Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

doosti

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: doosti

    Originally posted by Sanam_khan1 View Post

    acha tu log issay kion kahty hai k main achi nahi hon
    Loog to pagal hein :embarasse
    :thmbup:

    Comment


    • #62
      Re: doosti

      Originally posted by Sanam_khan1 View Post
      log kahty hai k main achi dot nhai hon kia yah sahi hai
      han log theek kehty hain k tum achi dot naheen ho balk bohat achi dost ho372-haha
      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

      Comment


      • #63
        Re: doosti

        Originally posted by Sanam_khan1 View Post
        log kahty hai k main achi dot nhai hon kia yah sahi hai
        aap khud kia kehti hoo vohi sahi hai :D
        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

        Comment


        • #64
          Re: doosti

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          Aap ke sawaalaat ke jawaabaat biltarteeb derj-e-zail hein:

          Mein apnay dooston ke kehnay per koi 10 baar blood donate ker chuka hoon aur mere doost bhi aisay he hein, so far so good experience.
          matlab jo aap say dosti karay usay blood deena paray ga ..jin ko khoon ki kami hoo wo munday kay doost na banian 372-haha
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment


          • #65
            Re: doosti

            Originally posted by Aanchal View Post
            matlab jo aap say dosti karay usay blood deena paray ga ..jin ko khoon ki kami hoo wo munday kay doost na banian 372-haha
            jin mein khoon ki kami ho mein unhein apnay paas se khoon deta hoon
            :thmbup:

            Comment


            • #66
              Re: doosti

              Originally posted by Aanchal View Post
              matlab jo aap say dosti karay usay blood deena paray ga ..jin ko khoon ki kami hoo wo munday kay doost na banian 372-haha

              waise aanchal such such batana, soo ke uthi ho na ? :khi:
              :thmbup:

              Comment


              • #67
                Re: doosti

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                jin mein khoon ki kami ho mein unhein apnay paas se khoon deta hoon
                chaye blood group match na hoo tab bhi? takay dosti dosti main banday ko maar kay rekh do 372-haha
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment


                • #68
                  Re: doosti

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  waise aanchal such such batana, soo ke uthi ho na ? :khi:
                  aap ko kesay pata chala
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment


                  • #69
                    Re: doosti

                    aap kitnay achay doost hian ?humye kesay pata chalta hai kay ham achay dost hian ?

                    jab hum dost ka ehsaas apne ehsaas se ziada kerian


                    kia larka or larki ki dosti hoo sakti hai ya sirf larkay larkay or larki larki main achi dosti hoo sakti hai .?

                    larka aur larki bhi dost hosakte hain kabhi kabhi :lpop:

                    aap apnay dostoo ka imtehan leytay hian kay wo
                    achay dost hain bhi ya nahi ?


                    nahi kabhi nahi liya :rose kiouke mujhe dar lagta hai 372-scare



                    aap har kisi ko dost bana leytay hian ya sirf ginnay chunnay logoun ko jo aap ko pasand hoo ?



                    her kisi ko dost nahi banati ...jo mujhe khud dosti ki khawahish kere ,to foran ker leti hoon.


                    agar koi dost aap ki ummedoo pay pora na utray to aap kia kartay hian ? dosti choor deytay hian ya usay ehass dilatay hian kay us nay kia ghalat kia?


                    :mm: khamosh hojaati hoon... ehsaas dilati hoon, lekin khamoshi se

                    kia aik hath do aik hath lo wala mamla rekhna chaye ?kitni expectation rekhni chye friends say ?


                    koi expectation nahi rakhni chahiye... warna her pal gham me guzre ga


                    dost say larai hoo jaye to kia kartaay hian ?


                    naraz rehti hoon, jab tak usko ehsaas na ho ( meri friend waise bhi bari dheet he,,,usko koi assar nahi hota
                    Last edited by *Samra*; 19 February 2009, 10:46.

                    Comment


                    • #70
                      Re: doosti

                      Originally posted by aabi2cool View Post
                      han log theek kehty hain k tum achi dot naheen ho balk bohat achi dost ho372-haha

                      acha ji :hathora

                      Comment


                      • #71
                        Re: doosti

                        Originally posted by Aanchal View Post
                        chaye blood group match na hoo tab bhi? takay dosti dosti main banday ko maar kay rekh do 372-haha
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #72
                          Re: doosti

                          Originally posted by Aanchal View Post
                          aap ko kesay pata chala
                          veeli larkiyaan doopeher mein sooti hein na is liye, aur waise bhi tumhari posts se lag raha tha ke tum soo ke uthi ho aur bagair moun dhooye posts ker rahi ho 372-haha
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #73
                            Re: doosti

                            Originally posted by Samra_Khan View Post
                            aap kitnay achay doost hian ?humye kesay pata chalta hai kay ham achay dost hian ?

                            jab hum dost ka ehsaas apne ehsaas se ziada kerian


                            kia larka or larki ki dosti hoo sakti hai ya sirf larkay larkay or larki larki main achi dosti hoo sakti hai .?

                            larka aur larki bhi dost hosakte hain kabhi kabhi :lpop:

                            aap apnay dostoo ka imtehan leytay hian kay wo
                            achay dost hain bhi ya nahi ?


                            nahi kabhi nahi liya :rose kiouke mujhe dar lagta hai 372-scare



                            aap har kisi ko dost bana leytay hian ya sirf ginnay chunnay logoun ko jo aap ko pasand hoo ?



                            her kisi ko dost nahi banati ...jo mujhe khud dosti ki khawahish kere ,to foran ker leti hoon.


                            agar koi dost aap ki ummedoo pay pora na utray to aap kia kartay hian ? dosti choor deytay hian ya usay ehass dilatay hian kay us nay kia ghalat kia?


                            :mm: khamosh hojaati hoon... ehsaas dilati hoon, lekin khamoshi se

                            kia aik hath do aik hath lo wala mamla rekhna chaye ?kitni expectation rekhni chye friends say ?


                            koi expectation nahi rakhni chahiye... warna her pal gham me guzre ga


                            dost say larai hoo jaye to kia kartaay hian ?


                            naraz rehti hoon, jab tak usko ehsaas na ho ( meri friend waise bhi bari dheet he,,,usko koi assar nahi hota

                            Friends wakai dheet hotay hein
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #74
                              Re: doosti

                              Originally posted by Aanchal View Post
                              assalamalikum
                              kia larka or larki ki dosti hoo sakti hai ya sirf larkay larkay or larki larki main achi dosti hoo sakti hai .?
                              je hosakti hay kion naheen hosakti basharte k larka aur larki apas main bhai behan ya mian bewi hon :salam:
                              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                              Comment


                              • #75
                                Re: doosti

                                Originally posted by aabi2cool View Post
                                je Hosakti Hay Kion Naheen Hosakti Basharte K Larka Aur Larki Apas Main Bhai Behan Ya Mian Bewi Hon :salam:

                                Isska Matlab...baqi Sab Daaway...hain.....aur Khaam Khyaliyaaaan........///
                                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                                Comment

                                Working...
                                X