Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Asool Aur Taluqaat

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Asool Aur Taluqaat

    Originally posted by saraah View Post
    asslamoalikum respected members............:rose

    har insaan naa sahi...hum me se bohat se log apnay tajurbaat se seekhtay huey ya doosroon k tajurbaat se b seekhtay hue...apni zindagi k liye kuch asool wazaa krtay hain.....jin pr har haal me kaarbund b rehnay ki koshish krtay hain......
    lakin bsaa auqaat kuch rishtay/taluqaat nibhatay hue un asoolon pe amal pera hona zra mushkil lagta hai....
    swaal yeh hai.....
    • k aap kitnay asool pasand hain....
    • rishton naaton ko apnay asoolon ki raah me rukwat bn,nay dete hain ya nae..agar haan tou kis hadd tak....
    walaikum salam

    mushkil sawal hai .... aur abhi tak koi aeysa tajraba tau nahi hua.....

    khush raho larki
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment


    • #47
      Re: Asool Aur Taluqaat

      Originally posted by aabi2cool View Post
      ahooooooooo au ye mera asool hy k main rishton per asooolon ko qurban kardayta hon is tarah rishtay bhi reh jatay hain aur asoolon ki pasdari bhi 372-haha
      Qurban kerney key baad asoolon ki pasadari .... kya formula hai :lol
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment


      • #48
        Re: Asool Aur Taluqaat

        Originally posted by Xai View Post
        walaikum salam

        mushkil sawal hai .... aur abhi tak koi aeysa tajraba tau nahi hua.....

        khush raho larki
        shysmile

        Originally posted by Xai View Post
        Qurban kerney key baad asoolon ki pasadari .... kya formula hai :lol

        yehi tou me soch rahi hoon.......LOL
        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

        Comment


        • #49
          Re: Asool Aur Taluqaat

          Originally posted by aabi2cool View Post
          ahooooooooo au ye mera asool hy k main rishton per asooolon ko qurban kardayta hon is tarah rishtay bhi reh jatay hain aur asoolon ki pasdari bhi 372-haha
          Originally posted by Xai View Post
          Qurban kerney key baad asoolon ki pasadari .... kya formula hai :lol
          issi liye to main u ko miss falsafa kehta hon k falsafa u k nazdeek se bhi naheen guzra ab oper gaur karo mery rpllay per :D:
          Originally posted by saraah View Post
          shysmile




          yehi tou me soch rahi hoon.......LOL
          afsoos u ko bhi aqal anheen aai dawa meri pain honay ka aur aqal ka ye alam
          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

          Comment


          • #50
            Re: Asool Aur Taluqaat

            Originally posted by aabi2cool View Post
            جاؤ شیشہ دیکھو تمہیں ایک چمچی نظر آئے گی جس کی ناک بہہ بہہ کر پکوڑا بن چکی ہے اس سے کہو کہ تمہارا منہ نہ کھلوائے کیوں کہ تمہارا منہ چھوٹا اور چمچی بڑی ہے


            372-haha

            abbi bhai ap ko bhook lag rhi ha shaid tabhi chamcha pakoray ki batian kar rhay hain

            Comment


            • #51
              Re: Asool Aur Taluqaat

              Originally posted by aabi2cool View Post
              issi liye to main u ko miss falsafa kehta hon k falsafa u k nazdeek se bhi naheen guzra ab oper gaur karo mery rpllay per :D:
              koi baat nahi .......... mujhey abhi nahi samaj aya 372-shock

              :lol
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment


              • #52
                Re: Asool Aur Taluqaat

                Originally posted by fari View Post
                abbi bhai ap ko bhook lag rhi ha shaid tabhi chamcha pakoray ki batian kar rhay hain
                ay ja kum kar jak
                Originally posted by Xai View Post
                koi baat nahi .......... mujhey abhi nahi samaj aya 372-shock

                :lol
                aay gi bhi naheen 372-haha
                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                Comment


                • #53
                  Re: Asool Aur Taluqaat

                  Originally posted by aabi2cool View Post

                  aay gi bhi naheen 372-haha
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment


                  • #54
                    Re: Asool Aur Taluqaat

                    Originally posted by Aanchal View Post
                    main humesha say asooloun ki bari paband rahi houn ...lekan................koi faida nahi howa is ka
                    :khi:
                    ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                    Comment


                    • #55
                      Re: Asool Aur Taluqaat

                      mairi aik adaat bohat bori hain, main har asol tor deta hoon. APno kay liyah.
                      ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                      Comment


                      • #56
                        Re: Asool Aur Taluqaat

                        Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                        mairi aik adaat bohat bori hain, main har asol tor deta hoon. APno kay liyah.

