Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Na-pasndeeda Loug

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Na-pasndeeda Loug

    ASSLAMOALIKUM RESPECTED MEMBERS.....
    :rose

    WO LOG JO AAPKI GOOD BOOK ME SHAMIL NA HON...AAP UNKO KESAY DEAL KRTAY HO.....?
    MATLAB...WO LOG JO AAP KI ZINDAGI KA HISSA HAIN....YA AAPKAY CLOSE FRIENDS HAIN...YA FAMILY MEMBER HAIN....EK WAQT ME AAPKA UN SE BOHAT ACHAA TALUQ RAHA HAI...MAGAR KUCH WAJOOHAT KI BADOLAT BAAD ME PEHLI C BAAT NA RAHI HO...MAGAR AAP KA PALA UNN SE PARRTA HAI ABHI B...TOU AAP KESAY DAEL KRTAY HO INKO.....
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

  • #2
    Re: Na-pasndeeda Loug

    Originally posted by saraah View Post
    ASSLAMOALIKUM RESPECTED MEMBERS.....

    :rose

    WO LOG JO AAPKI GOOD BOOK ME SHAMIL NA HON...AAP UNKO KESAY DEAL KRTAY HO.....?
    MATLAB...WO LOG JO AAP KI ZINDAGI KA HISSA HAIN....YA AAPKAY CLOSE FRIENDS HAIN...YA FAMILY MEMBER HAIN....EK WAQT ME AAPKA UN SE BOHAT ACHAA TALUQ RAHA HAI...MAGAR KUCH WAJOOHAT KI BADOLAT BAAD ME PEHLI C BAAT NA RAHI HO...MAGAR AAP KA PALA UNN SE PARRTA HAI ABHI B...TOU AAP KESAY DAEL KRTAY HO INKO.....
    Walaikum Assalam....

    Nice thread:thmbup:
    mein kuch zyada feel nahi hone deta dosre bunde ko....jaisi pehle kurta tha waisai kurta ho..thori intensity kum hojati he....jub wo trust'able nahi rehta to phir us se express kurna bhi kum kur deta ho..

    lekin masla yeh he k mein typicall pakistan beemari me ho...mein buhat jaldi bhool jata ho k kisi ne kia galt kia tha:khi:

    Comment


    • #3
      Re: Na-pasndeeda Loug

      Originally posted by saraah View Post
      ASSLAMOALIKUM RESPECTED MEMBERS.....
      :rose

      WO LOG JO AAPKI GOOD BOOK ME SHAMIL NA HON...AAP UNKO KESAY DEAL KRTAY HO.....?
      MATLAB...WO LOG JO AAP KI ZINDAGI KA HISSA HAIN....YA AAPKAY CLOSE FRIENDS HAIN...YA FAMILY MEMBER HAIN....EK WAQT ME AAPKA UN SE BOHAT ACHAA TALUQ RAHA HAI...MAGAR KUCH WAJOOHAT KI BADOLAT BAAD ME PEHLI C BAAT NA RAHI HO...MAGAR AAP KA PALA UNN SE PARRTA HAI ABHI B...TOU AAP KESAY DAEL KRTAY HO INKO.....
      Walikum Salam chiips

      Bus itna keho ga keh aap nahi Sudharne walien... reaad

      Comment


      • #4
        Re: Na-pasndeeda Loug

        jo meri good books me na rahe me us se ahesta aehsta door ho jati hon

        Comment


        • #5
          Re: Na-pasndeeda Loug

          Originally posted by saraah View Post
          ASSLAMOALIKUM RESPECTED MEMBERS.....

          :rose

          WO LOG JO AAPKI GOOD BOOK ME SHAMIL NA HON...AAP UNKO KESAY DEAL KRTAY HO.....?
          MATLAB...WO LOG JO AAP KI ZINDAGI KA HISSA HAIN....YA AAPKAY CLOSE FRIENDS HAIN...YA FAMILY MEMBER HAIN....EK WAQT ME AAPKA UN SE BOHAT ACHAA TALUQ RAHA HAI...MAGAR KUCH WAJOOHAT KI BADOLAT BAAD ME PEHLI C BAAT NA RAHI HO...MAGAR AAP KA PALA UNN SE PARRTA HAI ABHI B...TOU AAP KESAY DAEL KRTAY HO INKO.....
          acha topic hai....:thmbup:

          wese aam life mein aisa hota hai lakin meray jis kay saath ekhtalafaat hotay hain mein un se bol chaal nahi band karta jab tak vo khud na kar lay.....
          aur koshash karta hoon k mein kisi cheez ki inteha tak na jaon..... kyun k meinay life mein bahut kuch seekha hai jail kaati hai police kay jootay kahay hain, politics ki buniyaad per logon se larray hain aur vo cases mein bughtay hain tu meray ander intehaa tak janay kay nuksanaat aur fawaid ko janta hoon .... wese bhi sub kahstiyan jala kay mein agay nahi barha...... wapsi ka rasta zaroor chorta hoon.....:khi:
          :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

