Re: Nazar Na Lagey
Dear Senorita!
Nazar lagna bhar haal barq hai. Prophet Muhammad /(s.w) k farman bhi yahee hai k nanaz lagna barhaq hai.
lykin ,har baat par yehi kehte hen k nazar lag gaei:mm:or bohat hi zeada is fikar me ghaltaan rehte hen..ab kia dunya itni hi farigh he k un ko nazar lagati phire:mm:ap bataen.
yeh bilkul ghalt hai. Iss ka matlab yeh hai k yeh wo loog jo bohut ziada nazar lagne per believe rakhtay hain..asal main wehem (obsession) ki beemari ka shikar hain.
Prophet Muhammad (s.w) ki aik aur haeeth yeh bhi hai..k agar taqdeer ku koi cheez palat sakti tu woh nazar ka lagna hotee. Iss ka matlab yeh hi k insaan apny tour pay ahtiatee tadabeer tu ker sakta hai..lykin taqdeer k likhay hoi ku nahi badal sakta.
Prophet Muhammad (s.w) k faramn-e-mubarik hai..k saheefay utha liye gay aur qalam khushk ho gay. yani joo kuch bhi insaan ki taqdeer main likh dia gya hai..woh waisa hi ho ga..lykin iss k yeh matlab nahi k hum haath pay hath dhar k baith jain.
Surah yousaf main..Allah nay hazrat yousaf k qissay main yahee byaan kia hai..jab hazrat yaqoob a.s (hazrat yousaf a.s k father) k 10 baitay kanan say misar (eygpt) k liye rawana honay lagy tu..App (a.s) nay farmaya k meray piyaray baitoo tum sab aik darwazay (door) say misar main dakhil na nona (k kahin nazar na lag jaye)..phir aap (a.s) nay faramaya k main Allah ki likhee hoi tqadeer ko nahi badal sakta main tu sirf ye aik ahtiatee tadbeer k tour pay keh rah hoon.
Iss say yeh pata chalta hai..k jo hona hai woh ho ker rehta hai..albata hum ku her waqat dua aur Allah ki burri taqdeer say panah mangni chahye.
Aur toohum parsti choorr ker Allah per bharoosa kerna chahye.
Waslam!
Originally posted by senorita
View Post

Comment