Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Blood donation

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Blood donation

    Originally posted by Aanchal View Post
    assalamalikum
    darian nahi main kisi ka khoon nahi maang rahi :lol :tasali:

    sawal hai aap loog blood donate kartay hian ?
    kartay hian to saal/month main kitni baar?
    aap ka group kia hai ?
    aap blood deytay waqat yeh deekhtay hoo kay jo alaat hotay hian wo saaf hain kay nahi ? is say kai beemariyan peda hoo jati hian ...
    or blood donate karnay kay bad kia khatay peetay hian ?:lol

    or or or jo dil chaye bata daian is topic pay :D:
    Main 03/04 martba blood day choka hoon (Allah k fazal say). Pehlee dafa main kafi darr lag raha tha..apnee jan ka khatra lag raha tha..k pata nahi kya hoo... Lykin kuch bhi nahi hoa..shorroo main thoree bohut weakness hotee hai..jo juice aur biscut khany ka baad khatam ho jate hai. (Lykin ye zarooree hai k aap ka pait khalee na ho...nashta (breakfast) ya khana waqhaira khya hoa ho)..tu kuch pata nahi hota.

    Mara blodd group O+ hai.

    Ye tu idaray (istitution) ya hospital waloon ki zimmadaree hai..k sirinj new ho. Waisy kud bhi tassallee ker lanee chahye.

    Aik martba aik muhallay k larky ku blood dia tha..uss ka accident ho gaya tha motorcycle say...lykin mera blood uss ku lagnay say pehlay uss bechary ki death ho gayee..mujhay uss ki death ka bohut afsoos hoa....iss baat ka afsoos nahi k mera blood waste ho gaya ya kisse aur k kam agay ho shyed.

    Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

    Comment

    • #32
      Re: Blood donation

      Originally posted by MuQadas View Post
      nahi mujhay bohat dar lagta hai mujhay to aj tak yeh nahi pata mera blood group kai hai:donno:
      Allah se darna nahi... or yaha... uff

      Comment

      • #33
        Re: Blood donation

        Originally posted by kutkutariyaan View Post
        Yeah aap ka Siasi-Biyaan hai :wt is this

        Mene nahi dena nahii
        khidmat-i-khalq ka zara sa bhi jazba nahi hai aap main kuku
        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

        Comment

        • #34
          Re: Blood donation

          Originally posted by kutkutariyaan View Post
          372-haha

          Mumma se pocha tha :?:
          ager poochti to wo kehtien kai pehle apni sehat to bana lo phir dena blood sshlood LOL

          Comment

          • #35
            Re: Blood donation

            Originally posted by MuQadas View Post
            main dekh nahi sakte na :embarasse

            waisya app ko chaiya to try karsakte hon
            :lol nahi blood nahi chaaye abhi :lol
            :hug:
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment

            • #36
              Re: Blood donation

              Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
              Main 03/04 martba blood day choka hoon (Allah k fazal say). Pehlee dafa main kafi darr lag raha tha..apnee jan ka khatra lag raha tha..k pata nahi kya hoo... Lykin kuch bhi nahi hoa..shorroo main thoree bohut weakness hotee hai..jo juice aur biscut khany ka baad khatam ho jate hai. (Lykin ye zarooree hai k aap ka pait khalee na ho...nashta (breakfast) ya khana waqhaira khya hoa ho)..tu kuch pata nahi hota.

              Mara blodd group O+ hai.

              Ye tu idaray (istitution) ya hospital waloon ki zimmadaree hai..k sirinj new ho. Waisy kud bhi tassallee ker lanee chahye.

              Aik martba aik muhallay k larky ku blood dia tha..uss ka accident ho gaya tha motorcycle say...lykin mera blood uss ku lagnay say pehlay uss bechary ki death ho gayee..mujhay uss ki death ka bohut afsoos hoa....iss baat ka afsoos nahi k mera blood waste ho gaya ya kisse aur k kam agay ho shyed.
              wao achi baat hai!

