Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Humare Kitne Roop

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Humare Kitne Roop

    Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
    Samra! Yeh kuch loogoon ki baat nahi...aksariat ki baat hai. Aksariyat hi iss terhan ki hootee hai..k kabhi koi roop dhaar laitee hai tu kabhi koi. Her insaan say her insaan ka nataa muklhtalif hota hai...kahin ahtram say baat kernee partee hai..tu kahin frank hona parta hai...iss liye wahan per insaan ka impression bhi waisy hi par jata hai. Aur loog samjhtay hain k iss bandy k 02 roop hain. Jab k haqeeqat main aisa nahi hota...woh jan boojh ker aisa nahi show kerta.

    Albatta kuch loogoon k baray main aap ye keh saktee hain...k woh jan boojh ker show off kertay hain hain apnay aap ku...kabhi bohut serious ho jaingay ghar main...tu kabhi bilkul non serious hon ga ghar say bahir. Tu kabhi iss k ulat bhi ho jata hai. Lykin ye sub kuch woh loogon per apna khaas impression dalnay k liye kertay hain. Lykin loog un ku pehchan jatay hain.:)

    waao :thmbup: bohat acha jawab diya hai aap ne... aap ki pehli reply hai, itni achi :salam:

    Comment


    • #47
      Re: Humare Kitne Roop

      nida fazli ka ek shair hai.. if I am not mistkn

      "her aadmi mein hote hain dus, bees aadmi....
      jub dekhna kisi ko kai baar dekhna............."

      same like this only.... :rose

      Comment


      • #48
        Re: Humare Kitne Roop

        Originally posted by Samra_Khan View Post
        waao :thmbup: bohat acha jawab diya hai aap ne... aap ki pehli reply hai, itni achi :salam:
        Shukria meherbani! :rose


        Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

        Comment

        Working...
        X