Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

baat hai apni ezzat ki

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • baat hai apni ezzat ki

    meray saath eik problem hoti hai k jis shaks ko mein ezzat kay saath pesh aata hoon yaa due respect deta hoon tu vo meri ezzat nahi karta mujhe simple aur bewakoof samjhta hai..... jis shaks ki mein ezzat nahi karta aur degrade kar kay pesh aata hoon vo meri ezzat karta hai..... meri dilli khuwahish hoti kay mein logon kay saath ezzat kay saath pesh aaon lakin mein jis ki ezzat karon vo mujhe bezzat karey tu mujhe acha nahi lagta......
    kiya aap logon se yeh situation derpesh hoti hai???
    Last edited by rehman; 24 January 2009, 11:57.
    :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

  • #2
    Re: baat hai apni ezzat ki

    Originally posted by rehman View Post
    meray saath eik problem hoti hai k jis shaks ko mein ezzat kay saath pesh aata hoon yaa due respect deta hoon tu vo meri ezzat nahi karta mujhe simple aur bewakoof samjhta hai..... jis shaks ki mein ezzat nahi karta aur degrade kar kay pesh aata hoon vo meri ezzat karta hai..... meri dilli khuwahish hoti kay mein logon kay saath ezzat kay saath pesh aaon lakin mein jis ki ezzat karon vo mujhe bezzat karey tu mujhe acha nahi lagta......
    kiya aap logon se yeh situation derpesh hoti hai???
    Mere saath izat bisti wala koi masla derpesh nahi he. Haan albata aisa zaroor he ke baaz aukat mein ne teerhi ungli se ghee nikala aur wo kaamyabi ke saath nikla. Jin loogon se meri doostiyan jagray ke baad huein, wo ziada paidaar rahein.

    Tumharay case ko mein samaj sakta hoon, aaj kul ulti ganga behti he, jo tumhari izat nahi kerta us ke saath apni policy change ker do
    :thmbup:

    Comment

    • #3
      Re: baat hai apni ezzat ki

      Originally posted by munda_sialkoty View Post

      wese mein change karleta hoon lakin agar koe ezzat kay saath pesh aae tu ussay bhi ezat kay pesh aana chahiye...........:)
      :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

      Comment

      • #4
        Re: baat hai apni ezzat ki

        Originally posted by rehman View Post
        wese mein change karleta hoon lakin agar koe ezzat kay saath pesh aae tu ussay bhi ezat kay pesh aana chahiye...........:)
        yaar jesa mein ne ouper kaha ke yahan ulti ganga behti he, mein ne to aisay loogon se tackle kerne ka fun hasil ker liya he, ager koi muj se over honay ki kooshish karay to mujay pata he ke isay normalize kese kia jaye, us ke liye chahay us ko demoralize kerna paray mein kerta hoon. yaar tu bhi U-turn wali policy apna, izat ker, ager koi aagay se tujay underestimate kerta he to phir charhai ker de :tasali:
        :thmbup:

        Comment

        • #5
          Re: baat hai apni ezzat ki

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          yaar jesa mein ne ouper kaha ke yahan ulti ganga behti he, mein ne to aisay loogon se tackle kerne ka fun hasil ker liya he, ager koi muj se over honay ki kooshish karay to mujay pata he ke isay normalize kese kia jaye, us ke liye chahay us ko demoralize kerna paray mein kerta hoon. yaar tu bhi U-turn wali policy apna, izat ker, ager koi aagay se tujay underestimate kerta he to phir charhai ker de :tasali:
          :thmbup::thmbup: ab mujhe bhi U-turn policy apnani paray gi......... kyun kay yeh tu aap kay aazmaya nuskha howa na...:salam:
          Last edited by rehman; 24 January 2009, 12:23.
          :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

          Comment

          • #6
            Re: baat hai apni ezzat ki

            mere saath koi kaisa b hai main hamisha sab se izzat se hi baat karti houn...koi bura ho to us ke saath khood ko bura nahi kiya ja sakta na...

            or aise log jin ko izat raas nahi ati na un ko un k hal pay chor dena chahiye....
            sigpic

            Comment

            • #7
              Re: baat hai apni ezzat ki

              Originally posted by rehman View Post
              meray saath eik problem hoti hai k jis shaks ko mein ezzat kay saath pesh aata hoon yaa due respect deta hoon tu vo meri ezzat nahi karta mujhe simple aur bewakoof samjhta hai..... jis shaks ki mein ezzat nahi karta aur degrade kar kay pesh aata hoon vo meri ezzat karta hai..... meri dilli khuwahish hoti kay mein logon kay saath ezzat kay saath pesh aaon lakin mein jis ki ezzat karon vo mujhe bezzat karey tu mujhe acha nahi lagta......
              kiya aap logon se yeh situation derpesh hoti hai???
              Agar koi aap kay izzat kernay k bawajood aap ki baizzati kerta hai tu woh aap kay gunah bhi samait raha hai. Aap ku iss per itna serious ya tense nahi hona chahye. Kyoon k aap ka zamir mutmain hai.

