Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Blood donation

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Blood donation

    Originally posted by Samra_Khan View Post
    372-shock jee nahi :na:
    Pher Andar se Kamzor hone ka Matlab :?:

    Comment


    • #47
      Re: Blood donation

      Originally posted by kutkutariyaan View Post
      Pher Andar se Kamzor hone ka Matlab :?:
      darbok ... :eye:

      Comment


      • #48
        Re: Blood donation

        mera blood group muje maloom he.. A+ :eye:

        Comment


        • #49
          Re: Blood donation

          Originally posted by Samra_Khan View Post
          darbok ... :eye:
          ye to Fakhar ki alamat hai 372-haha

          Originally posted by Samra_Khan View Post
          mera blood group muje maloom he.. A+ :eye:
          Kia abhi Aanchal ko de ker aae hain ? chiips

          Comment


          • #50
            Re: Blood donation

            Originally posted by kutkutariyaan View Post
            ye to Fakhar ki alamat hai 372-haha



            Kia abhi Aanchal ko de ker aae hain ? chiips

            sahi kaha aapne , darne per bhi fakhar hona chahiye :p

            aanchal ko zaroorat he kiya blood ki?? 372-shock

            Comment


            • #51
              Re: Blood donation

              Originally posted by Samra_Khan View Post
              moti tazi to hogai hoon lekin ander se to kamzor hoon

              Bandas ager moti...vated hu tu moti tazi honay say koi farq nahi parta..aik martaba try karain blood dany ki..inshaAllah kuch nahi hoga.


              Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

              Comment


              • #52
                Re: Blood donation

                Originally posted by Samra_Khan View Post
                sahi kaha aapne , darne per bhi fakhar hona chahiye :p

                aanchal ko zaroorat he kiya blood ki?? 372-shock
                Wese Choohe ko pakar leti hain an :?:

                Jee....or to kia...Unhain Ashaad Zaroorat hai :khekhe

                Comment


                • #53
                  Re: Blood donation

                  Originally posted by Aanchal View Post
                  assalamalikum
                  darian nahi main kisi ka khoon nahi maang rahi :lol :tasali:

                  sawal hai aap loog blood donate kartay hian ?
                  kartay hian to saal/month main kitni baar?
                  aap ka group kia hai ?
                  aap blood deytay waqat yeh deekhtay hoo kay jo alaat hotay hian wo saaf hain kay nahi ? is say kai beemariyan peda hoo jati hian ...
                  or blood donate karnay kay bad kia khatay peetay hian ?:lol

                  or or or jo dil chaye bata daian is topic pay :D:
                  W/Salam,

                  Waah ji waah kia topic lagaya he kamzoor loogon ko dranaay ke liye :khi:Aatay hein tumharay sawalaat ki taraf.

                  Mein Blood Donate kerta hoon. Aur saal month ka koi hisaab nahi hota, jub kisi ko zaroorat hoti he nikaal ke le jata he :khi:Ub tak almost 9 - 10 baar donate ker chuka hoon.

                  Mera blood group B+ve he.

                  Blood donate kerte huay aalaat nahi bulke aik blood back with a big needle hoti he jo already disposable (one time use) hoti he aur already sterilized hoti he. Haan albata vein ko sprit (alcohol) se sahi se saaf kerwata hoon germ free kerne ke liye.

                  Blood donate kerne ke baad mein kuch khaas khaata peeta nahi hoon. Loog mere liye juice le ke aatay hein mein ne wo bhi kabi nahi piya. Aik baar mein ne Ramzan mein blood donate kia tha, sub kehtay thay ke rooza toot gaya juice pi lo, per mein ne aftaari se pehlay sip nahi liya.

