Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Na-pasndeeda Loug

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Na-pasndeeda Loug

    Originally posted by MSA View Post
    Walaikum Assalam....

    Nice thread:thmbup:
    mein kuch zyada feel nahi hone deta dosre bunde ko....jaisi pehle kurta tha waisai kurta ho..thori intensity kum hojati he....jub wo trust'able nahi rehta to phir us se express kurna bhi kum kur deta ho..

    lekin masla yeh he k mein typicall pakistan beemari me ho...mein buhat jaldi bhool jata ho k kisi ne kia galt kia tha:khi:

    KYA PAKISTANI BHOOL JATAY HAIN.........:mm:
    PASAND KRNAY KA SHUKRIA BRAADAR

    Originally posted by kutkutariyaan View Post
    Walikum Salam chiips

    Bus itna keho ga keh aap nahi Sudharne walien... reaad
    AAP NE MUJE SUDHAAR K KYA KRNA HAI KAKA BHAI............:zuban:
    Originally posted by senorita View Post
    jo meri good books me na rahe me us se ahesta aehsta door ho jati hon
    YANI...NO FLEXIBILITY..........
    Originally posted by rehman View Post
    acha topic hai....:thmbup:

    wese aam life mein aisa hota hai lakin meray jis kay saath ekhtalafaat hotay hain mein un se bol chaal nahi band karta jab tak vo khud na kar lay.....
    aur koshash karta hoon k mein kisi cheez ki inteha tak na jaon..... kyun k meinay life mein bahut kuch seekha hai jail kaati hai police kay jootay kahay hain, politics ki buniyaad per logon se larray hain aur vo cases mein bughtay hain tu meray ander intehaa tak janay kay nuksanaat aur fawaid ko janta hoon .... wese bhi sub kahstiyan jala kay mein agay nahi barha...... wapsi ka rasta zaroor chorta hoon.....:khi:
    AAPKA JAWAAB BOHAT ACHAA LAGA.....
    GOOD TO KNOW K AAP EXTREMIST NAE HAIN........:thmbup:
    Originally posted by musaddaq View Post
    pehli to baat yeh hai keh yeh subject ghalat rakha hai, kion keh jin se apa ka pehle bohat acha taluk na raha ho or baad mian bohat c wajoohat ho sakti hian keh aap un se thora duur ho jain lakin zaroori nahi keh aap jhager keh he duur hoon,

    or jo aise duur hote hain woh hamesha jab bhi milte hain utni he shidat se milte hain wohi heat apen ander hoti hai, mera sath to atleast aisa he hota hai
    MUSSADAQ...SUBJECT NAE...TITLE GALAT KEH LIJIYE...JO JALDBAAZI KI NAZAR HOGAY....SHYD ISS SE KUCH BEHTAR HONAA CHAHIYE THAA...KHAIR....
    N YUP....U R A NICE HUMAN BEING IN THIS REGARD....BT AAP MERE SUBJECT SE IKHTILAAF NA KREN NA....IT VARIES FROM PERSON TO PERSON......:)
    Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
    Walikum salam!

    Main yehee kahoon ga k....zahir hai jazbaat may farq tu zaroor ata hai..intimcy bhi waisy nahi rehtee jaissee pehlay hotee hai...lykin main yahee koshish kerta hoon k ikhtelefaat ziada na barhain..ya ziada zahir na hoon...shayed k phir doobara uss ka ya mera nazria badal jaye..aur pehlay walay halaat hoo jay..lykin doosray ka action ya reaction bhi dekhna parta hai..k aya positive hai..ya moosalsal negetive hai...zahir hai phir mera reaction bhi waisa hi hoga..lykin main hamisha optimistic aproach rakhnay ki kosshish kerta hoon...baqi Allah per choorr deta hoon.
    HMM...THEEKKKK......YANI AAP DEKHBHAAL KR CHALTAY HAIN...K OONT KIS KARWAT BETHTA HAI.....:mm:
    Originally posted by Aanchal View Post
    jo nahi achay lagtay main baat hi nahi karti un say ..:donno:

    agar dobara mill gay to.............apni ghalatiyan maan laian main pehlay say zaida achi hoo jati houn un say :D
    THEEK HAI......LOL...ACHAA KRTI HAIN.....

