Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

My Dear Muslim Sisters

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • My Dear Muslim Sisters

    Aslamoalikum:salam:
    ham hamesha se maghrib ka or so called taraki pasand logon even roshan khayal muslims ka bhi shor sunte hen k Islam oraton par zulm karta he...oraton k haqooq salb karta he...un ko azadi nahi deta....to me ne socha k ye sawal muslim khawateen se hi kion na poch lia jaey k kia Islam un k haqooq par pabandi lagata he?
    un ki azaadi salb karta he?
    un ko kahan kahan ehsas hota he k wo aik muslim larki ki heseyat me zindagi me tangi mehsoos karti hen?

    plzzz sab larkiyan yahan apne khiyalat share karen.....:)

  • #2
    Re: My Dear Muslim Sisters

    Originally posted by senorita View Post

    waalikum asslam
    rita dear...islam me aurat pr sakhti nae hai....
    agr kahin kisi behan ko mehsoos hoti hai...tou mere khyaal me wo islam ki asal rooh se aashna nae hogi....asal taleem se waqif nae hogi...wo kehtay hain an....little knowledge is dangerous.....
    bas yehi baat hai:)
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

    Comment

    • #3

      Waalikumasalam.. khush raho...:rose

      Comment

      • #4
        Re: My Dear Muslim Sisters

        yahaan to bhai aurtoon ka masla chirra hua hy hamara kaya kaam is liye w/salaam :salam:
        Last edited by aabi2cool; 1 February 2009, 23:56.
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment

        • #5
          Re: My Dear Muslim Sisters

          islam nay to kafi haqooq deye hain lekan loog unhay wo haq deytay nahi jo un ka haq hai :)
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment

          • #6
            Re: My Dear Muslim Sisters

            Originally posted by ummid View Post
            Waalikumasalam.. khush raho...:rose

            :thmbup:

            • #7
              Re: My Dear Muslim Sisters

              Originally posted by senorita View Post
              Aslamoalikum:salam:
              ham hamesha se maghrib ka or so called taraki pasand logon even roshan khayal muslims ka bhi shor sunte hen k Islam oraton par zulm karta he...oraton k haqooq salb karta he...un ko azadi nahi deta....to me ne socha k ye sawal muslim khawateen se hi kion na poch lia jaey k kia Islam un k haqooq par pabandi lagata he?
              un ki azaadi salb karta he?
              un ko kahan kahan ehsas hota he k wo aik muslim larki ki heseyat me zindagi me tangi mehsoos karti hen?

              plzzz sab larkiyan yahan apne khiyalat share karen.....:)

              Walekum salam ...Senorita

              kesi hein :) ...

              ap k Topic mAshaAllah aik se bhar k aik hotay hein ...
              Jee ..

              Tu Baat buhat patay kee ki hai aap nay

              Modern values Nay Islam k Man-nay waloun ko kafi confuse kiya hai
              yeh zehan mein rahay k Man-nay walon k baat ho rahi Mo`emin ki baat
              nahi :) ...
              wesay tu yeh confusion ..issi se clear ho jana chahiyay magar :)
              Kuch tafseel abhi baqi phir Kabhi InshaAllah!

              Hum jab chotay hotay hein tu hamein ...Quraan parhya giay
              Molvi Sahib ghar aa k hum 3 behna bhai ko oss waqt parhatay thay ..
              allah Taalah onn ko iss ki jaza de ameen..:dua
              Magar mujhay nahi yaad k kabhi onhoun nay tarjumah parhya ho..
              Shayd onhoun nay yehi saocha ho gaa k ..Abhi tarjuma kion parhaya
              ja-ay k sirf parhna anaa chaiyay ..!

              Magar yeh baat sahi nahi ...thee aur na hai ..

              Etiquettes of Knowledge * yeh hein k ..
              aap jo parh rahay hein wo aap ko samjh b aa-ay k
              wessa kahin aur aab parho ya jab application ka time aa-ay
              tab aap wo free hand apply kar sakein....!

              yeh duniay k taleem mein ...Tu Buhat hota hai ..
              k aaj Fulaan Subject ka practical hai aur viva hai bla bla ....
              Magar hum Quraan aur Hadith ki taleem mein aa kar ..
              Bass Reading ko hee sab kuch samjhnay lagtay hein
              :SubhanAllhaa:
              Jo cheez forever kaam anay wali hai ..Deen O duniya dono mein
              Oss ki sirf reading! anddddddddd
              N E way..
              Tu baat hai k Al- Quraan jo K Waqi WAY of Life hai
              agar oss ko samjh k Parha ja-ay tu ..
              KOI WOMAN ..
              yeh nahi keh sakti k ..
              Oss k haqooq mein kahin b koi kami hai DEEN mein..
              Sab se pehlay ..Deen se pehlay females ko Peda hota hee
              Zinda dafaN kar diya jata tha ..
              Baad mein jab wo Parent islam mein dakhil ho gay tu
              kitna afsos kartay thay ..U can think of that..!

