Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Alag Ghar Ka Mutaliba

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Alag Ghar Ka Mutaliba

    Originally posted by saraah View Post
    ASSLAMOALIKUM..............:rose
    AAP KYA KEHTI HAIN..........................thinki
    Mein kehti nahi kehta hoon 372-scare
    :thmbup:

    Comment

    • #17
      Re: Alag Ghar Ka Mutaliba

      wese meray khayal mein islam mein compulsory hai k man should provide his wife a seperae house after marriage..... jahan tak meinay sunna hay k he cannot keep his wife with his parents aur agar vo afford nahi karta then it is his responsibility to make sure his wife is treated with dignity and respect in the house........ aur mein basically joint family system ka qail hoon coz it provideds protection and teaches respect for elders aur problems bhi share hotay hain jis se insaan security aur stress kam feel karta hai.........:lpop:
      :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

      Comment

      • #18
        Re: Alag Ghar Ka Mutaliba

        Originally posted by saraah View Post
        ASSLAMOALIKUM..............:rose
        AAP KYA KEHTI HAIN..........................thinki
        Sarrah! ..Jin mumamlik main finacial poblems nahi hoteen..jaisa k middle east countries waghira..tu wahan per couples amoman separate hi life guzartay hai..aur yahee wajah hai..k ziday jhagray waghira bhi nahi hotay saas bahu main...Iss k bari wajah shyed ye hai..k woh loog fiancially strong hain..Paisy ki kami nahi hai..Aik husband ba asani 02 ya 03 merriage afford ker liata hai. Phir woh loog insani iqdar ki bhi prava kertay hain..deen aur Prophet (p.b.u.h) k ahadees ku smjhtay aur uss per kisse had tak amal bhi kertay hain.

        Jiss maushray main hum reh rahay hain...yahan ab ye naguzeer horaha hai..k separate life guzari jaye. Iss main sub say important factor..yahee financial factor hai..aur issee k base per ziada ter larai jhgray bhi hotay hain....jahan tak islami taleemaat ka ta'alooq hai..tu hamaray han badqismatee say baishter gharany na tu namaz rozay k paband hain..na ikhlaqi taur per unn main deen ki jhalak dekhai deaty hai..yahi wajah hai..k saas aik paraay ghar say ani wali larki k saath bilkul paraya salook kertee hai...jab k bahu bhi uss ku aam buzurg khawateen k darja nahi daitee k unn ka ahtram uss per waisy hi wajib hai jisaay uss k apnay waldain ka..lihaza mujhay tu iss ka koi hal nahi nazar ata..jab tak k hum islami iqdar ku apni zindagi k ander shamil nahi karain gay...aur fiancially bhi hum loog ya hamree country strong jaye..:)

        Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

        Comment

        • #19
          Re: Alag Ghar Ka Mutaliba

          Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
          Sarrah! ..Jin mumamlik main finacial poblems nahi hoteen..jaisa k middle east countries waghira..tu wahan per couples amoman separate hi life guzartay hai..aur yahee wajah hai..k ziday jhagray waghira bhi nahi hotay saas bahu main...Iss k bari wajah shyed ye hai..k woh loog fiancially strong hain..Paisy ki kami nahi hai..Aik husband ba asani 02 ya 03 merriage afford ker liata hai. Phir woh loog insani iqdar ki bhi prava kertay hain..deen aur Prophet (p.b.u.h) k ahadees ku smjhtay aur uss per kisse had tak amal bhi kertay hain.

          Jiss maushray main hum reh rahay hain...yahan ab ye naguzeer horaha hai..k separate life guzari jaye. Iss main sub say important factor..yahee financial factor hai..aur issee k base per ziada ter larai jhgray bhi hotay hain....jahan tak islami taleemaat ka ta'alooq hai..tu hamaray han badqismatee say baishter gharany na tu namaz rozay k paband hain..na ikhlaqi taur per unn main deen ki jhalak dekhai deaty hai..yahi wajah hai..k saas aik paraay ghar say ani wali larki k saath bilkul paraya salook kertee hai...jab k bahu bhi uss ku aam buzurg khawateen k darja nahi daitee k unn ka ahtram uss per waisy hi wajib hai jisaay uss k apnay waldain ka..lihaza mujhay tu iss ka koi hal nahi nazar ata..jab tak k hum islami iqdar ku apni zindagi k ander shamil nahi karain gay...aur fiancially bhi hum loog ya hamree country strong jaye..:)

          yeh aik tarah se zaroor financial maslou per bhi depend kerta hai... lekin main reason meri nazar me Khuda se doori hai. HUm namaz parte hain, roze rakhte hain... saare Amal kerte hain.......... lekin Hum ager Khuda kai Bandou ko tang kerte hain, unse Bura salook kerte hain....to pihr khuda tallah ko humari saari naikiya nahi chahiye....

