Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

baat hai apni ezzat ki

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: baat hai apni ezzat ki

    Originally posted by soni kudi View Post
    mere saath koi kaisa b hai main hamisha sab se izzat se hi baat karti houn...koi bura ho to us ke saath khood ko bura nahi kiya ja sakta na...

    or aise log jin ko izat raas nahi ati na un ko un k hal pay chor dena chahiye....
    mein aap ki baat se agree karta hoon.......:)
    :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

    Comment


    • #17
      Re: baat hai apni ezzat ki

      Originally posted by ummid View Post
      well... learn to respect your self.. than only people will repsect you... logo se izat se baat karna apni jagah... per self respect is important... aaj kul ka time aisa hai ke aap kisi ko zyadah izat do tu woh yeh zaroor sochega ke aap ko zaroor us se koi kaam hai and all... saying on ma personal expreince.... so plz first learn to respect your self.... logo ko un ke maqam par rakhein or bus... log khud hi aap se sahi beahve karne lageinge...
      good luck for your future..:thmbup:
      yeah!! i agreed.... it is also my storng belief that respecting others is impossible until we learn to respect ourselves..... thanks for your precious advice............... :salam:
      :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

      Comment


      • #18
        Re: baat hai apni ezzat ki

        izat karen or izat paen.....ager apni or doosron ki hadood ka khyal rakhen to is tarah kam hota he k koi bilawja hamari insult kare.....or ager kisi ka dimagh wakai kharab ho to me parwah nahi karti....ignore karti hon....

        Comment


        • #19
          Re: baat hai apni ezzat ki

          Originally posted by rehman View Post
          meray saath eik problem hoti hai k jis shaks ko mein ezzat kay saath pesh aata hoon yaa due respect deta hoon tu vo meri ezzat nahi karta mujhe simple aur bewakoof samjhta hai..... jis shaks ki mein ezzat nahi karta aur degrade kar kay pesh aata hoon vo meri ezzat karta hai..... meri dilli khuwahish hoti kay mein logon kay saath ezzat kay saath pesh aaon lakin mein jis ki ezzat karon vo mujhe bezzat karey tu mujhe acha nahi lagta......
          kiya aap logon se yeh situation derpesh hoti hai???
          kehte hein k kisi bunde ki sahi parakh ussi waqt hoti he jub usse izzut do...
          agur to wo acha insaan hoga to jwab me app ki bhi izzut kure ga...aur agur sahi nahi ho ga to utla'a jay ga,aur khud ko buhat ounchi cheez tasawar kurne lage ga....

          so yeh bunde bunde pe bhi depend kurta he,aik achay insaan hone k natey hamara farz bunta he k hum izzuy kurein, aur agur dosra bunda ap ki izzut na bhi kure to atleast app kuch waqt tuk apna farz nibhaein...

          phir us ko ussi tarah se treat kurein jaisa wo deserve kurta he:)

          Comment


          • #20
            Re: baat hai apni ezzat ki

            Originally posted by rehman View Post
            kaaash mein aap ko samjhasakta................ 372-scare
            khair sochnay ki baat yeh hai k.....usually aap k sath esa hota hai....tou iss treh tou apko apni shksita me tawazan peda krnay ko koshish krni chahiye........na tou aap itnay sada hon k log aapko bawaqoof samjhian....aur na itnay dada type hon k logon ko majboran aapki izzat krni parray.......:thmbup:
            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

            Comment


            • #21
              Re: baat hai apni ezzat ki

              Originally posted by MSA View Post
              kehte hein k kisi bunde ki sahi parakh ussi waqt hoti he jub usse izzut do...
              agur to wo acha insaan hoga to jwab me app ki bhi izzut kure ga...aur agur sahi nahi ho ga to utla'a jay ga,aur khud ko buhat ounchi cheez tasawar kurne lage ga....

              so yeh bunde bunde pe bhi depend kurta he,aik achay insaan hone k natey hamara farz bunta he k hum izzuy kurein, aur agur dosra bunda ap ki izzut na bhi kure to atleast app kuch waqt tuk apna farz nibhaein...

              phir us ko ussi tarah se treat kurein jaisa wo deserve kurta he:)
              agreed..............................:)
              :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

              Comment


              • #22
                Re: baat hai apni ezzat ki

                Originally posted by saraah View Post
                khair sochnay ki baat yeh hai k.....usually aap k sath esa hota hai....tou iss treh tou apko apni shksita me tawazan peda krnay ko koshish krni chahiye........na tou aap itnay sada hon k log aapko bawaqoof samjhian....aur na itnay dada type hon k logon ko majboran aapki izzat krni parray.......:thmbup:
                mein wese simple nahi hoon lakin kabhi kabhi mein humantirian ground per kuch ziyada respect day deta hoon tu vo meray galay mein parr jati hai jo ab mein uss cheez ko allahumdullah meinay khatam kar di hai...... balance attidude apna rakha hai......372-scare
                :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                Comment


                • #23
                  Re: baat hai apni ezzat ki

                  Originally posted by senorita View Post
                  izat karen or izat paen.....ager apni or doosron ki hadood ka khyal rakhen to is tarah kam hota he k koi bilawja hamari insult kare.....or ager kisi ka dimagh wakai kharab ho to me parwah nahi karti....ignore karti hon....
                  mein ignore nahi karta uss ko maun per sunna deta hoon.....
                  :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                  Comment


                  • #24
                    Re: baat hai apni ezzat ki

                    Originally posted by rehman View Post
                    mein wese simple nahi hoon lakin kabhi kabhi mein humantirian ground per kuch ziyada respect day deta hoon tu vo meray galay mein parr jati hai jo ab mein uss cheez ko allahumdullah meinay khatam kar di hai...... balance attidude apna rakha hai......372-scare
                    JI ISS BAAT KA JAWAAB I THINK OOPAR AAPKO KOI MEMBER DE CHUKA HAI.....WAQAI MURRAWAT ME B LOG MAARAY JATAY HAIN.......

                    AUR AAKHIRI BAAT.,.....HAN THATS GOOD......:thmbup:
                    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                    Comment


                    • #25
                      Re: baat hai apni ezzat ki

                      Ezat aur zilat daynay walay Allah taala hain
                      sabar karain :tasali:

                      Comment


                      • #26
                        Re: baat hai apni ezzat ki

                        Originally posted by rehman View Post
                        meray saath eik problem hoti hai k jis shaks ko mein ezzat kay saath pesh aata hoon yaa due respect deta hoon tu vo meri ezzat nahi karta mujhe simple aur bewakoof samjhta hai???
                        yaar soucho faqat u k sath hi aysa kiooon hota hy khuch to waja hogi ??????'
                        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                        Comment


                        • #27
                          Re: baat hai apni ezzat ki

                          Originally posted by aabi2cool View Post
                          yaar soucho faqat u k sath hi aysa kiooon hota hy khuch to waja hogi ??????'
                          pagal hoon unparh hoon shayid issliye.................... :D:
                          :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                          Comment


                          • #28
                            Re: baat hai apni ezzat ki

                            Originally posted by MuQadas View Post
                            Ezat aur zilat daynay walay Allah taala hain
                            sabar karain :tasali:
                            beshak......................
                            :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                            Comment

                            Working...
                            X