Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

My Dear Muslim Sisters

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: My Dear Muslim Sisters

    Originally posted by Aanchal View Post
    islam nay to kafi haqooq deye hain lekan loog unhay wo haq deytay nahi jo un ka haq hai :)
    chalen ap ye baat to manti hen na k Islam hamare haqooq ghasb nahi karta...hamari azadi ko salb nahi karta....baki abhi ajkal Islam nafiz kahan hua he jo hamen log haq dene lagen:)

    Comment

    • #17
      Re: My Dear Muslim Sisters

      Originally posted by Gul View Post
      Walekum salam ...Senorita

      kesi hein :) ...

      ap k Topic mAshaAllah aik se bhar k aik hotay hein ...
      Jee ..

      Tu Baat buhat patay kee ki hai aap nay

      Modern values Nay Islam k Man-nay waloun ko kafi confuse kiya hai
      yeh zehan mein rahay k Man-nay walon k baat ho rahi Mo`emin ki baat
      nahi :) ...
      wesay tu yeh confusion ..issi se clear ho jana chahiyay magar :)
      Kuch tafseel abhi baqi phir Kabhi InshaAllah!

      Hum jab chotay hotay hein tu hamein ...Quraan parhya giay
      Molvi Sahib ghar aa k hum 3 behna bhai ko oss waqt parhatay thay ..
      allah Taalah onn ko iss ki jaza de ameen..:dua
      Magar mujhay nahi yaad k kabhi onhoun nay tarjumah parhya ho..
      Shayd onhoun nay yehi saocha ho gaa k ..Abhi tarjuma kion parhaya
      ja-ay k sirf parhna anaa chaiyay ..!

      Magar yeh baat sahi nahi ...thee aur na hai ..

      Etiquettes of Knowledge * yeh hein k ..
      aap jo parh rahay hein wo aap ko samjh b aa-ay k
      wessa kahin aur aab parho ya jab application ka time aa-ay
      tab aap wo free hand apply kar sakein....!

      yeh duniay k taleem mein ...Tu Buhat hota hai ..
      k aaj Fulaan Subject ka practical hai aur viva hai bla bla ....
      Magar hum Quraan aur Hadith ki taleem mein aa kar ..
      Bass Reading ko hee sab kuch samjhnay lagtay hein
      :SubhanAllhaa:
      Jo cheez forever kaam anay wali hai ..Deen O duniya dono mein
      Oss ki sirf reading! anddddddddd
      N E way..
      Tu baat hai k Al- Quraan jo K Waqi WAY of Life hai
      agar oss ko samjh k Parha ja-ay tu ..
      KOI WOMAN ..
      yeh nahi keh sakti k ..
      Oss k haqooq mein kahin b koi kami hai DEEN mein..
      Sab se pehlay ..Deen se pehlay females ko Peda hota hee
      Zinda dafaN kar diya jata tha ..
      Baad mein jab wo Parent islam mein dakhil ho gay tu
      kitna afsos kartay thay ..U can think of that..!

      Aap yaqeen manein jab DeeN
      aur ..be-shak Deen-e Islam rehmat ka deen hai ..
      tu AuratouN k liyay Saraa Sar
      rehmat hee hai .agar Mard oss k haqooq Purri tarah adaa nahi
      kartay tu....!372-shock..
      Hum aik ayat ko leytay hein
      aur bina reffernce and context ko janay ..
      ayat ka Lafzi tarjumah le kar kehtay hein jjee
      K MardooN ko ...Auratoun per aik darja fazeelat hai
      koi yeh b tu deykhay kis baat mein fazeelat hai aur kioN
      Wo iss liyay k ..wo iss liya k
      Mard Aurat k Haqqooq ada karnay ka mAjaaz hai agar wo mo`min hai

      iss liya fazeelat hai k !!!!!
      KioN k Wo ..Aurat ka naan nafqa Provide karnay ka majaaz hai ..
      KioN k Wo aurat ko protect karnay ka Majaaz hai
      aur Aurat ko sirf Bachay sambhalnay hein aur kai halat mein tu wo
      har kaam se Alag rehnay ka agar kahay tu Mard oss ko zor- zabardasti nahi
      kar sakta siwa-ay Mard k haqq Adaa karnay k ..
      aurat har tarah protected hai:alhamd:

      anyway ...I will share some resons for that inshaAllah
      so conclued baat yehi hai
      K Aurat ko Islam mein koi kam-tari nahi hai
      Ossk haqooq deen mein Kisi B Mazhab se kahiin ziyada hein .
      Aur ..Hamara Piyara Deen teddy..Aurat k liya har ..
      Zindgee k Rishtay mein favourable hai
      :jazak: For reading!
      me fine:) or bohat shukria itna mufasal or tasali bakhsh jawab dene ka....
      yakinan Allah ne hamen kahin bhi mard se kamtar nahi rakha....aik darja zeada ki ap ne wazahat kar di....:jazak:
      hamara deen hamen bohat tahafuz deta he....ager samjhen to:)

