Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Apna Muhasba (Self Accountablity)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Apna Muhasba (Self Accountablity)

    Dostoo,
    Insaan ki zaat kabhi ideal or complete nahi hoti, her ek main kuch na kuch khamian hoti hain, or inhe ki wajah se akser hum log ghaltain bhi kerta hain yeh ghaltian kissi ka dil dukhane ki soorat main bhi ho sakti hian ya koi ghalat act kerna main bhi ya phir koi unusual reaction kerna ki soorat main bhi, to yahan hum yeh discuss kerain ge keh normally jab koi ghalti ho jaye kissi bhi format main to hum apna muhasba kaise kerta hain, or her insaan ic category main aata hai, so lets start...

  • #2
    Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

    apnay app apni ghaltiyon pay nazar kam hi jate hai
    ziyada tar insna yeh bat qoobol nahi kar partay k koi un say kahay k woh ghalat hain
    dosra insna appko ziyada sahi bata sakta hai k app ain kia buraiyan hain

    Comment


    • #3
      Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

      zabardast topic............:thmbup:
      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

      Comment


      • #4
        Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

        Originally posted by <> View Post
        apnay app apni ghaltiyon pay nazar kam hi jate hai
        ziyada tar insna yeh bat qoobol nahi kar partay k koi un say kahay k woh ghalat hain
        dosra insna appko ziyada sahi bata sakta hai k app ain kia buraiyan hain
        dekho Muqadas, insaan keh ander ek zameer naam ki cheez bhi hoti hia, or apni ghalti ka ehsas khud se zaiada kissi ko nahi ho sakta, haan yeh ho sakta hai keh aap ko foran ussi waqt ehsas na ho, but baad main when u see circumstances or results may be tab aap ko ehsas ho, so insan khud se behter koi uc ki accountability nahi ker sakta, thats for sure

        Comment


        • #5
          Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

          Originally posted by saraah View Post
          zabardast topic............:thmbup:
          would u like to share ur ideas:)

          Comment


          • #6
            Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

            Originally posted by musaddaq View Post
            would u like to share ur ideas:)
            sure.....abhi nae.....
            just coming.....
            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

            Comment


            • #7
              Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

              Originally posted by saraah View Post
              sure.....abhi nae.....
              just coming.....
              ok....waiting

              Comment


              • #8
                Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

                Originally posted by musaddaq View Post
                Dostoo,
                Insaan ki zaat kabhi ideal or complete nahi hoti, her ek main kuch na kuch khamian hoti hain, or inhe ki wajah se akser hum log ghaltain bhi kerta hain yeh ghaltian kissi ka dil dukhane ki soorat main bhi ho sakti hian ya koi ghalat act kerna main bhi ya phir koi unusual reaction kerna ki soorat main bhi, to yahan hum yeh discuss kerain ge keh normally jab koi ghalti ho jaye kissi bhi format main to hum apna muhasba kaise kerta hain, or her insaan ic category main aata hai, so lets start...
                apni ghalti k bare me sochti hon....khud ko danti bhi hon samjhati bhi hon or next dobara esa na karne ka azam karti hon or Allah se dua karti hon k meri madad kare.

                Comment


                • #9
                  Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

                  Originally posted by senorita View Post
                  apni ghalti k bare me sochti hon....khud ko danti bhi hon samjhati bhi hon or next dobara esa na karne ka azam karti hon or Allah se dua karti hon k meri madad kare.
                  kitne % next time aisa nahi hota phir?

                  Comment


                  • #10
                    Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

                    Originally posted by musaddaq View Post
                    kitne % next time aisa nahi hota phir?
                    bohat sari baton me to 100% ho jata he lekin kabhi kabhi kuch baton me percentage kam zeada hoti rehti he

                    Comment


                    • #11
                      Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

                      Originally posted by senorita View Post
                      bohat sari baton me to 100% ho jata he lekin kabhi kabhi kuch baton me percentage kam zeada hoti rehti he
                      do u think keh jo cheezain nature main hoon un se ek baar main chhutkara mil jata hai?

                      Comment


                      • #12
                        Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

                        Originally posted by musaddaq View Post
                        Dostoo,
                        Insaan ki zaat kabhi ideal or complete nahi hoti, her ek main kuch na kuch khamian hoti hain, or inhe ki wajah se akser hum log ghaltain bhi kerta hain yeh ghaltian kissi ka dil dukhane ki soorat main bhi ho sakti hian ya koi ghalat act kerna main bhi ya phir koi unusual reaction kerna ki soorat main bhi, to yahan hum yeh discuss kerain ge keh normally jab koi ghalti ho jaye kissi bhi format main to hum apna muhasba kaise kerta hain, or her insaan ic category main aata hai, so lets start...
                        hmmm....main bhi agar koi ghalti karti hoon tu mujhay bai chaini rehti hai.....foran us ki talafi karti hoon.... mairay khayal mein agar koi shakhs khud hi say apna ehtisaab kar lay...tu dosroon kay aagay jawabday honay ki nobat nahin aaati.......aur apna aap bhi mutamain rehta hai.....
                        For New Designers
                        وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                        Comment


                        • #13
                          Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

                          Originally posted by *Rida* View Post
                          hmmm....main bhi agar koi ghalti karti hoon tu mujhay bai chaini rehti hai.....foran us ki talafi karti hoon.... mairay khayal mein agar koi shakhs khud hi say apna ehtisaab kar lay...tu dosroon kay aagay jawabday honay ki nobat nahin aaati.......aur apna aap bhi mutamain rehta hai.....
                          yeah u r right, ek sensible insana ki yehi thinking or action hote hian,
                          or ghalti ka ehsas iss se pehle ho jana chahia keh kuch toot na jaye

                          Comment


                          • #14
                            Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

                            Originally posted by musaddaq View Post
                            do u think keh jo cheezain nature main hoon un se ek baar main chhutkara mil jata hai?
                            nahi

                            Comment


                            • #15
                              Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

                              Originally posted by senorita View Post
                              nahi
                              to phri her dafa 100 % kaise?

                              Comment

                              Working...
                              X