                        Mein traffic signal toor deta hon, apnon ke liye teddy
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #57
                          Re: Asool Aur Taluqaat

                          Originally posted by saraah View Post
                          asslamoalikum respected members............:rose

                          har insaan naa sahi...hum me se bohat se log apnay tajurbaat se seekhtay huey ya doosroon k tajurbaat se b seekhtay hue...apni zindagi k liye kuch asool wazaa krtay hain.....jin pr har haal me kaarbund b rehnay ki koshish krtay hain......
                          lakin bsaa auqaat kuch rishtay/taluqaat nibhatay hue un asoolon pe amal pera hona zra mushkil lagta hai....
                          swaal yeh hai.....
                          • k aap kitnay asool pasand hain....
                          • rishton naaton ko apnay asoolon ki raah me rukwat bn,nay dete hain ya nae..agar haan tou kis hadd tak....
                          W/ SALAM BEHOOT ACHI SAWAL HAI SARAAH GE:rose

                          MAIN NE KUSH ASOOL BENAY TOO HAIN LAKIN UN PER ABI AMAL NEHI KEYA :khi:

                          KEU K MARI MAJBORI HAI MAIN BAHOOT SE ASAY KAM HAIN JO NA CHATAY HUYA BEARNAY PARAY HAIN KEU K ABI ETNA KAM YAAB NEHI HUA HOON K UN PER AMAL KAR SAKOON AUR JIS DIN MAIN KAMYAAB HO GAYA UN ASOOLON PAR HE AMIL KARU GA CHAHAY UN K SAMNAY KO RISHTAY DAAR HO YA KOI KAROBARI INSAN KEU K MAIN JIN BATOON KO ACHA NAHI SAMAJTA YA JIN LOGOON KO MAIN ACHA NEHI SAMAJTA UN SE KABI B KOI WASTA NEHI REKHON GA AUR JO MAIN THEAK SAMAJTA HOON WO HE KARU GA :)
                          sigpic

                          Comment


                          • #58
                            Re: Asool Aur Taluqaat

                            Originally posted by aabi2cool View Post
                            afsoos u ko bhi aqal anheen aai dawa meri pain honay ka aur aqal ka ye alam
                            :embarasse

                            Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                            mairi aik adaat bohat bori hain, main har asol tor deta hoon. APno kay liyah.
                            RAELLY...........372-shock
                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Mein traffic signal toor deta hon, apnon ke liye teddy
                            BAS........thinki

                            Originally posted by DIL_SE_DIL_TAK View Post
                            W/ SALAM BEHOOT ACHI SAWAL HAI SARAAH GE:rose

                            MAIN NE KUSH ASOOL BENAY TOO HAIN LAKIN UN PER ABI AMAL NEHI KEYA :khi:

                            KEU K MARI MAJBORI HAI MAIN BAHOOT SE ASAY KAM HAIN JO NA CHATAY HUYA BEARNAY PARAY HAIN KEU K ABI ETNA KAM YAAB NEHI HUA HOON K UN PER AMAL KAR SAKOON AUR JIS DIN MAIN KAMYAAB HO GAYA UN ASOOLON PAR HE AMIL KARU GA CHAHAY UN K SAMNAY KO RISHTAY DAAR HO YA KOI KAROBARI INSAN KEU K MAIN JIN BATOON KO ACHA NAHI SAMAJTA YA JIN LOGOON KO MAIN ACHA NEHI SAMAJTA UN SE KABI B KOI WASTA NEHI REKHON GA AUR JO MAIN THEAK SAMAJTA HOON WO HE KARU GA :)
                            THANKSSS.....
                            HAAN HOTA HAI ESA B......SMTIMES AAP HELPLESS HOTAY HO......
                            GOOD LUCK.....:)
                            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                            Comment


                            • #59
                              Re: Asool Aur Taluqaat

                              Originally posted by saraah View Post
                              :embarasse


                              :)
                              ay sariyeee ton fair aagai aien main hun soon laga wan :embarasse
                              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                              Comment


                              • #60
                                Re: Asool Aur Taluqaat

                                Originally posted by aabi2cool View Post
                                ay sariyeee ton fair aagai aien main hun soon laga wan :embarasse

                                aabi bhai me te be chain rooh haan...372-haha...menoo chain koi naa.....
                                .tussi araam kro....koi masla nae........:D:
                                pr mera kam yaad nal krna j......chipshhh
                                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                                Comment

                                Working...
                                X