      Comment

      • #18
        Re: My Dear Muslim Sisters

        Originally posted by rehman View Post
        meinay aap sub kay views parhay...................sub kay achay thay...............
        shukria

        Comment

        • #19
          Re: My Dear Muslim Sisters

          Originally posted by senorita View Post
          bilkul theek:thmbup:
          thanxx 4 ur reply:)

          MY PLEASURE.........:rose
          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

          Comment

          • #20
            Re: My Dear Muslim Sisters

            Originally posted by senorita View Post
            shukria
            ویسے میری ایک رائے ہے کہ آپ خواتین بحیثیت مسلمان نہیں فقط بحثیثت عورت اس مسئلہ پر روشنی ڈالیں تو کیسا رہے گا یعنی اسلام تو ہمارا ایمان و ایقان ہے ناں . . . . لیکن جب آپ فقط ایک عورت ہونے کی حیثیت سے سوچتی ہیں تو پھر کیا محسوس کرتی ہیں کہ دنیا کی کس تہذیب یا معاشرے یا مذہب نے عورتوں کو بحثیت عورت صحیح آزادی دی ہے یا حقوق دیئے ہیں امید کرتا ہوں آپ لوگ میری بات سمجھ گئے ہوں گے ۔ ۔ ۔ ۔یعنی آپ لوگ نیوٹرل ہوکر فیل کریں تو کیا محسوس کرتے ہیں اپنی ان نیوٹرل محسوسات کو بیان کریں شکریہ
            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

            Comment

            • #21
              Re: My Dear Muslim Sisters

              Originally posted by aabi2cool View Post

              hmmm....good point....:thmbup:
              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

              Comment

              • #22
                Re: My Dear Muslim Sisters

                Originally posted by aabi2cool View Post
                ویسے میری ایک رائے ہے کہ آپ خواتین بحیثیت مسلمان نہیں فقط بحثیثت عورت اس مسئلہ پر روشنی ڈالیں تو کیسا رہے گا یعنی اسلام تو ہمارا ایمان و ایقان ہے ناں . . . . لیکن جب آپ فقط ایک عورت ہونے کی حیثیت سے سوچتی ہیں تو پھر کیا محسوس کرتی ہیں کہ دنیا کی کس تہذیب یا معاشرے یا مذہب نے عورتوں کو بحثیت عورت صحیح آزادی دی ہے یا حقوق دیئے ہیں امید کرتا ہوں آپ لوگ میری بات سمجھ گئے ہوں گے ۔ ۔ ۔ ۔یعنی آپ لوگ نیوٹرل ہوکر فیل کریں تو کیا محسوس کرتے ہیں اپنی ان نیوٹرل محسوسات کو بیان کریں شکریہ
                sab se zeada mujhe jo baat pasand he Islam me orat ko bohat izat di gai he...chahe wo beti he ya bivi he ya mother....aik bohat ehem post he us ki ghar me.....ghar se bahir ki zimadari us par nahi dali gai....or muslim orat ka libas...kia kehneteddy baki mazahib me dekha he k orat aik decoration ki cheez lagti he....muslim orat aik qeemti khazane ki tarah dhaki chupi hui....mohazab....apni limits ka khiyal rakhne wali....ye sab Islam hi ata karta he

                Comment

                • #23
                  Re: My Dear Muslim Sisters

                  Originally posted by senorita View Post
                  Aslamoalikum:salam:
                  ham hamesha se maghrib ka or so called taraki pasand logon even roshan khayal muslims ka bhi shor sunte hen k Islam oraton par zulm karta he...oraton k haqooq salb karta he...un ko azadi nahi deta....to me ne socha k ye sawal muslim khawateen se hi kion na poch lia jaey k kia Islam un k haqooq par pabandi lagata he?
                  un ki azaadi salb karta he?
                  un ko kahan kahan ehsas hota he k wo aik muslim larki ki heseyat me zindagi me tangi mehsoos karti hen?

                  plzzz sab larkiyan yahan apne khiyalat share karen.....:)
                  walaikum salam Senorita!!