              Aap yaqeen manein jab DeeN
              aur ..be-shak Deen-e Islam rehmat ka deen hai ..
              tu AuratouN k liyay Saraa Sar
              rehmat hee hai .agar Mard oss k haqooq Purri tarah adaa nahi
              kartay tu....!372-shock..
              Hum aik ayat ko leytay hein
              aur bina reffernce and context ko janay ..
              ayat ka Lafzi tarjumah le kar kehtay hein jjee
              K MardooN ko ...Auratoun per aik darja fazeelat hai
              koi yeh b tu deykhay kis baat mein fazeelat hai aur kioN
              Wo iss liyay k ..wo iss liya k
              Mard Aurat k Haqqooq ada karnay ka mAjaaz hai agar wo mo`min hai

              iss liya fazeelat hai k !!!!!
              KioN k Wo ..Aurat ka naan nafqa Provide karnay ka majaaz hai ..
              KioN k Wo aurat ko protect karnay ka Majaaz hai
              aur Aurat ko sirf Bachay sambhalnay hein aur kai halat mein tu wo
              har kaam se Alag rehnay ka agar kahay tu Mard oss ko zor- zabardasti nahi
              kar sakta siwa-ay Mard k haqq Adaa karnay k ..
              aurat har tarah protected hai:alhamd:

              anyway ...I will share some resons for that inshaAllah
              so conclued baat yehi hai
              K Aurat ko Islam mein koi kam-tari nahi hai
              Ossk haqooq deen mein Kisi B Mazhab se kahiin ziyada hein .
              Aur ..Hamara Piyara Deen teddy..Aurat k liya har ..
              Zindgee k Rishtay mein favourable hai
              :jazak: For reading!
              Last edited by Gul; 1 February 2009, 23:49. Reason: Just adding some more words

              Comment

              • #8
                Re: My Dear Muslim Sisters

                Originally posted by Gul View Post

                bilkul sahi or bohat tafseel se aap nai yeh baat batai haii:rose
                sigpic

                Comment

                • #9
                  Re: My Dear Muslim Sisters

                  Originally posted by ummid View Post
                  Waalikumasalam.. khush raho...:rose

                  waaaaaaaa
                  aap siggi ka shair bahut acha laga ..

                  Comment

                  • #10

                    mashallah bilkul sahi kaha aapne:thmbup:
                    waqei jitni izzat aur haqooq islam ne orat ko diye hain aur kisi mazhab ne nahin diye.

                    Comment

                    • #11
                      Re: My Dear Muslim Sisters

                      Originally posted by saraah View Post
                      waalikum asslam
                      rita dear...islam me aurat pr sakhti nae hai....
                      agr kahin kisi behan ko mehsoos hoti hai...tou mere khyaal me wo islam ki asal rooh se aashna nae hogi....asal taleem se waqif nae hogi...wo kehtay hain an....little knowledge is dangerous.....
                      bas yehi baat hai:)
                      bilkul theek:thmbup:
                      thanxx 4 ur reply:)

                      Comment

                      • #12
                        Re: My Dear Muslim Sisters

                        Originally posted by ummid View Post
                        Waalikumasalam.. khush raho...:rose
                        @ topic...Well… in short NOPE… Isalm ne jo sahoolatein, jo riyaatein or hooqoq aurton ko diye hain.. who kisi or mazhab ne nahi diye….
                        Ab sawal yeh hai ke log aisa kyun kehte hain… tu its simply because log Islam ka ghalat rukh duniya ko dikha rahe hain….
                        Recently jo talebaan neIslaam ke naam per kiya… larkiyon ke schools ko jala kar... kitni ghalat misaal duniya ke samne paish ki hai… Islam mein kub or kahan auraton ki taleem per pabandi lagai hai???
                        Islaam ki jo tasweer paish ki jaa rahi hai who yeh ke mard dandanate phir rahe hain or aurtein zulm seh rahi…. Yeh tu Islam nahi na?? phir jo deen ki sumjh nahi rakhte who yeh zaroor kehte hain ke “Islaam aurton ke mamle mein bauaht sakht hai..”..
                        Taliban ki aik alag kahani he..us me bohat sare political factors bhi ate hen...or bohat kuch hamare dushman bhi wahan Taliban k nam par kar rahe hen...wo aik alag behes he...baat taliban ya kisi or k islam ki nahi...Quran or hadees se sabit karen k islam orat par koi zalimana rules apply karta he?:mm:

                        Comment

                        • #13
                          Re: My Dear Muslim Sisters

                          Originally posted by Gul View Post
                          Walekum salam ...Senorita

                          kesi hein :) ...