              Someone said;

              "Dogs bark and the carvan goes on"

              Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

              Comment

              • #8
                Re: baat hai apni ezzat ki

                Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post

                bilkul sahi kaha aap nai
                sigpic

                Comment

                • #9
                  Re: baat hai apni ezzat ki

                  Originally posted by soni kudi View Post
                  bilkul sahi kaha aap nai
                  Thanks dear! :rose

                  Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                  Comment

                  • #10
                    Re: baat hai apni ezzat ki

                    Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
                    Agar koi aap kay izzat kernay k bawajood aap ki baizzati kerta hai tu woh aap kay gunah bhi samait raha hai. Aap ku iss per itna serious ya tense nahi hona chahye. Kyoon k aap ka zamir mutmain hai.

                    Someone said;

                    "Dogs bark and the carvan goes on"
                    :thmbup: right

                    Comment

                    • #11
                      Re: baat hai apni ezzat ki

                      Originally posted by rehman View Post
                      meray saath eik problem hoti hai k jis shaks ko mein ezzat kay saath pesh aata hoon yaa due respect deta hoon tu vo meri ezzat nahi karta mujhe simple aur bewakoof samjhta hai..... jis shaks ki mein ezzat nahi karta aur degrade kar kay pesh aata hoon vo meri ezzat karta hai..... meri dilli khuwahish hoti kay mein logon kay saath ezzat kay saath pesh aaon lakin mein jis ki ezzat karon vo mujhe bezzat karey tu mujhe acha nahi lagta......
                      kiya aap logon se yeh situation derpesh hoti hai???
                      aap kis trah logon ki izzat krtay hain..........??????????????????/
                      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                      Comment

                      • #12
                        Re: baat hai apni ezzat ki

                        Originally posted by rehman View Post
                        meray saath eik problem hoti hai k jis shaks ko mein ezzat kay saath pesh aata hoon yaa due respect deta hoon tu vo meri ezzat nahi karta mujhe simple aur bewakoof samjhta hai..... jis shaks ki mein ezzat nahi karta aur degrade kar kay pesh aata hoon vo meri ezzat karta hai..... meri dilli khuwahish hoti kay mein logon kay saath ezzat kay saath pesh aaon lakin mein jis ki ezzat karon vo mujhe bezzat karey tu mujhe acha nahi lagta......
                        kiya aap logon se yeh situation derpesh hoti hai???
                        bro jo dartay hain wo respect kartay hain...............aur jo dartay hain wo respect karwatay hain
                        ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                        Comment

                        • #13
                          Re: baat hai apni ezzat ki

                          Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                          bro jo dartay hain wo respect kartay hain...............aur jo dartay hain wo respect karwatay hain
                          disagreed.......:)
                          :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                          Comment

                          • #14
                            Re: baat hai apni ezzat ki

                            Originally posted by saraah View Post
                            aap kis trah logon ki izzat krtay hain..........??????????????????/
                            kaaash mein aap ko samjhasakta................ 372-scare
                            :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                            Comment

                            • #15
                              Re: baat hai apni ezzat ki

                              Originally posted by rehman View Post
                              meray saath eik problem hoti hai k jis shaks ko mein ezzat kay saath pesh aata hoon yaa due respect deta hoon tu vo meri ezzat nahi karta mujhe simple aur bewakoof samjhta hai..... jis shaks ki mein ezzat nahi karta aur degrade kar kay pesh aata hoon vo meri ezzat karta hai..... meri dilli khuwahish hoti kay mein logon kay saath ezzat kay saath pesh aaon lakin mein jis ki ezzat karon vo mujhe bezzat karey tu mujhe acha nahi lagta......
                              kiya aap logon se yeh situation derpesh hoti hai???
                              well... learn to respect your self.. than only people will repsect you... logo se izat se baat karna apni jagah... per self respect is important... aaj kul ka time aisa hai ke aap kisi ko zyadah izat do tu woh yeh zaroor sochega ke aap ko zaroor us se koi kaam hai and all... saying on ma personal expreince.... so plz first learn to respect your self.... logo ko un ke maqam par rakhein or bus... log khud hi aap se sahi beahve karne lageinge...
                              good luck for your future..:thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X