Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Apna Muhasba (Self Accountablity)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • musaddaq
    replied
    Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

    Originally posted by fari View Post
    chalo dekhtain ha saraah kiya batati hain372-haha
    chalo lets hope for the worst, kion keh best to ho nahi sakta:kr:

    Leave a comment:


  • ummid
    replied
    Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

    Originally posted by musaddaq View Post
    yeh conclusion sab kuch hone keh baad dena ka kya faida,jab chirriyan chug gayin khet
    koi baat nahi.. hum aap ke liye naya khait lagayenge.. :lol
    filhaal am leaving...
    aap khush rahein.. apna or bhabhi ka khayal rakhein.. or me ko jaldi se phuppu banaye... :D
    Allah haafiz...

    Leave a comment:


  • fari
    replied
    Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

    Originally posted by musaddaq View Post
    poochhte hain keh aap pls woh jawaz batain, kion keh baki batain ot personal ho sakti hian na:khi:
    chalo dekhtain ha saraah kiya batati hain372-haha

    Originally posted by musaddaq View Post
    hummain to pehle he saal pata lag gaya tha372-haha
    asi chizo ka pata pehlay chal jay tu acha hota ha 372-hahawarna plakhay mai hi rakhta ha ya

    Originally posted by musaddaq View Post
    oye nalaik kabhi kabhi dushmano ko bhi saath mil jana chahia jab 3rd dushman se muqabla karna ho to, jaise he next dushman khatam hum wapis apne morchoon main aa jain ge:kr:

    tum aur aamir is liya sath mil jata home kay muqablay tum bakhsay nahi ja saktay ab

    Leave a comment:


  • musaddaq
    replied
    Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

    Originally posted by ummid View Post
    ab aap ko phir bhi nahi aai tu dekh lijye.. aap kitne naqi-ul-aqal hain... :lol
    yeh conclusion sab kuch hone keh baad dena ka kya faida,jab chirriyan chug gayin khet

    Leave a comment:


  • musaddaq
    replied
    Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

    Originally posted by fari View Post
    chalo koi nahi musadaq aik din tangain dant dono tornay ka plan bana lay gi bhabi372-haha
    halankeh main itna achha hoon, tumhian mera sath dena chahia, lakin jahan dushmani ki baat aayi, wahin tum leader ban gayin

    Leave a comment:


  • musaddaq
    replied
    Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

    Originally posted by fari View Post
    tum kera kura lagay raho 372-hahamaina tu aik per hi applicable karwani ha ya statement tum jasay dushmano ka sath daina mai apni shan kay khilaf samjhti ho
    oye nalaik kabhi kabhi dushmano ko bhi saath mil jana chahia jab 3rd dushman se muqabla karna ho to, jaise he next dushman khatam hum wapis apne morchoon main aa jain ge:kr:

    Leave a comment:


  • ummid
    replied
    Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

    Originally posted by musaddaq View Post
    halankeh mujhe phansi wali tum log he ho keh shadi ker lo aqal aa jaye gi, dekha ab jo thori bohat pehle thi woh bhi nahi rahi na
    ab aap ko phir bhi nahi aai tu dekh lijye.. aap kitne naqi-ul-aqal hain... :lol

    Leave a comment:


  • musaddaq
    replied
    Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

    Originally posted by fari View Post
    :khi:asa wasa humay tu achi tarhan lag pata giya ha 372-hahaasi makhloq muzhir hi ha logo kay liya 372-haha
    hummain to pehle he saal pata lag gaya tha372-haha

    Leave a comment:


  • fari
    replied
    Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

    Originally posted by musaddaq View Post
    :khi:yeh tum bhabi ko itna zalim kion samjhti ho, tum ne apne unhoon keh daant torrne ka plan banaya hai to sab to aise nahi kertin na,
    koi taangain torrne keh plan bhi banati hian
    chalo koi nahi musadaq aik din tangain dant dono tornay ka plan bana lay gi bhabi372-haha

    Leave a comment:


  • musaddaq
    replied
    Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

    Originally posted by fari View Post
    372-hahatu kasay pocuhtay hian



    poochhte hain keh aap pls woh jawaz batain, kion keh baki batain ot personal ho sakti hian na:khi:

    Leave a comment:


  • fari
    replied
    Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

    Originally posted by musaddaq View Post
    yeh statement combined keh liye hai, ek pe applicable nahi ho sakti, ya dono pe ho gi ya dono pe nahi:fuming:

    tum kera kura lagay raho 372-hahamaina tu aik per hi applicable karwani ha ya statement tum jasay dushmano ka sath daina mai apni shan kay khilaf samjhti ho

    Leave a comment:


  • musaddaq
    replied
    Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

    Originally posted by ummid View Post
    me ne kaha hai dosro se poochein.. :lpop:
    aap ki aqap pehle hi kum thi.. ab shaadi ke baad tu kuch bhi nahi bachi...
    halankeh mujhe phansi wali tum log he ho keh shadi ker lo aqal aa jaye gi, dekha ab jo thori bohat pehle thi woh bhi nahi rahi na

    Leave a comment:


  • musaddaq
    replied
    Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

    Originally posted by fari View Post
    musadaq masi tumharay keray hongay aur unkay dant bhi lagta ha bhabhi nay tor diya hian tumhary dant tu totay hi un kero kay bhi
    :khi:yeh tum bhabi ko itna zalim kion samjhti ho, tum ne apne unhoon keh daant torrne ka plan banaya hai to sab to aise nahi kertin na,




    koi taangain torrne keh plan bhi banati hian

    Leave a comment:


  • fari
    replied
    Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

    Originally posted by musaddaq View Post

    fari pagal kurrie her cheez ka jawaz hota hai na, to aise nahi pochhte:khi:
    372-hahatu kasay pocuhtay hian

    Originally posted by musaddaq View Post
    372-hahanahi nahi, kahanian kerwane main to master ha woh, fariya tennu hunn 4 saal baad te pata lag jana chahia:kr:

    :khi:asa wasa humay tu achi tarhan lag pata giya ha 372-hahaasi makhloq muzhir hi ha logo kay liya 372-haha

    Leave a comment:


  • ummid
    replied
    Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

    Originally posted by musaddaq View Post
    kaise kerta hian372-shock
    me ne kaha hai dosro se poochein.. :lpop:
    aap ki aqap pehle hi kum thi.. ab shaadi ke baad tu kuch bhi nahi bachi...

    Leave a comment:

Working...
X