                  Merey circle of friends takreeban her mazhab sey taluk rakhney waley log hein, catholics, orthodox, buddhist ...atheist bhi hein so in sab key darmayan rehtey huye in key views jaan ker aur sab sey ziada aik aurat ki aik non muslim society mey hassiyat deykh ker mey hamesha apney musalman honey pey Allah T'ala ka bohot shukar ada kerti hun.

                  Agar ham Quran aur Sunnah utha key deykhein tau ham ye jantey hein key Islam ney aurat ko wo maqam diya hai key jo waqai uss ka haq hai.

                  Aur agar haqeeqatan muslim muashrey mey deykhein tau phir thori si takleef hoti hai.
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment

                  • #24
                    Re: My Dear Muslim Sisters

                    Originally posted by aabi2cool View Post
                    ویسے میری ایک رائے ہے کہ آپ خواتین بحیثیت مسلمان نہیں فقط بحثیثت عورت اس مسئلہ پر روشنی ڈالیں تو کیسا رہے گا یعنی اسلام تو ہمارا ایمان و ایقان ہے ناں . . . . لیکن جب آپ فقط ایک عورت ہونے کی حیثیت سے سوچتی ہیں تو پھر کیا محسوس کرتی ہیں کہ دنیا کی کس تہذیب یا معاشرے یا مذہب نے عورتوں کو بحثیت عورت صحیح آزادی دی ہے یا حقوق دیئے ہیں امید کرتا ہوں آپ لوگ میری بات سمجھ گئے ہوں گے ۔ ۔ ۔ ۔یعنی آپ لوگ نیوٹرل ہوکر فیل کریں تو کیا محسوس کرتے ہیں اپنی ان نیوٹرل محسوسات کو بیان کریں شکریہ

                    بھائی صاحب ۔۔۔۔بات تو مذہب سے ہی الگ دکھائی دیتی ہے
                    ورنہ تو ہم سے بُہت پڑھے لکھے لوگ ہیں ۔۔۔مغرب میں

                    مغرب میں سبھی مزاہب سے ہی ہم فرق کا اظہار دیکھتے ہیں نا!
                    اسی طرح مشرق میں بھی پاس پڑوس کے ممالک میں ہیں جن میں سے کچھ مسلم ہیں اور کچھ مُسلم نہیں مگر ۔۔۔۔۔
                    وہاں بھی ۔۔فرق صرف شعور سے ہے !

                    اور وہ شعور ہمیں دین کی سمجھ سے ہی ملتا ہے نا!

                    معاشرہ اگر دین کو صحیح طریقے سے مانے ۔۔۔اور دین کو اپنی زندگی کا ضابطہ بنائے
                    تبھی تو ہم سب معاشرے میں اپنے حقوق کی پہچان کر سکتے ہیں !

                    اس میں جانب داری والی تو کوئی بات ہے ہی نہیں نا!

                    Comment

                    • #25
                      Re: My Dear Muslim Sisters

                      Originally posted by senorita View Post
                      sab se zeada mujhe jo baat pasand he Islam me orat ko bohat izat di gai he...chahe wo beti he ya bivi he ya mother....aik bohat ehem post he us ki ghar me.....ghar se bahir ki zimadari us par nahi dali gai....or muslim orat ka libas...kia kehneteddy baki mazahib me dekha he k orat aik decoration ki cheez lagti he....muslim orat aik qeemti khazane ki tarah dhaki chupi hui....mohazab....apni limits ka khiyal rakhne wali....ye sab Islam hi ata karta he
                      Bilkul sahi Senorita dear!

                      DeykheiN na ..K libaas k hee cultural difference se hamari Khawateen
                      larkiyaan Bachiyaan ...(Aur mard loag bhi ab tu specially dulha k dresses)
                      Kisi aur k culture ko follow kartay lagtay hein na
                      Aur Phir Ossi Merathon mein ....Female Models b aa jaati hein ...!
                      jessay wo getup mein hoti hain .... Onn ko agar sahoor ho k iss tarah se
                      wo kitna BEY-EZZAT ho rahi hain tu wo kabhi b ithla ithla k na chalein!
                      Haya ka Lubadha orhein ..Tu b WO Pait bhar k kha sakti hein na !:donno:
                      Originally posted by Xai View Post
                      walaikum salam Senorita!!

                      Merey circle of friends takreeban her mazhab sey taluk rakhney waley log hein, catholics, orthodox, buddhist ...atheist bhi hein so in sab key darmayan rehtey huye in key views jaan ker aur sab sey ziada aik aurat ki aik non muslim society mey hassiyat deykh ker mey hamesha apney musalman honey pey Allah T'ala ka bohot shukar ada kerti hun.

