Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

shadi aur salary

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #91
    Re: shadi aur salary

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Don't fly his joke :na:
    yeh mazak nahi hai :tasali:
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

    Comment


    • #92
      Re: shadi aur salary

      Originally posted by musaddaq View Post
      Aunty aanchal pls don't fly amir, hsi both wings had been crushed by me:lpop:
      Shurlay aik yehi kaam hi dhang ka kia aap nay :p
      wesay daddu bagherr paroo kay bhi phudak leytay hian
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment


      • #93
        Re: shadi aur salary

        Originally posted by D@y W@lk3r View Post
        mamoun itna nahi pata aap ko kay kitni mehngaai hoo gai akhir kesay mamoun hoo aap
        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

        Comment


        • #94
          Re: shadi aur salary

          Originally posted by fari View Post
          saraah kahan ho?

          Saraaaah:fuming:
          tum dekh lo ya is nay shoru kyia ha ab 372-shed
          hay sweety kia keh diya mein ne :embarasse
          :thmbup:

          Comment


          • #95
            Re: shadi aur salary

            Originally posted by Aanchal View Post
            achi salary kesay ati hai is ka suchian :tasali:
            waise aik achi salary aaj kul ke zamanay mein hoti kitni he. Kitni salary ko tum achi salary keh sakti ho :donno:
            :thmbup:

            Comment


            • #96
              Re: shadi aur salary

              Originally posted by Aanchal View Post
              Shurlay aik yehi kaam hi dhang ka kia aap nay :p
              wesay daddu bagherr paroo kay bhi phudak leytay hian
              Yeh tum ne musaddaq ke moun per jo tamacha maara he, wo isay saari zindagi nahi bulaa paye ga 372-haha






















              aur meri shaan mein bhi gustakhi kerne per mein tumhein thoori chooron ga :chair:
              :thmbup:

              Comment


              • #97
                Re: shadi aur salary

                Originally posted by Aanchal View Post
                mamoun itna nahi pata aap ko kay kitni mehngaai hoo gai akhir kesay mamoun hoo aap
                Yeh tumhari tarah 2 number mamu he 372-haha
                :thmbup:

                Comment


                • #98
                  Re: shadi aur salary

                  Originally posted by ummid View Post
                  everything depend on menatility.... kuch logo ki priority paisa hota hai... kuch ki beauty or kuch ki good nature... her koi apni priority ke according chalta hai... so its not that big issue... :lpop:
                  wese itefaak se aap nay bahut achi baat ki hai aur mein aap se agree karta hoon....
                  :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                  Comment


                  • #99
                    Re: shadi aur salary

                    Originally posted by Nisa* View Post
                    Assalam O Alaikum,
                    meri nazar mai paissa aur suraat sey barh Kar eham insan
                    ka kirdaar hay
                    agar koi larka apni wife sey mohabbat karta hay ek rohani ishq
                    jesy kehna chahiyee tho woh ehmiyat rakta hay
                    agar paissa bahut ho lakin wife k lia time nahi tho us ka kia faida,
                    agar insan khush ho tho nend aam sey bister pe bhi ajaegi
                    agar bhook lagi ho tho kisi bhi chez sey bhi payt bhar jaye ga
                    baat kinahat pasandi ki hay
                    paisa ,khobsurat ghar, mehangi car yeh sab zehani bemaria hay
                    jo hum dosro k samney dikawey k lia kartey hay
                    imp baat maa baap ko awlaad k samney ek ala namuna banna chahiye
                    khair aur jaha taq suraat shakal etc ki baat hay shadi k mamley mai tho mera nazariya is barey mai mukhtilif hay
                    hosakta hay mai ney is topic sey hatt kar baat ki ho lakin har Member ko haq hay k apney khayalaat ka izhar karey
                    Khush rahiye
                    wasalam:rose
                    mein aap se agree karta hoon aur aap nay bahut umda baat ki hai mein khud bhi seerat ko tarjeeh deta hoon............. :)
                    :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                    Comment


                    • Re: shadi aur salary

                      Originally posted by Aanchal View Post
                      nop mehngaai kitni ho gai hai :tasali:
                      wakai sahi kaha aur dekhain make up ka samaan bhi bahut mahnga hogaya hai.............
                      :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                      Comment


                      • Re: shadi aur salary

                        Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                        pata nahi:mm:
                        shaadi shuda ho??
                        :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                        Comment


                        • Re: shadi aur salary

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          waise aik achi salary aaj kul ke zamanay mein hoti kitni he. Kitni salary ko tum achi salary keh sakti ho :donno:
                          itni kay banda biwi bachoo ko achi tarha support kar sakye ..apna ghar lay sakye , bachoo ki education kay leye aap kay paas peesay houn or bhi kitni zarooreyaat hoti hian banday ko .........
                          jo loog yeh kehtay hian kay pesoo ki koi zarorat nahi hoti peyaar Muhabbat hona chaye ..pata nahi koon si dunia main rehtay hian aisay loog
                          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                          Comment


                          • Re: shadi aur salary

                            Originally posted by rehman View Post
                            wakai sahi kaha aur dekhain make up ka samaan bhi bahut mahnga hogaya hai.............
                            han to or kia :lpop:
                            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                            Comment


                            • Re: shadi aur salary

                              Originally posted by musaddaq View Post
                              nice views:clap:
                              shukriya

                              Comment


                              • Re: shadi aur salary

                                Originally posted by rehman View Post
                                mein aap se agree karta hoon aur aap nay bahut umda baat ki hai mein khud bhi seerat ko tarjeeh deta hoon............. :)
                                shukar Alhamdulilah

                                Comment

                                Working...
                                X