              Comment

              • #37

                :thmbup::rose
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment

                • #38
                  Re: Blood donation

                  Originally posted by Aanchal View Post
                  khidmat-i-khalq ka zara sa bhi jazba nahi hai aap main kuku
                  Khidmat-e-Khalaq yeah kia kam hai k ...abhi hum jinda hain 372-haha

                  Aap kitne Bottles de sakte hain ?:lpop:

                  Comment

                  • #39
                    Re: Blood donation

                    Originally posted by Samra_Khan View Post
                    ager poochti to wo kehtien kai pehle apni sehat to bana lo phir dena blood sshlood LOL
                    372-haha

                    to aap ne kehna to tha.... Itni Moti taazi to go gaee ho or kitna hona hai... :hansi

                    Comment

                    • #40
                      Re: Blood donation

                      Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
                      Main 03/04 martba blood day choka hoon (Allah k fazal say). Pehlee dafa main kafi darr lag raha tha..apnee jan ka khatra lag raha tha..k pata nahi kya hoo... Lykin kuch bhi nahi hoa..shorroo main thoree bohut weakness hotee hai..jo juice aur biscut khany ka baad khatam ho jate hai. (Lykin ye zarooree hai k aap ka pait khalee na ho...nashta (breakfast) ya khana waqhaira khya hoa ho)..tu kuch pata nahi hota.

                      Mara blodd group O+ hai.

                      Ye tu idaray (istitution) ya hospital waloon ki zimmadaree hai..k sirinj new ho. Waisy kud bhi tassallee ker lanee chahye.

                      Aik martba aik muhallay k larky ku blood dia tha..uss ka accident ho gaya tha motorcycle say...lykin mera blood uss ku lagnay say pehlay uss bechary ki death ho gayee..mujhay uss ki death ka bohut afsoos hoa....iss baat ka afsoos nahi k mera blood waste ho gaya ya kisse aur k kam agay ho shyed.
                      gud

                      Comment

                      • #41
                        Re: Blood donation

                        Originally posted by kutkutariyaan View Post
                        Khidmat-e-Khalaq yeah kia kam hai k ...abhi hum jinda hain 372-haha

                        Aap kitne Bottles de sakte hain ?:lpop:
                        moti tazi to hogai hoon lekin ander se to kamzor hoon

                        Comment

                        • #42
                          Re: Blood donation

                          Originally posted by Samra_Khan View Post
                          moti tazi to hogai hoon lekin ander se to kamzor hoon
                          Aap ka matlab yeah to nahi....k...Aap ander se "Khokhelli" hai ? thinkingg

                          Comment

                          • #43
                            Re: Blood donation

                            Originally posted by kutkutariyaan View Post
                            Aap ka matlab yeah to nahi....k...Aap ander se "Khokhelli" hai ? thinkingg
                            372-shock jee nahi :na:

                            Comment

                            • #44
                              Re: Blood donation

                              Me Ne Kabhi Nae Kiya...na Hi Blood Group Ka Pata Hai.........
                              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                              Comment

                              • #45
                                Re: Blood donation

                                Originally posted by Aanchal View Post
                                assalamalikum
                                darian nahi main kisi ka khoon nahi maang rahi :lol :tasali:

                                sawal hai aap loog blood donate kartay hian ?
                                kartay hian to saal/month main kitni baar?
                                aap ka group kia hai ?
                                aap blood deytay waqat yeh deekhtay hoo kay jo alaat hotay hian wo saaf hain kay nahi ? is say kai beemariyan peda hoo jati hian ...
                                or blood donate karnay kay bad kia khatay peetay hian ?:lol

                                or or or jo dil chaye bata daian is topic pay :D:
                                Walaikom Assalam
                                aik martaba uni mein camp laga tha blood donation lai rahay thay docs. me ka wieght thora kam the is liey me ka blood nahin lia....
                                kabhi blood test bhi nahin karwaya tu grp ka nahin maloom....
                                main nay suna hai her 3 months mein naya blood ban jata hai aur her 3 month kay interval say koi shakhs blood donate kar sakta hai agar woh sehet mand ho...bus itna hi pata hai.
                                For New Designers
                                وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                                Comment

                                Working...
                                X