Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

doosti

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: doosti

    Originally posted by Aanchal View Post
    assalamalikum
    poorana topic :D: lekany naye views kay sath is pay baat karian gay

    aap kitnay achay doost hian ?humye kesay pata chalta hai kay ham achay dost hian ?
    kia larka or larki ki dosti hoo sakti hai ya sirf larkay larkay or larki larki main achi dosti hoo sakti hai .?
    aap apnay dostoo ka imtehan leytay hian kay wo achay dost hain bhi ya nahi ?
    aap har kisi ko dost bana leytay hian ya sirf ginnay chunnay logoun ko jo aap ko pasand hoo ?
    agar koi dost aap ki ummedoo pay pora na utray to aap kia kartay hian ? dosti choor deytay hian ya usay ehass dilatay hian kay us nay kia ghalat kia?
    kia aik hath do aik hath lo wala mamla rekhna chaye ?kitni expectation rekhni chye friends say ?
    dost say larai hoo jaye to kia kartaay hian ?

    bas itnay sawal zehan main aye hian abhi :lol
    Someone said;

    When you are up in life, your friends get to know who you are.

    But when you are down in life, you get know who your friends are.


    Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

    Comment


    • #47
      Re: doosti

      Originally posted by Aanchal View Post
      assalamalikum
      poorana topic :D: lekany naye views kay sath is pay baat karian gay

      aap kitnay achay doost hian ?humye kesay pata chalta hai kay ham achay dost hian ?
      kia larka or larki ki dosti hoo sakti hai ya sirf larkay larkay or larki larki main achi dosti hoo sakti hai .?
      aap apnay dostoo ka imtehan leytay hian kay wo achay dost hain bhi ya nahi ?
      aap har kisi ko dost bana leytay hian ya sirf ginnay chunnay logoun ko jo aap ko pasand hoo ?
      agar koi dost aap ki ummedoo pay pora na utray to aap kia kartay hian ? dosti choor deytay hian ya usay ehass dilatay hian kay us nay kia ghalat kia?
      kia aik hath do aik hath lo wala mamla rekhna chaye ?kitni expectation rekhni chye friends say ?
      dost say larai hoo jaye to kia kartaay hian ?

      bas itnay sawal zehan main aye hian abhi :lol

      Aanchal mujay tumharay jawaab ka be'sabri se intzaar he 372-shock
      :thmbup:

      Comment


      • #48
        Re: doosti

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Aanchal mujay tumharay jawaab ka be'sabri se intzaar he 372-shock
        han han main bhi doun gee fiker not :tasali:

        aap Bismilliha karian :lpop:
        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

        Comment


        • #49
          Re: doosti

          Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
          Someone said;

          When you are up in life, your friends get to know who you are.

          But when you are down in life, you get know who your friends are.
          acha :D
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment


          • #50
            Re: doosti

            Originally posted by Aanchal View Post
            han han main bhi doun gee fiker not :tasali:

            aap Bismilliha karian :lpop:
            Bismillah :embarasse
            :thmbup:

            Comment


            • #51
              Re: doosti

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              Bismillah :embarasse
              theek or agay ...:lpop:
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment


              • #52
                Re: doosti

                Originally posted by Aanchal View Post
                assalamalikum
                poorana topic :D: lekany naye views kay sath is pay baat karian gay

                aap kitnay achay doost hian ?humye kesay pata chalta hai kay ham achay dost hian ?
                kia larka or larki ki dosti hoo sakti hai ya sirf larkay larkay or larki larki main achi dosti hoo sakti hai .?
                aap apnay dostoo ka imtehan leytay hian kay wo achay dost hain bhi ya nahi ?
                aap har kisi ko dost bana leytay hian ya sirf ginnay chunnay logoun ko jo aap ko pasand hoo ?
                agar koi dost aap ki ummedoo pay pora na utray to aap kia kartay hian ? dosti choor deytay hian ya usay ehass dilatay hian kay us nay kia ghalat kia?
                kia aik hath do aik hath lo wala mamla rekhna chaye ?kitni expectation rekhni chye friends say ?
                dost say larai hoo jaye to kia kartaay hian ?

                bas itnay sawal zehan main aye hian abhi :lol
                Aap ke sawaalaat ke jawaabaat biltarteeb derj-e-zail hein:

                Mein apnay dooston ke saath bohat acha hoon, aur mujay mera zameer kehta he ke tum waqee bohat achay ho apnay dooston ke saath 372-haha

                Larka aur larki mein achi doosti ho sakti he ager wo waqee sincere hoon aik doosray se.

                Mein ziada loogon se doosti ker leta hoon, doosti kerne mein koi burai nahi, is se aap ka experience acha rehta he. Mein relationships ko enjoy kerta hoon.

                Depend kerta he ke kesi ummidon per pura na utray. Ager aap ka doost waqt parast he, to aap ko usay utha ke bahir phaink dena chahiye. Dooston ka jald he pata lag jata he ke wo waqee aap ke doost hein ya mooka'parast.

                Dooston se expectations zaroor rakhni chahiyein. Wo bhi koi doost he jis se aap kuch expect he na ker sako. Us per expectations zaroor rakho aur dekho ke wo kis hud tak aap ki expectations ko meet kerta he. Aap ka dimaag khud he us ke halaat'o'waqeyaat dekh ker usay paas ya fail kerta he. Aur mein samajta hoon ke doosti ki aazmaish hoti he. Mein apnay dooston ke kehnay per koi 10 baar blood donate ker chuka hoon aur mere doost bhi aisay he hein, so far so good experience.

                Doost se larai ho jaye to phir usay lar ker he manata hoon 372-haha
                :thmbup:

                Comment


                • #53
                  Re: doosti

                  Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                  i hate friendship.
                  dr sahab aap kisi achay se doct ko kion naheen dekhatay apna aaap?:mm:
                  ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                  Comment


                  • #54
                    Re: doosti

                    Originally posted by aabi2cool View Post
                    dr sahab aap kisi achay se doct ko kion naheen dekhatay apna aaap?:mm:
                    Yaar in ka apna aap he kharab he, yeh kia check keraein kisi se 372-haha
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #55
                      Re: doosti

                      log kahty hai k main achi dot nhai hon kia yah sahi hai

                      Comment


                      • #56
                        Re: doosti

                        Originally posted by Sanam_khan1 View Post
                        log kahty hai k main achi dot nhai hon kia yah sahi hai
                        oay nahi kis nay kaha :tasali:

                        Comment


                        • #57
                          Re: doosti

                          Originally posted by Sanam_khan1 View Post
                          log kahty hai k main achi dot nhai hon kia yah sahi hai

                          Jhoot boltay hein loog, tum to bohat achi ho :embarasse
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #58
                            Re: doosti

                            Originally posted by MuQadas View Post
                            oay nahi kis nay kaha :tasali:

                            sab kahty hia muqadas jani

                            Comment


                            • #59
                              Re: doosti

                              Originally posted by munda_sialkoty View Post
                              Jhoot boltay hein loog, tum to bohat achi ho :embarasse


                              acha tu log issay kion kahty hai k main achi nahi hon

                              Comment


                              • #60
                                Re: doosti

                                Originally posted by Sanam_khan1 View Post
                                sab kahty hia muqadas jani
                                parto nai kehte na dearteddy

                                Comment

                                Working...
                                X