naheen. han magar kamal e mohabbt k liye ita,at lazmi juzw hy. yani aap ye naheen keh saktay k agar fulan , fulanki ita,at naheen karta to usay fulan se mohabbat bhi naheen, han magar aap ye keh saktay hain k fulan jo fulan se mohabbat ka dawaydar hy magar wo us ki kamil ita,at naheen karta is liye wo apni mohabbat main kamil naheen.
                      :salam:
                      ye taqaza ho ga ya shart?:mm:

                      Comment


                      • #41
                        Re: Mohabat Kia He???

                        محبت دل کی بیماری ہے

                        Comment


                        • #42
                          Re: Mohabat Kia He???

                          Originally posted by *Amin* View Post
                          محبت دل کی بیماری ہے
                          mohabat ham Allah se bhi karte hen or parents se bhi....kia ye dil ki beemari ho sakti he?:mm:

                          Comment


                          • #43
                            Re: Mohabat Kia He???



                            ek Ehsaas to hai hi.. jaisy Khuda kai lie..maa baap, bahi behno kai liye... usi tarah insaaniat kai liye...ek ehsaas he.

                            Kisi ke dard ko apna dard samjhna bhi Mohabbat hai..

                            jab se Dunia bani he...tab se hi yeh silsala chal raha hai...

                            LOVE is Blind.... yeh bhi aik Karwi Haqeekat hai.... bcz Mohabbat khudgarz hoti hai....

                            aur jab yehi Mohabat Dhoka deti hai...ya bewafai kerti hai...us waqt insaan sheeshe ki tarah toot jataa he... phir kabhi na jur sakta hai.
                            Last edited by *Samra*; 25 February 2009, 19:54.

                            Comment


                            • #44
                              Re: Mohabat Kia He???

                              Originally posted by senorita View Post
                              ye taqaza ho ga ya shart?:mm:
                              je agar faqat nafs e mohabbat ki baat ke jay to ita,at us ka taqaza hy aur agar kamal e mohabbat ki baat ki jay to ita,at us ki shart hy k mohabbat ka kamal bagair ita,at k hasil naheen hosakta .
                              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                              Comment


                              • #45
                                Re: Mohabat Kia He???

                                Originally posted by aabi2cool View Post
                                je agar faqat nafs e mohabbat ki baat ke jay to ita,at us ka taqaza hy aur agar kamal e mohabbat ki baat ki jay to ita,at us ki shart hy k mohabbat ka kamal bagair ita,at k hasil naheen hosakta .
                                right.....or bohat bohat shukria:)

                                Comment

                                Working...
                                X