          Comment


          • #6
            Re: Na-pasndeeda Loug

            Originally posted by rehman View Post
            acha topic hai....:thmbup:

            wese aam life mein aisa hota hai lakin meray jis kay saath ekhtalafaat hotay hain mein un se bol chaal nahi band karta jab tak vo khud na kar lay.....
            aur koshash karta hoon k mein kisi cheez ki inteha tak na jaon..... kyun k meinay life mein bahut kuch seekha hai jail kaati hai police kay jootay kahay hain, politics ki buniyaad per logon se larray hain aur vo cases mein bughtay hain tu meray ander intehaa tak janay kay nuksanaat aur fawaid ko janta hoon .... wese bhi sub kahstiyan jala kay mein agay nahi barha...... wapsi ka rasta zaroor chorta hoon.....:khi:
            :thmbup::thmbup:

            Comment


            • #7
              Re: Na-pasndeeda Loug

              Originally posted by saraah View Post
              ASSLAMOALIKUM RESPECTED MEMBERS.....

              :rose

              WO LOG JO AAPKI GOOD BOOK ME SHAMIL NA HON...AAP UNKO KESAY DEAL KRTAY HO.....?
              MATLAB...WO LOG JO AAP KI ZINDAGI KA HISSA HAIN....YA AAPKAY CLOSE FRIENDS HAIN...YA FAMILY MEMBER HAIN....EK WAQT ME AAPKA UN SE BOHAT ACHAA TALUQ RAHA HAI...MAGAR KUCH WAJOOHAT KI BADOLAT BAAD ME PEHLI C BAAT NA RAHI HO...MAGAR AAP KA PALA UNN SE PARRTA HAI ABHI B...TOU AAP KESAY DAEL KRTAY HO INKO.....
              pehli to baat yeh hai keh yeh subject ghalat rakha hai, kion keh jin se apa ka pehle bohat acha taluk na raha ho or baad mian bohat c wajoohat ho sakti hian keh aap un se thora duur ho jain lakin zaroori nahi keh aap jhager keh he duur hoon,

              or jo aise duur hote hain woh hamesha jab bhi milte hain utni he shidat se milte hain wohi heat apen ander hoti hai, mera sath to atleast aisa he hota hai

              Comment


              • #8
                Re: Na-pasndeeda Loug

                Originally posted by saraah View Post
                ASSLAMOALIKUM RESPECTED MEMBERS.....

                :rose

                WO LOG JO AAPKI GOOD BOOK ME SHAMIL NA HON...AAP UNKO KESAY DEAL KRTAY HO.....?
                MATLAB...WO LOG JO AAP KI ZINDAGI KA HISSA HAIN....YA AAPKAY CLOSE FRIENDS HAIN...YA FAMILY MEMBER HAIN....EK WAQT ME AAPKA UN SE BOHAT ACHAA TALUQ RAHA HAI...MAGAR KUCH WAJOOHAT KI BADOLAT BAAD ME PEHLI C BAAT NA RAHI HO...MAGAR AAP KA PALA UNN SE PARRTA HAI ABHI B...TOU AAP KESAY DAEL KRTAY HO INKO.....

                Walikum salam!

                Main yehee kahoon ga k....zahir hai jazbaat may farq tu zaroor ata hai..intimcy bhi waisy nahi rehtee jaissee pehlay hotee hai...lykin main yahee koshish kerta hoon k ikhtelefaat ziada na barhain..ya ziada zahir na hoon...shayed k phir doobara uss ka ya mera nazria badal jaye..aur pehlay walay halaat hoo jay..lykin doosray ka action ya reaction bhi dekhna parta hai..k aya positive hai..ya moosalsal negetive hai...zahir hai phir mera reaction bhi waisa hi hoga..lykin main hamisha optimistic aproach rakhnay ki kosshish kerta hoon...baqi Allah per choorr deta hoon.


                Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                Comment


                • #9
                  Re: Na-pasndeeda Loug

                  na pasndeda logon ki batain unki harkatain
                  par mare zindage ka bara hisa guzra hai aysay logon main
                  aysay logon k sath khud ko normal rakhna chahia aur bardasht karna chahia :donno:

                  Comment


                  • #10
                    Re: Na-pasndeeda Loug

                    jo nahi achay lagtay main baat hi nahi karti un say ..:donno:

                    agar dobara mill gay to.............apni ghalatiyan maan laian main pehlay say zaida achi hoo jati houn un say :D
                    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                    Comment


                    • #11
                      Re: Na-pasndeeda Loug

                      Originally posted by Aanchal View Post
                      jo nahi achay lagtay main baat hi nahi karti un say ..:donno:

                      agar dobara mill gay to.............apni ghalatiyan maan laian main pehlay say zaida achi hoo jati houn un say :D
                      Zara Unki List Bataen... :ANYWORD:

                      Comment


                      • #12
                        Re: Na-pasndeeda Loug

                        saraah dear,
                        hum kisi bure ke saath bura ban jai'en,, aisy me hum me aur doosre me kiya farq.

                        Koshish kerni chah'iye ke insaan apne aap ka Ikhlaaq acha rakhe.

                        Meri ek achi friend thi ( yaa phir mujh'e yeh ghalat fehmi thi ke wo meri friend he) lekin wo mere saath Mukhlis na thi jis tarah me us ke saath thi.

                        uski mushkil me maine uska poora saath diya, bcz mai usko apni sister ki tarah hi dehkti thi. Lekin jab usko mera ehsaas kerna tha , wo 1 din me Ajnabi ban gai ... aur yeh Lamha mere liye shocked tha.

                        Khair mai ne socha, Allah tallah aik na aik din usko ehsaas diila de ga.

                        Mujh'e wo nazar aati he, mai Salam zaroor kerti hoon, lekin me uss se Baat nahi ker sakti, :donno: aur ager kabhi ker bhi loon , lekin aab kabhi humari Dosti nahi hosakti.
                        Last edited by *Samra*; 10 February 2009, 11:16.

                        Comment


                        • #13
                          Re: Na-pasndeeda Loug

                          Originally posted by saraah View Post
                          ASSLAMOALIKUM RESPECTED MEMBERS.....

                          :rose

                          WO LOG JO AAPKI GOOD BOOK ME SHAMIL NA HON...AAP UNKO KESAY DEAL KRTAY HO.....?
                          MATLAB...WO LOG JO AAP KI ZINDAGI KA HISSA HAIN....YA AAPKAY CLOSE FRIENDS HAIN...YA FAMILY MEMBER HAIN....EK WAQT ME AAPKA UN SE BOHAT ACHAA TALUQ RAHA HAI...MAGAR KUCH WAJOOHAT KI BADOLAT BAAD ME PEHLI C BAAT NA RAHI HO...MAGAR AAP KA PALA UNN SE PARRTA HAI ABHI B...TOU AAP KESAY DAEL KRTAY HO INKO.....

                          wsalam sarah jee372-shock


                          mai deal hi nahi karti unlog kay sath :khi:mai is mamlay ma bohat zayda dheet sabit hoi ho kitni bhi zarort ho mai un logo se baat nahi karti aur agar mujhay bohat zayda na pasand ho tu ma unki shakal dekhna bhi pasand nahi karti :yy:ya jantay howay kah ya buri baat ha asay n i kartay

                          Comment


                          • #14
                            Re: Na-pasndeeda Loug

                            Originally posted by fari View Post
                            wsalam sarah jee372-shock


                            mai deal hi nahi karti unlog kay sath :khi:mai is mamlay ma bohat zayda dheet sabit hoi ho kitni bhi zarort ho mai un logo se baat nahi karti aur agar mujhay bohat zayda na pasand ho tu ma unki shakal dekhna bhi pasand nahi karti :yy:ya jantay howay kah ya buri baat ha asay n i kartay
                            ic maamle main nhai tum her maamle main he badi dheet ho:kr:

                            Comment


                            • #15
                              Re: Na-pasndeeda Loug

                              Waalikumaslam

                              aisy logon ko b deal krna prta hai...lakin kbhi unen feel nahi hony deti k mujhy wo achy nahi lgty...
                              Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

                              Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

                              Comment

                              Working...
                              X