    Originally posted by Samra_Khan View Post
    saraah dear,
    hum kisi bure ke saath bura ban jai'en,, aisy me hum me aur doosre me kiya farq.

    Koshish kerni chah'iye ke insaan apne aap ka Ikhlaaq acha rakhe.

    se Baat nahi ker sakti, :donno: aur ager kabhi ker bhi loon , lekin aab kabhi humari Dosti nahi hosakti.
    RIGHT....YANI...APNA ZARAF BARRA HONA CHAHIYE....GOOD...
    Originally posted by fari View Post
    wsalam sarah jee372-shock


    mai deal hi nahi karti unlog kay sath :khi:mai is mamlay ma bohat zayda dheet sabit hoi ho kitni bhi zarort ho mai un logo se baat nahi karti aur agar mujhay bohat zayda na pasand ho tu ma unki shakal dekhna bhi pasand nahi karti :yy:ya jantay howay kah ya buri baat ha asay n i kartay
    BARRI EGO HAI MERI JAAN MEteddy.........LOL

    Originally posted by lucky View Post
    Waalikumaslam

    aisy logon ko b deal krna prta hai...lakin kbhi unen feel nahi hony deti k mujhy wo achy nahi lgty...
    DOHRA MAYAR???.........:donno:

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    aap sub loogon ka bohat shukriya
    MR AAMIR...COME TO THE POINT....DONT BEAT ABOUT THE BUSH......
    Originally posted by ummid View Post
    hmmmm....
    :na:
    Originally posted by sky angle View Post
    meri life main a sa koi nai
    BACHI HO ABHI........:rose
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

    Comment


    • #32
      Re: Na-pasndeeda Loug

      Originally posted by senorita View Post
      jo meri good books me na rahe me us se ahesta aehsta door ho jati hon
      ager wo app ke family members main se ho too:mm:
      sigpic

      Comment


      • #33
        Re: Na-pasndeeda Loug

        Originally posted by saraah View Post
        ASSLAMOALIKUM RESPECTED MEMBERS.....
        :rose

        WO LOG JO AAPKI GOOD BOOK ME SHAMIL NA HON...AAP UNKO KESAY DEAL KRTAY HO.....?
        MATLAB...WO LOG JO AAP KI ZINDAGI KA HISSA HAIN....YA AAPKAY CLOSE FRIENDS HAIN...YA FAMILY MEMBER HAIN....EK WAQT ME AAPKA UN SE BOHAT ACHAA TALUQ RAHA HAI...MAGAR KUCH WAJOOHAT KI BADOLAT BAAD ME PEHLI C BAAT NA RAHI HO...MAGAR AAP KA PALA UNN SE PARRTA HAI ABHI B...TOU AAP KESAY DAEL KRTAY HO INKO.....
        w/ salam saraah :)

        nice thread:thmbup:

        well ager too wo friends main se hoon too ya too main un ko apny kareeb he rekhta hoon ya too pher kabi kareeb aany he nehi deta yehi ka ager wo dost hai too mera us sa wasta rehy ga lakin ager main samjta hoon ka wo mery leya acha dost nehi hai ye es qabil nehi hai too main kabi be us ko es dokhay main nehi rekhu ga ka main us ka dost hoon forun choor doon ga ta ka wo be yeh baat samaj jaye ka main us ka kesi kam nehi aane wala aur feature main wo kesi baat ke muj sa koi omeed na rekhay...keu ka ager app ke kesi se koi omeed tutte hai too behoot takleef hoti hai.....:(

        aur ager wo family members main hai too main kabi be asa nehi chahoon ga ka main us ko saaf saaf kahu ga k tumhari yeh galti hai es ko theak kero jo mujy pesand nehi hai aur ager wo maan jaye too theak werna talak too rehta hai lakin us ko be yeh baat pata hoo ge ka es ko mij se yeh shekayat hai aur wo be kesi haad tak muj se omeed lagye ga....:)

        dusray alfaz main app yeh kah sakty hain ka ager app ko kesi se koi takleef hai too app us ko saaf saaf kah do ta k wo be kesi dokhay main na rehay aur app ke taraf se koi tavaka na rekhay...:salam:
        sigpic

        Comment


        • #34
          Re: Na-pasndeeda Loug

          Originally posted by saraah View Post
          :na:

          ......
          Lol... jin logo ko pasnd nahi karti un ko discuss bhi nahi karti... woh me ke liye exist hi nahi karte... :D... so in short me ki life mein na-pasandidah logo ki koi gunjaish nahi hai.... :embarasse
          Last edited by ummid; 12 February 2009, 11:22.

