Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Asool Aur Taluqaat

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Asool Aur Taluqaat

    asslamoalikum respected members............:rose

    har insaan naa sahi...hum me se bohat se log apnay tajurbaat se seekhtay huey ya doosroon k tajurbaat se b seekhtay hue...apni zindagi k liye kuch asool wazaa krtay hain.....jin pr har haal me kaarbund b rehnay ki koshish krtay hain......
    lakin bsaa auqaat kuch rishtay/taluqaat nibhatay hue un asoolon pe amal pera hona zra mushkil lagta hai....
    swaal yeh hai.....
    • k aap kitnay asool pasand hain....
    • rishton naaton ko apnay asoolon ki raah me rukwat bn,nay dete hain ya nae..agar haan tou kis hadd tak....
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

  • #2
    Re: Asool Aur Taluqaat

    Originally posted by saraah View Post

    Jahan tak dunia k osoolon ka ta'alooq hai..tu main koi zaida osool pasand insaan nahi hoon...iss liye rishtay naatay darmyaan main aa bhi jain tu koi bari mushkil paish nahi aatee..

    Haan albatta..islam k osool follow kertay hoi compromise kerna asaan nahi...wahan per tarjeeh islami osooloon ki hi ho tu kam chalta hai...rishty natay koi hasyat nahi rakhtay...iss maumlay main kuch mushkilaat ka ssamna bhi kerna para mujhay...lykin Allah ka fazal-o-karam meray saath raha hamaisha...aur Allah karay k koi barai azmaish ka saamna na kerna pary in osooloon ki khatir.(Aamin)

    Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

    Comment

    • #3
      Re: Asool Aur Taluqaat

      Originally posted by saraah View Post
      asslamoalikum respected members............:rose

      har insaan naa sahi...hum me se bohat se log apnay tajurbaat se seekhtay huey ya doosroon k tajurbaat se b seekhtay hue...apni zindagi k liye kuch asool wazaa krtay hain.....jin pr har haal me kaarbund b rehnay ki koshish krtay hain......
      lakin bsaa auqaat kuch rishtay/taluqaat nibhatay hue un asoolon pe amal pera hona zra mushkil lagta hai....
      swaal yeh hai.....
      • k aap kitnay asool pasand hain....
      • rishton naaton ko apnay asoolon ki raah me rukwat bn,nay dete hain ya nae..agar haan tou kis hadd tak....

      mein bohat asool pasand hoon.

      Rishtoon ke moaamlay mein, pehlay rishtay aur baad mein asool :eye:
      :thmbup:

      Comment

      • #4
        Re: Asool Aur Taluqaat

        Mera aik hee asool hay
        Muhabat sab sy....................bus.......................an d i love that one.
        [FONT="Arial Black"]Mr. Khalil How much Fake IDs would you make in Pegham... ?

        See you Real Face in here 372-shed

        Muhammad Khalil's Real Face [/FONT]

        Comment

        • #5
          Re: Asool Aur Taluqaat

          Originally posted by saraah View Post
          asslamoalikum respected members............:rose

          har insaan naa sahi...hum me se bohat se log apnay tajurbaat se seekhtay huey ya doosroon k tajurbaat se b seekhtay hue...apni zindagi k liye kuch asool wazaa krtay hain.....jin pr har haal me kaarbund b rehnay ki koshish krtay hain......
          lakin bsaa auqaat kuch rishtay/taluqaat nibhatay hue un asoolon pe amal pera hona zra mushkil lagta hai....
          swaal yeh hai.....
          • k aap kitnay asool pasand hain....
          • rishton naaton ko apnay asoolon ki raah me rukwat bn,nay dete hain ya nae..agar haan tou kis hadd tak....

          mai asool passand hou, lekin itni nhai ke apne apko aur doosro ko mushkil me daal doun.

          Comment

          • #6
            Re: Asool Aur Taluqaat

            mere nazdeek asool to asool hote hen or talukaat bhi talukaat hote hen....in ka takrao nahi hona chaey

            Comment

            • #7
              Re: Asool Aur Taluqaat

              Originally posted by saraah View Post
              asslamoalikum respected members............:rose

              har insaan naa sahi...hum me se bohat se log apnay tajurbaat se seekhtay huey ya doosroon k tajurbaat se b seekhtay hue...apni zindagi k liye kuch asool wazaa krtay hain.....jin pr har haal me kaarbund b rehnay ki koshish krtay hain......
              lakin bsaa auqaat kuch rishtay/taluqaat nibhatay hue un asoolon pe amal pera hona zra mushkil lagta hai....

              swaal yeh hai.....
              • k aap kitnay asool pasand hain....
              • rishton naaton ko apnay asoolon ki raah me rukwat bn,nay dete hain ya nae..agar haan tou kis hadd tak....
              mery liye rishtay awleen tarjeeh rakhtay hain:salam:
              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

              Comment

              • #8
                Re: Asool Aur Taluqaat

                me ko asool se ammu(scorpion Rulzz) yaad agay :khi: woh kahtay thay kah mera aik hi asool ha aur woh ya kah koi asool nahi ha372-haha

                khair me ka tu koi asool nahi :khi:na hi koi rukawat ai khabi ghar walo ki tarf se372-shock

                Comment

                • #9
                  Re: Asool Aur Taluqaat

                  main humesha say asooloun ki bari paband rahi houn ...lekan................koi faida nahi howa is ka
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment

                  • #10
                    Re: Asool Aur Taluqaat

                    Originally posted by Aanchal View Post

                    Faida aapki agli Nasslou (generation) ko mile ga. 372-haha

                    Comment

                    • #11

                      hosla rakho :tasali: milya ga aik din .. tumheen wo zaroor milay ga :tasali:
                      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                      Comment

                      • #12
                        Re: Asool Aur Taluqaat

                        Originally posted by Samra_Khan View Post
                        Faida aapki agli Nasslou (generation) ko mile ga. 372-haha

                        baat ma daam ha372-haha372-haha372-haha372-haha

                        Comment

                        • #13

                          loo main nay koi anbb ka darkhat ugaya hai jo faida agli nasli ko hoo ga 372-haha
                          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                          Comment

                          • #14
                            Re: Asool Aur Taluqaat

                            Originally posted by aabi2cool View Post
                            hosla rakho :tasali: milya ga aik din .. tumheen wo zaroor milay ga :tasali:
                            koon
                            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                            Comment

                            • #15
                              Re: Asool Aur Taluqaat

                              Originally posted by fari View Post
                              baat ma daam ha372-haha372-haha372-haha372-haha
                              fari

                              Working...
                              X