                      Agar ham Quran aur Sunnah utha key deykhein tau ham ye jantey hein key Islam ney aurat ko wo maqam diya hai key jo waqai uss ka haq hai.

                      Aur agar haqeeqatan muslim muashrey mey deykhein tau phir thori si takleef hoti hai.
                      100% TRUE ...!!

                      Tu baat wahi k ...Islam he ehamein ..Doosray cultures se Alag karta hai !
                      :alhamd::salam:

                      Comment

                      • #26
                        Re: My Dear Muslim Sisters

                        Baqi aurat ko aazaadi wahin nahi jahan per ISLAM hotay howay b islam
                        ko Zabta-e Hayat nahi banaya giya ! ...aur wo sab k samnay hai ...
                        Kehnay Bolnay ki zaroorat hee nahi .............!!

                        Comment

                        • #27
                          Re: My Dear Muslim Sisters

                          Originally posted by senorita View Post
                          sab se zeada mujhe jo baat pasand he Islam me orat ko bohat izat di gai he...chahe wo beti he ya bivi he ya mother....aik bohat ehem post he us ki ghar me.....ghar se bahir ki zimadari us par nahi dali gai....or muslim orat ka libas...kia kehneteddy baki mazahib me dekha he k orat aik decoration ki cheez lagti he....muslim orat aik qeemti khazane ki tarah dhaki chupi hui....mohazab....apni limits ka khiyal rakhne wali....ye sab Islam hi ata karta he
                          islam mein aurat ki ahmiyat bahut umda topic hai aur issi per discussion continue rakhain............... mujhe tu aap sub friends kay comments maza day rahe hain.................
                          :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                          Comment

                          • #28
                            Re: My Dear Muslim Sisters

                            Originally posted by aabi2cool View Post
                            ویسے میری ایک رائے ہے کہ آپ خواتین بحیثیت مسلمان نہیں فقط بحثیثت عورت اس مسئلہ پر روشنی ڈالیں تو کیسا رہے گا یعنی اسلام تو ہمارا ایمان و ایقان ہے ناں . . . . لیکن جب آپ فقط ایک عورت ہونے کی حیثیت سے سوچتی ہیں تو پھر کیا محسوس کرتی ہیں کہ دنیا کی کس تہذیب یا معاشرے یا مذہب نے عورتوں کو بحثیت عورت صحیح آزادی دی ہے یا حقوق دیئے ہیں امید کرتا ہوں آپ لوگ میری بات سمجھ گئے ہوں گے ۔ ۔ ۔ ۔یعنی آپ لوگ نیوٹرل ہوکر فیل کریں تو کیا محسوس کرتے ہیں اپنی ان نیوٹرل محسوسات کو بیان کریں شکریہ
                            bahasiyat eik aura per bahut internet per mawaad available hai meray khayal mein jo topic aura ka makaam islam mein aur khud aurat bayan kar rahi hai yeh topic unique hai...... aur parhnay mein maza aa raha hai...... :)
                            :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                            Comment

                            • #29
                              Re: My Dear Muslim Sisters

                              Originally posted by Gul View Post
                              Bilkul sahi Senorita dear!

                              DeykheiN na ..K libaas k hee cultural difference se hamari Khawateen
                              larkiyaan Bachiyaan ...(Aur mard loag bhi ab tu specially dulha k dresses)
                              Kisi aur k culture ko follow kartay lagtay hein na
                              Aur Phir Ossi Merathon mein ....Female Models b aa jaati hein ...!
                              jessay wo getup mein hoti hain .... Onn ko agar sahoor ho k iss tarah se
                              wo kitna BEY-EZZAT ho rahi hain tu wo kabhi b ithla ithla k na chalein!
                              Haya ka Lubadha orhein ..Tu b WO Pait bhar k kha sakti hein na !:donno:
                              bikul or kia isi tarah k log ye tasur dete hen k wo deen me tangi mehsoos karte hen?is me kasoor kis ka he?

                              Comment

                              • #30
                                Re: My Dear Muslim Sisters

                                Originally posted by rehman View Post
                                islam mein aurat ki ahmiyat bahut umda topic hai aur issi per discussion continue rakhain............... mujhe tu aap sub friends kay comments maza day rahe hain.................
                                ap bhi ager kuch kehna chahen to is topic par keh sakte hen...

                                Comment

                                Working...
                                X