Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Apna Muhasba (Self Accountablity)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

    Originally posted by musaddaq View Post
    bohat khoob, or bohat acha views diya hain iss topic pe, or jab insaan apni correction kerta hai to uc main woh Allah Talah se hamesha help maangta hai, irrespective fo religion, kion keh Allah ke concept non-muslims keh liye different ho sakta hai, but ultimately they need someone from whom they ask for guidance other than human being.
    Boohut shukria comments pasand kernay ka.:rose

    Aap nay bhi bilkul sahi kaha. Iss ka saboot khud quran main maujood hai. Prophet Muhammad (s.w) k daur k kafir aur mushrik bhi sakhat mushkil waqat main Allah hi say madad talab kertay thay.

    Allah faramata hai;
    "Jab yeh kaffir samandar k toofan main ghir jatay hain tu khaliss Allah hi ku pookartay hain (aur kissee zaat ku nahi pookartay). Lykin jab Allah unn ku uss toofan say bachaa ker khooshki per lay aata hai tu ye kafiir uss Allah k saath apnay shareek therany lagtay hain. Unqareeb Allah inn ku inn k amal ki bina per jahanum main dalay ga" (surah -younas)

    Waslam!

    Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

    Comment

    • #32
      Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

      Originally posted by musaddaq View Post
      bohat acha views diya hian aap ne, or bilkul sahi approach hai,kion keh jo cheez aap ki nature mian ho usse badelte hua time lagat ahi, like kuch logon ko bohat jaldi ghussa aa jata hai, halankeh akser un ka kasoor nahi hota yeh un keh ander unintetionally ho jata hai, lakin iss se doosre suffer kerta hain, to ic situation main kafi time lag jata hai khud ko theek kerta hua, or i think kabhi kabhi 100% removal of such acts can't happen but upmost can be, by efforts
      bilkul sahi baat ap ney kahi
      wasalam.

      Comment

      • #33
        Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

        Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
        Boohut shukria comments pasand kernay ka.:rose

        Aap nay bhi bilkul sahi kaha. Iss ka saboot khud quran main maujood hai. Prophet Muhammad (s.w) k daur k kafir aur mushrik bhi sakhat mushkil waqat main Allah hi say madad talab kertay thay.

        Allah faramata hai;
        "Jab yeh kaffir samandar k toofan main ghir jatay hain tu khaliss Allah hi ku pookartay hain (aur kissee zaat ku nahi pookartay). Lykin jab Allah unn ku uss toofan say bachaa ker khooshki per lay aata hai tu ye kafiir uss Allah k saath apnay shareek therany lagtay hain. Unqareeb Allah inn ku inn k amal ki bina per jahanum main dalay ga" (surah -younas)

        Waslam!
        excellent quoting according to situation and infact truth

        Comment

        • #34
          Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

          Originally posted by musaddaq View Post
          excellent quoting according to situation and infact truth
          Thanks! :rose

          Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

          Comment

          • #35
            Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

            Originally posted by musaddaq View Post
            dekho Muqadas, insaan keh ander ek zameer naam ki cheez bhi hoti hia, or apni ghalti ka ehsas khud se zaiada kissi ko nahi ho sakta, haan yeh ho sakta hai keh aap ko foran ussi waqt ehsas na ho, but baad main when u see circumstances or results may be tab aap ko ehsas ho, so insan khud se behter koi uc ki accountability nahi ker sakta, thats for sure
            bat apki shai hai insna ka zameer usay malamat karta hai
            agar aik beta apni maa ko bemar halat main bilkul nahi poch raha
            2 behnain apas main shaded nafrat main mubtela hogain
            kuch khawateen main hasad o jalan ki aag unhay yeh sochnay nahi day rahi k woh ghalat hain to unka zameer kahan hai jo unhay nahi batata k woh ghalat hain
            apkay sawal say yehi log meray zehan main aay to mainay likh dia

            Comment

            • #36
              Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

              Originally posted by <> View Post

              zahir hai hum sab ek society main rehta hain, ek environment hia hamare ird gird to jaisa hum dekhain ge waisa he adopt kerain ge na, jo examples di hain tum en woh bilkul sahi hian, or same kind of ppls are present in males also having different attitudes which may harm others but unknown to them.lakin mera khayal hai keh aise logon ko ager khud ehsas na ho to humain try kerni chahia keh positive sense main unhe ehsas dilaya jaye.