                          ap k Topic mAshaAllah aik se bhar k aik hotay hein ...
                          Jee ..

                          Tu Baat buhat patay kee ki hai aap nay

                          Modern values Nay Islam k Man-nay waloun ko kafi confuse kiya hai
                          yeh zehan mein rahay k Man-nay walon k baat ho rahi Mo`emin ki baat
                          nahi :) ...
                          wesay tu yeh confusion ..issi se clear ho jana chahiyay magar :)
                          Kuch tafseel abhi baqi phir Kabhi InshaAllah!

                          Hum jab chotay hotay hein tu hamein ...Quraan parhya giay
                          Molvi Sahib ghar aa k hum 3 behna bhai ko oss waqt parhatay thay ..
                          allah Taalah onn ko iss ki jaza de ameen..:dua
                          Magar mujhay nahi yaad k kabhi onhoun nay tarjumah parhya ho..
                          Shayd onhoun nay yehi saocha ho gaa k ..Abhi tarjuma kion parhaya
                          ja-ay k sirf parhna anaa chaiyay ..!

                          Magar yeh baat sahi nahi ...thee aur na hai ..

                          Etiquettes of Knowledge * yeh hein k ..
                          aap jo parh rahay hein wo aap ko samjh b aa-ay k
                          wessa kahin aur aab parho ya jab application ka time aa-ay
                          tab aap wo free hand apply kar sakein....!

                          yeh duniay k taleem mein ...Tu Buhat hota hai ..
                          k aaj Fulaan Subject ka practical hai aur viva hai bla bla ....
                          Magar hum Quraan aur Hadith ki taleem mein aa kar ..
                          Bass Reading ko hee sab kuch samjhnay lagtay hein
                          :SubhanAllhaa:
                          Jo cheez forever kaam anay wali hai ..Deen O duniya dono mein
                          Oss ki sirf reading! anddddddddd
                          N E way..
                          Tu baat hai k Al- Quraan jo K Waqi WAY of Life hai
                          agar oss ko samjh k Parha ja-ay tu ..
                          KOI WOMAN ..
                          yeh nahi keh sakti k ..
                          Oss k haqooq mein kahin b koi kami hai DEEN mein..
                          Sab se pehlay ..Deen se pehlay females ko Peda hota hee
                          Zinda dafaN kar diya jata tha ..
                          Baad mein jab wo Parent islam mein dakhil ho gay tu
                          kitna afsos kartay thay ..U can think of that..!

                          Aap yaqeen manein jab DeeN
                          aur ..be-shak Deen-e Islam rehmat ka deen hai ..
                          tu AuratouN k liyay Saraa Sar
                          rehmat hee hai .agar Mard oss k haqooq Purri tarah adaa nahi
                          kartay tu....!372-shock..
                          Hum aik ayat ko leytay hein
                          aur bina reffernce and context ko janay ..
                          ayat ka Lafzi tarjumah le kar kehtay hein jjee
                          K MardooN ko ...Auratoun per aik darja fazeelat hai
                          koi yeh b tu deykhay kis baat mein fazeelat hai aur kioN
                          Wo iss liyay k ..wo iss liya k
                          Mard Aurat k Haqqooq ada karnay ka mAjaaz hai agar wo mo`min hai

                          iss liya fazeelat hai k !!!!!
                          KioN k Wo ..Aurat ka naan nafqa Provide karnay ka majaaz hai ..
                          KioN k Wo aurat ko protect karnay ka Majaaz hai
                          aur Aurat ko sirf Bachay sambhalnay hein aur kai halat mein tu wo
                          har kaam se Alag rehnay ka agar kahay tu Mard oss ko zor- zabardasti nahi
                          kar sakta siwa-ay Mard k haqq Adaa karnay k ..
                          aurat har tarah protected hai:alhamd:

                          anyway ...I will share some resons for that inshaAllah
                          so conclued baat yehi hai
                          K Aurat ko Islam mein koi kam-tari nahi hai
                          Ossk haqooq deen mein Kisi B Mazhab se kahiin ziyada hein .
                          Aur ..Hamara Piyara Deen teddy..Aurat k liya har ..
                          Zindgee k Rishtay mein favourable hai
                          :jazak: For reading!
                          :jazak::SubhanAllhaa::SubhanAllhaa::clap::clap:Gul ;:rose

                          Comment

                          • #14
                            Re: My Dear Muslim Sisters

                            meinay aap sub kay views parhay...................sub kay achay thay...............
                            :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                            Comment

                            • #15
                              Re: My Dear Muslim Sisters

                              Originally posted by aabi2cool View Post
                              yahaan to bhai aurtoon ka masla chirra hua hy hamara kaya kaam is liye w/salaam :salam:
                              w/salam:salam:

                              Comment

                              Working...
                              X