          Comment


          • #35
            Re: Na-pasndeeda Loug

            Originally posted by fari View Post
            dheetai tum nay dekha di ha ab bhi:donno:fuzol bakwasnay ma
            maara kion hia, bohat dheet churail ho tum

            Comment


            • #36
              Re: Na-pasndeeda Loug

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              kuch loogon ne apnay PM kyoon band kiye huay hein
              kabhi mujhe to PM nahi kiya tu ne,
              teri flirtion ki wajah se PM band ker diye hoon ge unhoon ne, waise kiss ne band kiya hia, mujhe bata

              Comment


              • #37
                Re: Na-pasndeeda Loug

                Originally posted by saraah View Post

                MUSSADAQ...SUBJECT NAE...TITLE GALAT KEH LIJIYE...JO JALDBAAZI KI NAZAR HOGAY....SHYD ISS SE KUCH BEHTAR HONAA CHAHIYE THAA...KHAIR....
                N YUP....U R A NICE HUMAN BEING IN THIS REGARD....BT AAP MERE SUBJECT SE IKHTILAAF NA KREN NA....IT VARIES FROM PERSON TO PERSON......:)

                Basically suject reffers to title of ur topic, so u now thsi is the first human psycho that he/she creats perception from the title, and then move forward according to it too, that's why i had mentioned it. sorry for creating disturbance if any...

                Comment


                • #38
                  Re: Na-pasndeeda Loug

                  Originally posted by ummid View Post
                  Lol... jin logo ko pasnd nahi karti un ko discuss bhi nahi karti... woh me ke liye exist hi nahi karte... :D... so in short me ki life mein na-pasandidah logo ki koi gunjaish nahi hai.... :embarasse
                  baat wahi pe aa jati hai agar wo app ka ghar waloon me se koi ho too keya karti hain:mm:
                  sigpic

                  Comment


                  • #39
                    Re: Na-pasndeeda Loug

                    Originally posted by musaddaq View Post
                    kabhi mujhe to PM nahi kiya tu ne,
                    teri flirtion ki wajah se PM band ker diye hoon ge unhoon ne, waise kiss ne band kiya hia, mujhe bata
                    umeed ne372-shock
                    sigpic

                    Comment


                    • #40
                      Re: Na-pasndeeda Loug

                      Originally posted by nomi sialkoti View Post
                      umeed ne372-shock
                      ok main ummid se baat keroon ga keh uc keh PMs ko filter laga keh bakion keh liya open ker de:khi:

                      Comment


                      • #41
                        Re: Na-pasndeeda Loug

                        Originally posted by musaddaq View Post
                        Basically suject reffers to title of ur topic, so u now thsi is the first human psycho that he/she creats perception from the title, and then move forward according to it too, that's why i had mentioned it. sorry for creating disturbance if any...

                        kya baat hai mr mussadaq....getting serious today...why???......:donno:
                        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                        Comment


                        • #42
                          Re: Na-pasndeeda Loug

                          Originally posted by saraah View Post
                          kya baat hai mr mussadaq....getting serious today...why???......:donno:
                          :khi:

                          Comment


                          • #43
                            Re: Na-pasndeeda Loug

                            Originally posted by musaddaq View Post
                            ok main ummid se baat keroon ga keh uc keh PMs ko filter laga keh bakion keh liya open ker de:khi:
                            gold leaf ka ya capstan ka ya morven ka:khi:
                            sigpic

                            Comment


                            • #44
                              Re: Na-pasndeeda Loug

                              Originally posted by saraah View Post
                              kya baat hai mr mussadaq....getting serious today...why???......:donno:
                              aj un ko ghar se maar pari hai es leya372-haha
                              sigpic

                              Comment


                              • #45
                                Re: Na-pasndeeda Loug

                                Originally posted by saraah View Post
                                kya baat hai mr mussadaq....getting serious today...why???......:donno:
                                nahi to, just in normal, topic to topic vary hota hia na, keh kahan aap ko serious hona hia kahan aewen bolna hia joking style main:khi:

                                Comment

                                Working...
                                X