              Comment

              • #37
                Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

                mujhy jab lagta hai k main galati ki....or mari wajha se koi hurt huwa to mari puri koshish hoti hai ke main us bandy se sorry kar lo..or ainda kabhi woh galati na karoun
                sigpic

                Comment

                • #38
                  Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

                  Originally posted by musaddaq View Post
                  Dostoo,
                  Insaan ki zaat kabhi ideal or complete nahi hoti, her ek main kuch na kuch khamian hoti hain, or inhe ki wajah se akser hum log ghaltain bhi kerta hain yeh ghaltian kissi ka dil dukhane ki soorat main bhi ho sakti hian ya koi ghalat act kerna main bhi ya phir koi unusual reaction kerna ki soorat main bhi, to yahan hum yeh discuss kerain ge keh normally jab koi ghalti ho jaye kissi bhi format main to hum apna muhasba kaise kerta hain, or her insaan ic category main aata hai, so lets start...

                  ghalat karo tu khud hi pata chal jata ha kah ghalat kia hamai phir apnay oper ghusa nikalti hoachi tarhan aik do din tak phir thek ho jati hon:lpop:aksar woh ghaltiyan dobara nhi karti koi nahi hi ghalti kar dati ho:lahoul

                  Comment

                  • #39
                    Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

                    Originally posted by soni kudi View Post
                    mujhy jab lagta hai k main galati ki....or mari wajha se koi hurt huwa to mari puri koshish hoti hai ke main us bandy se sorry kar lo..or ainda kabhi woh galati na karoun
                    phir to tum achi bachi ho na:khi:

                    Comment

                    • #40
                      Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

                      Originally posted by fari View Post
                      ghalat karo tu khud hi pata chal jata ha kah ghalat kia hamai phir apnay oper ghusa nikalti hoachi tarhan aik do din tak phir thek ho jati hon:lpop:aksar woh ghaltiyan dobara nhi karti koi nahi hi ghalti kar dati ho:lahoul
                      sahi kaha hia apni ghalti ka pata lag he jata hai,

                      Comment

                      • #41
                        Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

                        Originally posted by fari View Post
                        ghalat karo tu khud hi pata chal jata ha kah ghalat kia hamai phir apnay oper ghusa nikalti hoachi tarhan aik do din tak phir thek ho jati hon:lpop:aksar woh ghaltiyan dobara nhi karti koi nahi hi ghalti kar dati ho:lahoul

                        haan bohat acha karti ho...was kyakhood ko marti ho:khi:

                        nai galti hi karti ho na woh to nahi na jis se nuksan hyuwa ho..or phir nai galti se b touba kati ho gi naa.....meri payari fariteddy
                        sigpic

                        Comment

                        • #42
                          Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

                          Originally posted by musaddaq View Post
                          phir to tum achi bachi ho na:khi:

                          tay or kya apny jaisa samjh rakha haii:lpop:
                          sigpic

                          Comment

                          • #43
                            Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

                            Mujay Aam tour pe pata hota he k mein flan kam galut kur raha ho-to koshish kurta ho ko eradicate kurne ki ugli dafa se-aur us kam ki touba bhi kur leta ho galti kurte waqt:)-aur jaha tuk bat he kisi ka dil dhukana ki apne action se-to mein to aisa bunda hi nahi k kisi ka dil dukha sako:$-agur kabhi galti meri hi hoti he to sorry kur leta ho aur muk muka ka rasta nikal leta ho provided that wo bunda mujh se bat kurna chahta ho:) aur in case meri galti nahi hoti to phir bhi me sorry kur leta ho k rola mukke :) awein aik sorry se bunda ki izzut girti thori he;)....

                            in short mein aik acha lurka ho atleast is mamle me:hehe:
                            he na:embarasse

                            Comment

                            • #44
                              Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

                              Jab tak hum apna muhasba nahi kerte hum Ghaltiou kai daldal mai khud phanste jaate hain...hum yehi samjh rahe hote hain, kai doosra Ghalat he,.saari Khaamia doosre mai hi hain..
                              jab hum apna muhasba kerte hain, to humai andaza hota hai kai baqi saab to bilkul thik hain, ghalti humari hai, yaa kamzoori humare ander he...

                              ab humari zimedaari hojaati he kai hum ...apni un kamzoriou ko door kerain

                              Comment

                              • #45
                                Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

                                Originally posted by MSA View Post
                                Mujay Aam tour pe pata hota he k mein flan kam galut kur raha ho-to koshish kurta ho ko eradicate kurne ki ugli dafa se-aur us kam ki touba bhi kur leta ho galti kurte waqt:)-aur jaha tuk bat he kisi ka dil dhukana ki apne action se-to mein to aisa bunda hi nahi k kisi ka dil dukha sako:$-agur kabhi galti meri hi hoti he to sorry kur leta ho aur muk muka ka rasta nikal leta ho provided that wo bunda mujh se bat kurna chahta ho:) aur in case meri galti nahi hoti to phir bhi me sorry kur leta ho k rola mukke :) awein aik sorry se bunda ki izzut girti thori he;)....

                                in short mein aik acha lurka ho atleast is mamle me:hehe:
                                he na:embarasse

                                wohi to main kaha na tusi achy larky ho..:rose
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X