Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Alag Ghar Ka Mutaliba

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Alag Ghar Ka Mutaliba

    ASSLAMOALIKUM..............:rose
    AAP KYA KEHTI HAIN..........................thinki
    Attached Files
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

  • #2
    Re: Alag Ghar Ka Mutaliba

    Originally posted by saraah View Post
    ASSLAMOALIKUM..............:rose
    AAP KYA KEHTI HAIN..........................thinki
    acha topic hia,lakin meri submission iss main yeh hai keh yeh sab resources pe bhi to depend kerta hia na, or uc se bhi important keh sab iss new relation keh baad kaise react kerta hian, problem her jagah hoti hian espacially new setups main, lakin ager aqalmandi keh sath chala jaye sab ki taraf se to yeh problems minimize ho sakti hian, offcourse khatam nahi ho saktin kion keh yehi rule of world hai

    Comment

    • #3
      Re: Alag Ghar Ka Mutaliba

      Parents apne bachou ki shadi kerte huye yehi Umeed rakhte hain ke...Ghar me mazeed Khusiya aiye gi... Lekin kabhi khud parents aur kabhi Ulaad aisy Ghaltiya ker dete hain jo... khushiou ke bajye... gham milta he...

      I think.. , ager her Maa apni Beti ko yeh Taleem de ker uske Ghar usye behje .ke jis Ghar jaa rahi ho, ab wohi tumhara Ghar he... wohi ab tumhare parents hain, ... aur wo unko waqie mai aisye Respect de...to kabhi koi probleme create nahi hoti.

      Ager bare ( parents in law ) ya sisters in law koi ziati bhi kerti hain... to larki Khuda tallah se madad maange... Khuda tallah to pathar Dilou ko bhi MOuM banaa sakta hai...
      Last edited by *Samra*; 23 February 2009, 14:45.

      Comment

      • #4
        Re: Alag Ghar Ka Mutaliba

        hhhmmmm ye khasa mushkil topic he.....jis ki suno wohi mazloom lagta he...shaed dono fareek hi mazloom hote hen:hehe:
        wese ager alag hone se masla hal hota ho to alag ghar me rehna chaey ta k roz roz log apas me larne se behtar he door rahen par piyar mohabat se rahen....

        Comment

        • #5
          Re: Alag Ghar Ka Mutaliba

          waiting 4 more comments....than i wl discuss......:)
          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

          Comment

          • #6
            Re: Alag Ghar Ka Mutaliba

            mujhay bohat gussa aata hain aisa sab kuch dekh kar.......saas baho ko beti aur baho sas ko apni maa main lay to yah sab chaker na hoon.

            wesay main is baat ka qail hoon kay bachoon ko shadi kay bad apnay saat nahi rakhna chahay, khud hi alag kar dena chahay. is main hi acha hain...............
            ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

            Comment

            • #7
              Re: Alag Ghar Ka Mutaliba

              Originally posted by D@y W@lk3r View Post

              aur ager parents buudhe hou bichare to wo kiya kerain??

              apni ulaad se door rahein?

              Comment

              • #8
                Re: Alag Ghar Ka Mutaliba

                Originally posted by Samra_Khan View Post
                aur ager parents buudhe hou bichare to wo kiya kerain??

                apni ulaad se door rahein?
                yah baat thek hain. lekin main apnay bachoon ko nahi rakhonga.....................Just me and my wife...no more tension
                ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                Comment

                • #9
                  Re: Alag Ghar Ka Mutaliba

                  Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                  yah baat thek hain. lekin main apnay bachoon ko nahi rakhonga.....................Just me and my wife...no more tension
                  jab aap uss umer mai pohncho ge to pata lage ga.. kai maa baap ka kiya haal horaha hota hai apni Ulaad ke baghair

                  Comment

                  • #10
                    Re: Alag Ghar Ka Mutaliba

                    Originally posted by Samra_Khan View Post
                    jab aap uss umer mai pohncho ge to pata lage ga.. kai maa baap ka kiya haal horaha hota hai apni Ulaad ke baghair
                    i think app mairi baat ka matlab galat samjhi..........mainay yah nahi kaha kay parents ko chor dena chahay..........Maa Baap say zada aziz kuch nahi hota.......jo samjhdar hotay hain wo aisa hi samjtay hain......
                    lekin mainn apnay point of view say khay raha hoon......................Ajkal yahi behter hain, kay Shadi kay bad bacho ko alag karday:donno:
                    ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                    Comment

                    • #11
                      Re: Alag Ghar Ka Mutaliba

                      Originally posted by saraah View Post
                      ASSLAMOALIKUM..............:rose
                      AAP KYA KEHTI HAIN..........................thinki
                      Walaikum Assalam

                      Waisi mene yeh matric ki course book me perha tha...agur kuch aisa scene ho to mutalba pora kurna bunta he husband ka:lol...yeh bivi k huqooq me ata he...k agur wo khush nahi to us k mutalbe pore kia jay....

                      baki abhi tuk meri apni koi rae nahi is pe...:lol

                      Comment

                      • #12
                        Re: Alag Ghar Ka Mutaliba

                        yeh to halaat pay depend karta hai :mm:
                        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                        Comment

                        • #13
                          Re: Alag Ghar Ka Mutaliba

                          [quote=Samra_Khan;994225]
                          I think.. , ager her Maa apni Beti ko yeh Taleem de ker uske Ghar usye behje .ke jis Ghar jaa rahi ho, ab wohi tumhara Ghar he... wohi ab tumhare parents hain, ... aur wo unko waqie mai aisye Respect de...to kabhi koi probleme create nahi hoti.

                          quote]
                          is saray fasaad ka jameh aur mukhtasar tareen jawab yehi hy jo k samra nay day diya :salam:
                          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                          Comment

                          • #14
                            Re: Alag Ghar Ka Mutaliba

                            jisey alag gher le ker rehna hai alg ghar le ker rahe... or jisey saath rehna hai saath rahe.. what is important ke aap ki jub zaroorat ho tub aap saath ho ya nahi... kai baar ek gher mein reh ker bhi log ke dilo mein itni doori rehti hain ke museebat mein or museebatein creat karte hain... or kai baar door reh ker bhi log her museebat mein saath rehte hain... ek fone kar do ya khabar bhijwa do... foran hi madad ko pohanch jaate hain.... so I wud say ke ek ghar mein rehna ya alag ghar le ker rehna itna important nahi hai jitna dilo'n mein ek dosre ke liye gunjaaish ka hona.... :thmbup:
                            Last edited by ummid; 24 February 2009, 08:13.

                            Comment

                            • #15
                              Re: Alag Ghar Ka Mutaliba

                              Originally posted by ummid View Post

                              Working...
                              X