Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Humare Kitne Roop

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Humare Kitne Roop

    Salam Friends :rose

    Humare kitne Roop hotye hain ? aap ne kabhi socha hai ...:khi: Kuch loug bohat serious tabiyat ke hoty hain lekin apne friends mai wo bilkul opposite hote hain :D

    aur kuch log Aam tor per bohat Hunste muskraate hain lekin....wo apne aap mai bohat serious hoty hain...aur Gheeri deep sochain rakhte hain ...



    aur aisy bih kuch log hain jo jaisy apne ghar mai hote hain... waisy wo akser doosrou ke saamne nahi hote... :mm:
    Last edited by *Samra*; 24 February 2009, 13:09.

  • #2
    Re: Humare Kitne Roop

    jawaab drust he
    :thmbup:

    Comment


    • #3
      Re: Humare Kitne Roop

      Originally posted by Samra_Khan View Post
      Salam Friends :rose

      Humare kitne Roop hotye hain ? aap ne kabhi socha hai ...:khi: Kuch loug bohat serious tabiyat ke hoty hain lekin apne friends mai wo bilkul opposite hote hain :D

      aur kuch log Aam tor per bohat Hunste muskraate hain lekin....wo apne aap mai bohat serious hoty hain...aur Gheeri deep sochain rakhte hain ...



      aur aisy bih kuch log hain jo jaisy apne ghar mai hote hain... waisy wo akser doosrou ke saamne nahi hote... :mm:
      WASLAAM...
      YUP U R RIGHT SAMRA....ITS NATURAL...........:D:
      INSAANI SHAKSIAT TEH DAR TEH HOTI HAI.....KUCH LOG KHULI KITAB KI MAANIND....LAKIN KUCH...BILKUL B NAE........372-shock...SO CHALTA HAI.....:D:
      AUR JO AAP HAIN WOHI REHNA BARRA DIL GURDAY KA KAAM HAI......ESAY LOG LAKIN HOTAY HAIN BEHARHAAL....
      AUR HAR JAGHA AAP EK JESE HO B NAE SAKTAY.....SITUATION KI DEMAND HOTI HAI.....thinki
      LAKIN AAP JESE B HON BAS FAIR HONA CHAHIYE......HAI NA....
      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

      Comment


      • #4
        Re: Humare Kitne Roop

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        jawaab drust he
        konse sawaal ka? :mm:

        Comment


        • #5
          Re: Humare Kitne Roop

          Originally posted by saraah View Post
          WASLAAM...
          YUP U R RIGHT SAMRA....ITS NATURAL...........:D:
          INSAANI SHAKSIAT TEH DAR TEH HOTI HAI.....KUCH LOG KHULI KITAB KI MAANIND....LAKIN KUCH...BILKUL B NAE........372-shock...SO CHALTA HAI.....:D:
          AUR JO AAP HAIN WOHI REHNA BARRA DIL GURDAY KA KAAM HAI......ESAY LOG LAKIN HOTAY HAIN BEHARHAAL....
          AUR HAR JAGHA AAP EK JESE HO B NAE SAKTAY.....SITUATION KI DEMAND HOTI HAI.....thinki
          LAKIN AAP JESE B HON BAS FAIR HONA CHAHIYE......HAI NA....

          jo hum hain wohi rehne se apki kiya muraad hai? :mm:

          Normally ager Insaan wo hona hi nahi chahta... jo wo hota hai...pihr ? :rose

          Comment


          • #6
            Re: Humare Kitne Roop

            Originally posted by Samra_Khan View Post
            konse sawaal ka? :mm:

            sawaal ka mujay nahi pata, bus itna pata he ke aap ka jawaab drust he :embarasse
            :thmbup:

            Comment


            • #7
              Re: Humare Kitne Roop

              pata nahi.........................poch kay batonga
              ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

              Comment


              • #8
                Re: Humare Kitne Roop

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                sawaal ka mujay nahi pata, bus itna pata he ke aap ka jawaab drust he :embarasse