                  Waise blood donate kerne ke dooran 3, 4 baar meri haalat kharaab hui, 1, 2 baar to mujay aisa laga ke mein bus abi gaya :lol lekin her baar jazba neya hota he aur mein hesitate nahi kerta :eye:

                  Albata meri mom meri is habit se bohat preshan hein. Lekin mein puri kooshish kerta hoon ke mere blood donate kerne ke baray mein meri ammi ko pata na lagay warna kai din tak un ki baatein sunani perti hein :pagal:
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #54
                    Re: Blood donation

                    Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
                    Bandas ager moti...vated hu tu moti tazi honay say koi farq nahi parta..aik martaba try karain blood dany ki..inshaAllah kuch nahi hoga.
                    itni bhi moti taazi nahi :embarasse

                    Comment


                    • #55
                      Re: Blood donation

                      Originally posted by Aanchal View Post
                      assalamalikum
                      darian nahi main kisi ka khoon nahi maang rahi :lol :tasali:

                      sawal hai aap loog blood donate kartay hian ?
                      kartay hian to saal/month main kitni baar?
                      aap ka group kia hai ?
                      aap blood deytay waqat yeh deekhtay hoo kay jo alaat hotay hian wo saaf hain kay nahi ? is say kai beemariyan peda hoo jati hian ...
                      or blood donate karnay kay bad kia khatay peetay hian ?:lol

                      or or or jo dil chaye bata daian is topic pay :D:
                      wsalam!

                      ap mang kar dekho u kay liya khoon hazir hateddy
                      maina khabi wasay blood donate kia nahi .O+ ha blood group. agar khabi moqa milay tu mai alat dekh kar unse change karwa ka hi do gi :lpop:blood donate karnay kay baad juice pena chiaya:khi:

                      Comment


                      • #56
                        Re: Blood donation

                        Originally posted by kutkutariyaan View Post
                        Wese Choohe ko pakar leti hain an :?:

                        Jee....or to kia...Unhain Ashaad Zaroorat hai :khekhe
                        choohe ko ? 372-shock kabhiii nahiii
                        372-scare

                        aik baar choohe ke naam se poooore ghar me chalaangai lagaai maine...kabhi sofa per chari kabhi table per chari... abu ne aaker `daanta :tasali: , chooha he kaahaaa :lahoul

                        Comment


                        • #57
                          Re: Blood donation

                          Originally posted by Samra_Khan View Post
                          itni bhi moti taazi nahi :embarasse
                          Chalain thoree bohut tu moti taazi hain na...aur thoree bohut moti...vated bhi??:mm:


                          Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                          Comment


                          • #58
                            Re: Blood donation

                            Originally posted by Samra_Khan View Post
                            itni bhi moti taazi nahi :embarasse


                            samra saheli tum yah achali aai :hathora

                            Comment


                            • #59
                              Re: Blood donation

                              Originally posted by munda_sialkoty View Post
                              W/Salam,

                              Waah ji waah kia topic lagaya he kamzoor loogon ko dranaay ke liye :khi:Aatay hein tumharay sawalaat ki taraf.

                              Mein Blood Donate kerta hoon. Aur saal month ka koi hisaab nahi hota, jub kisi ko zaroorat hoti he nikaal ke le jata he :khi:Ub tak almost 9 - 10 baar donate ker chuka hoon.

                              Mera blood group B+ve he.

                              Blood donate kerte huay aalaat nahi bulke aik blood back with a big needle hoti he jo already disposable (one time use) hoti he aur already sterilized hoti he. Haan albata vein ko sprit (alcohol) se sahi se saaf kerwata hoon germ free kerne ke liye.

                              Blood donate kerne ke baad mein kuch khaas khaata peeta nahi hoon. Loog mere liye juice le ke aatay hein mein ne wo bhi kabi nahi piya. Aik baar mein ne Ramzan mein blood donate kia tha, sub kehtay thay ke rooza toot gaya juice pi lo, per mein ne aftaari se pehlay sip nahi liya.

                              Waise blood donate kerne ke dooran 3, 4 baar meri haalat kharaab hui, 1, 2 baar to mujay aisa laga ke mein bus abi gaya :lol lekin her baar jazba neya hota he aur mein hesitate nahi kerta :eye:

                              Albata meri mom meri is habit se bohat preshan hein. Lekin mein puri kooshish kerta hoon ke mere blood donate kerne ke baray mein meri ammi ko pata na lagay warna kai din tak un ki baatein sunani perti hein :pagal:
                              shabaash achi baat he... allah tallah apke naqsshe qadam per agli nassliou ko banaye :khi:

                              Comment


                              • #60
                                Re: Blood donation

                                Originally posted by Sanam_khan1 View Post
                                samra saheli tum yah achali aai :hathora
                                areee hotaara to naa maaaroo naaa

                                Comment

                                Working...
                                X