Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Nazar Na Lagey

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Nazar Na Lagey

    Aslamolikum:salam:
    ap ne aksar suna ho ga k falan falan ki nazar lag gai...or nazar utarne ki duaen bhi hen...lekin me ne kuch logon ko dekha he k wo har beemari,har baat par yehi kehte hen k nazar lag gaei:mm:or bohat hi zeada is fikar me ghaltaan rehte hen..ab kia dunya itni hi farigh he k un ko nazar lagati phire:mm:ap bataen
    ...ap ko nazar lagti he kia?
    ...kia apki nazar kisi ko lagti he?
    ....ap is sab par kitna yakeen karte hen?
    is bare me plzzz mujhe tafseeli n serious jawab chaey...:lpop:

  • #2
    Re: Nazar Na Lagey

    Originally posted by senorita View Post

    dekhain suna to sab ne yehi ho ga, or iss mian kafi had tak schai bhi hai, lakin zaroori nahi keh nazer intentional he laga, yeh unintentional bhi lag jati hia, jaise akser suna ho ga sab ne keh jinn se zaiada pyar hota hai un ki nazer jaldi lag jati hai,baki yeh ek supernatural cheez hai,jiss ko prove ya disagree kerna mushkil kaam hai

    Comment

    • #3
      Re: Nazar Na Lagey

      aik khatoon hain woh har waqt batate hain k nazar lag gai unki bayte ki tareef karoo MashAllah itni cute bachi hai too bhi nazar lag jate hai islia dar hi lagta hai

      aur aik aur khatoon nazar say mutaliq bara funny si bat bata rahi thin woh yad aagiya:khi:

      Comment

      • #4

        waalikum asslam
        my dear nazar barhaqq hai......aap ki nazar se shyd iss ziman me ahaadees nae guzrin.......:donno:
        me koshish krti hoon wo ahaadees share kroon....ya aabi bhai se request karoon gi k wo share krdein.....
        baqi superstioner hona alag baat hai.....
        nazar laganay k liye faraagat sharat nae hai......:D:
        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

        Comment

        • #5
          Re: Nazar Na Lagey

          mery pass buhat sary Nazar WATTO hain es liy mujy nahi lagti
          aur meri kisi ko nahi lagti kion k main aisa hee hun
          [FONT="Arial Black"]Mr. Khalil How much Fake IDs would you make in Pegham... ?

          See you Real Face in here 372-shed

          Muhammad Khalil's Real Face [/FONT]

          Comment

          • #6
            Re: Nazar Na Lagey

            Originally posted by Eshak View Post
            mery pass buhat sary Nazar WATTO hain es liy mujy nahi lagti
            aur meri kisi ko nahi lagti kion k main aisa hee hun
            :khi:

            Comment

            • #7
              Re: Nazar Na Lagey

              Originally posted by senorita View Post
              Aslamolikum:salam:
              ap ne aksar suna ho ga k falan falan ki nazar lag gai...or nazar utarne ki duaen bhi hen...lekin me ne kuch logon ko dekha he k wo har beemari,har baat par yehi kehte hen k nazar lag gaei:mm:or bohat hi zeada is fikar me ghaltaan rehte hen..ab kia dunya itni hi farigh he k un ko nazar lagati phire:mm:ap bataen
              ...ap ko nazar lagti he kia?
              ...kia apki nazar kisi ko lagti he?
              ....ap is sab par kitna yakeen karte hen?
              is bare me plzzz mujhe tafseeli n serious jawab chaey...:lpop:
              such remedies (the evil eyes) are for totally ignorant people
              who have extreme difficulty understanding/accepting the truth.
              :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

              Comment

              • #8
                Re: Nazar Na Lagey

                Originally posted by musaddaq View Post
                dekhain suna to sab ne yehi ho ga, or iss mian kafi had tak schai bhi hai, lakin zaroori nahi keh nazer intentional he laga, yeh unintentional bhi lag jati hia, jaise akser suna ho ga sab ne keh jinn se zaiada pyar hota hai un ki nazer jaldi lag jati hai,baki yeh ek supernatural cheez hai,jiss ko prove ya disagree kerna mushkil kaam hai
                achaa

                Comment

                • #9
                  Re: Nazar Na Lagey

                  waleikum assalam
                  pata nahin mujhe kabhi nazar lagi hai k nahin ya meri kisi ko lagi magar nazar pe yaqeen hai mera k yeh lagti hai.aur zaroori nahin k hasad se dekhen to hi lage peyar se dekhne se bhi lag jati hai.

                  Comment

                  • #10
                    Re: Nazar Na Lagey

                    Originally posted by MuQadas View Post
                    aik khatoon hain woh har waqt batate hain k nazar lag gai unki bayte ki tareef karoo MashAllah itni cute bachi hai too bhi nazar lag jate hai islia dar hi lagta hai

                    aur aik aur khatoon nazar say mutaliq bara funny si bat bata rahi thin woh yad aagiya:khi:
                    me bhi esi aik khatoon ko janti hon jo har waqt kehti rehti hen k un k baby ko nazar lag gai....or log ab un k bache ko piyar karte darne lage hen k kahin nazar lagne ka jurm na ho jaey:hehe:

                    Comment

                    • #11
                      Re: Nazar Na Lagey

                      Originally posted by saraah View Post
                      waalikum asslam
                      my dear nazar barhaqq hai......aap ki nazar se shyd iss ziman me ahaadees nae guzrin.......:donno:
                      me koshish krti hoon wo ahaadees share kroon....ya aabi bhai se request karoon gi k wo share krdein.....
                      baqi superstioner hona alag baat hai.....
                      nazar laganay k liye faraagat sharat nae hai......:D:
                      haan plzz is bare me ahadees zarur share karna....me waiting:)

                      Comment

                      • #12
                        Re: Nazar Na Lagey

                        Originally posted by Eshak View Post
                        mery pass buhat sary Nazar WATTO hain es liy mujy nahi lagti
                        aur meri kisi ko nahi lagti kion k main aisa hee hun
                        achaa :hehe:

                        Comment

                        • #13
                          Re: Nazar Na Lagey

                          Originally posted by rehman View Post
                          such remedies (the evil eyes) are for totally ignorant people
                          who have extreme difficulty understanding/accepting the truth.
                          to phir wo duaen jo hamen batai gai hen....wo....:mm:

                          Comment

                          • #14
                            Re: Nazar Na Lagey

                            Originally posted by lllife View Post
                            waleikum assalam
                            pata nahin mujhe kabhi nazar lagi hai k nahin ya meri kisi ko lagi magar nazar pe yaqeen hai mera k yeh lagti hai.aur zaroori nahin k hasad se dekhen to hi lage peyar se dekhne se bhi lag jati hai.
                            hhhhmmmm:mm:

                            Comment

                            • #15
                              Re: Nazar Na Lagey

                              mein yeh kahna chahoon ga, ke angreezon ko aur perhay likhay loogon ko nazar kyoon nahi lagti, yeh nazar ziada tar unperh aur na samaj loogon ko he kyon lagti he
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X