          Hum ager Khuda se darte huye...ager apna Her Qadam uthain... to hum kaisye kisi ko Takleef de sakte hain? Hum zaroor us waqt sochain gai...mera Khuda meraa ayse kerne se Naraz hoga...
          Last edited by *Samra*; 24 February 2009, 13:00.

          Comment

          • #20
            Re: Alag Ghar Ka Mutaliba

            Saab fasaaad yeah Bahoo kerti hain... :uf mere khuda:

            Simple... Aap use bahu na banaen... :D:

            Comment

            • #21
              Re: Alag Ghar Ka Mutaliba

              acha topic hay lakin purana hogia hay es liy
              Boring
              [FONT="Arial Black"]Mr. Khalil How much Fake IDs would you make in Pegham... ?

              See you Real Face in here 372-shed

              Muhammad Khalil's Real Face [/FONT]

              Comment

              • #22
                Re: Alag Ghar Ka Mutaliba

                Originally posted by Insaaan View Post
                acha topic hay lakin purana hogia hay es liy
                Boring
                to koi naya acha sa topic lao na yaar dono bhai mil k roshni patay hain
                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                Comment

                • #23
                  Re: Alag Ghar Ka Mutaliba

                  Originally posted by kutkutariyaan View Post
                  Saab fasaaad yeah Bahoo kerti hain... :uf mere khuda:

                  Simple... Aap use bahu na banaen... :D:

                  Bahu ko Beti banaya jaye ...aur Samjha jaye to masleh nahi hone chahiye !
                  Last edited by *Samra*; 24 February 2009, 18:15.

                  Comment

                  • #24
                    Re: Alag Ghar Ka Mutaliba

                    Originally posted by Samra_Khan View Post
                    Bahu ko Beti banaya jaye ...aur Samjha jaye to masleh nahi hone chahiye !
                    simply to say . .. . auraat hi auraat ki dushman aur mard beycharaaaa :embarasse
                    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                    Comment

                    • #25
                      Re: Alag Ghar Ka Mutaliba

                      mairay dil karta hain kay main sab lerkiyoon ko aik ghar doon372-haha
                      Last edited by D@y W@lk3r; 24 February 2009, 19:52.
                      ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                      Comment

                      • #26
                        Re: Alag Ghar Ka Mutaliba

                        Originally posted by aabi2cool View Post
                        simply to say . .. . auraat hi auraat ki dushman aur mard beycharaaaa :embarasse
                        ha bhai
                        ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                        Comment

                        • #27
                          Re: Alag Ghar Ka Mutaliba

                          Originally posted by Samra_Khan View Post
                          Bahu ko Beti banaya jaye ...aur Samjha jaye to masleh nahi hone chahiye !
                          Bilkul Theek...

                          But jab Wo Ghar se he Training le ker aaee k... "Beti tu ne apne saas susar ko ghar se nikalna hai.....Sari zingi inki Khidmat me na guzar daeen " 372-shock

                          Pher ? 372-shed

                          Comment

                          • #28
                            Re: Alag Ghar Ka Mutaliba

                            Originally posted by kutkutariyaan View Post
                            Bilkul Theek...

                            But jab Wo Ghar se he Training le ker aaee k... "Beti tu ne apne saas susar ko ghar se nikalna hai.....Sari zingi inki Khidmat me na guzar daeen " 372-shock

                            Pher ? 372-shed
                            ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                            Comment

                            • #29

                              aisi training koon deyta hai beetoun ko ?:mm:
                              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                              Comment

                              • #30
                                Re: Alag Ghar Ka Mutaliba

                                Originally posted by Aanchal View Post
                                aisi training koon deyta hai beetoun ko ?:mm:
                                unki mamma372-scare
                                ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                                Comment

                                Working...
                                X