                372-haha372-haha
                sigpic

                Comment


                • #9
                  Re: Humare Kitne Roop

                  Originally posted by Samra_Khan View Post
                  Salam Friends :rose

                  Humare kitne Roop hotye hain ? aap ne kabhi socha hai ...:khi: Kuch loug bohat serious tabiyat ke hoty hain lekin apne friends mai wo bilkul opposite hote hain :D

                  aur kuch log Aam tor per bohat Hunste muskraate hain lekin....wo apne aap mai bohat serious hoty hain...aur Gheeri deep sochain rakhte hain ...



                  aur aisy bih kuch log hain jo jaisy apne ghar mai hote hain... waisy wo akser doosrou ke saamne nahi hote... :mm:
                  waqt kay saath log badaltay rahtay hain apna roop...... yeh duniya hai ek behroop...... 372-scarewese jis roop ka aap zikar kar rahi hain management field mein essay positive aspect mein dekha jata hai......... :lpop:

                  mere baad kitnay Hi Roop tu ne badal Leay
                  main wohi hon ab bhi teri kasam, tere baad bhi
                  :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                  Comment


                  • #10
                    Re: Humare Kitne Roop

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    sawaal ka mujay nahi pata, bus itna pata he ke aap ka jawaab drust he :embarasse

                    ohoh kiya baat he

                    Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                    pata nahi.........................poch kay batonga
                    Mama se ya Papa se??:khi:

                    Originally posted by soni kudi View Post
                    372-haha372-haha
                    huns kiou rahi ho... ahaaaa yeh bhi aik roop he 372-shock

                    Originally posted by rehman View Post
                    waqt kay saath log badaltay rahtay hain apna roop...... yeh duniya hai ek behroop...... 372-scarewese jis roop ka aap zikar kar rahi hain management field mein essay positive aspect mein dekha jata hai......... :lpop:

                    mere baad kitnay Hi Roop tu ne badal Leay
                    main wohi hon ab bhi teri kasam, tere baad bhi


                    shuker apko bhi maloom hua
                    Last edited by *Samra*; 24 February 2009, 14:07.

                    Comment


                    • #11
                      Re: Humare Kitne Roop

                      Originally posted by Samra_Khan View Post


                      huns kiou rahi ho... ahaaaa yeh bhi aik roop he 372-shock

                      haan na yeh b roop haii :khi:
                      sigpic

                      Comment


                      • #12
                        Re: Humare Kitne Roop

                        jese piyaz cheelte hen na to ander se aik or teh nkalti he ese hi insan ki shaksiyat k bhi kai teh hoti hen.....kai roop....bas us roop me dhoke k rang nahi hone chaey bakii chalta he

                        Comment


                        • #13
                          Re: Humare Kitne Roop

                          Originally posted by senorita View Post
                          jese piyaz cheelte hen na to ander se aik or teh nkalti he ese hi insan ki shaksiyat k bhi kai teh hoti hen.....kai roop....bas us roop me dhoke k rang nahi hone chaey bakii chalta he
                          hmmm

                          roop alag chiez he aur Naqli chehra laga lena ghalat chiez he.. kiya khiyal hai ?

                          Comment


                          • #14
                            Re: Humare Kitne Roop

                            Originally posted by Samra_Khan View Post
                            hmmm

                            roop alag chiez he aur Naqli chehra laga lena ghalat chiez he.. kiya khiyal hai ?
                            han nakli chehra to dhoka ho ga na....lekin aik hi insan mukhtalif moko par mukhtalif roop rakh sakta he na jese friends me or....office me or.....nakli wala to aik alag baat ho jaey gi

                            Comment


                            • #15
                              Re: Humare Kitne Roop

                              Originally posted by soni kudi View Post
                              372-haha372-haha
                              Jind mahi way, soniye soniye aaja maahi way :dance2:
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X