Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

shadi aur salary

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: shadi aur salary

    Originally posted by saraah View Post
    Well.....mr Rehman....usually Esa Hi Dekha Jaraha Hai.......hamaray Social Set Up Ki Waja Se.......

    Meri Ek Friend Hai..achi Family Se Hai..be Hadd Khoobsurat.....shadi Hui Hai Ek Docter Se.....jo Bilkul Ganja Hai......bilkul Suit Na Ekrta Uss K Sath..bt She S Very Happy With Her.yeh Wo Nae Kehti.bl K Nazar Ata Hai.........
    Deykhein aap ki pehli baat tu sahi hai
    K ..it is a part of our culture ,,,,
    Larkay ki amma apnay Beytay k liyay HOOOR hee dhoondhti hein ..
    chahay onn ka khud ka beyta kesa b ho ..

    But ...SUIT nahi karta ...wali baat tu dear

    Allah taalaah nay Females ko kafi strong banaya hai ..
    wo sab kuch bear kar leyti hein and Compromise b karti hein
    aap onn Sahiba k samany keh k tu deykhein k ..
    Aap K GANJAY shoar ...bla bla bla....
    Tu aap ko pata chalay gaa k Aurat k liya oss ka husband ..
    Pesay ...se khoobsoorti se baalaa tar ...Kuch aur hee hota hai
    Jis sk liya wo koi ..b baat nahi sunn sakti ..:)

    Comment


    • #47
      Re: shadi aur salary

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      kuch exceptional cases bhi hotay hein, but baat to majority ki ho rahi he na :eye:
      Bajaaaaa irshad !!


      aap Ki tu achi khasi job hai MashaAllah ..

      Phir Tussi KiyuN awen hee beythay ho

      ab baat ,,,aap ki iss liya kari k
      aap mashaAllah ...aik achi misal hein ..teddy

      MYAND nahi karnaa

      Comment


      • #48
        Re: shadi aur salary

        Originally posted by saraah View Post
        Well.....mr Rehman....usually Esa Hi Dekha Jaraha Hai.......hamaray Social Set Up Ki Waja Se.......

        Meri Ek Friend Hai..achi Family Se Hai..be Hadd Khoobsurat.....shadi Hui Hai Ek Docter Se.....jo Bilkul Ganja Hai......bilkul Suit Na Ekrta Uss K Sath..bt She S Very Happy With Her.yeh Wo Nae Kehti.bl K Nazar Ata Hai.........
        ganga tu phir bhi theek lakin choti height, kala rang, pait bahir nikla howa yeh tu ajeeb he mamala hai....
        :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

        Comment


        • #49
          Re: shadi aur salary

          Originally posted by senorita View Post
          aik larka bohat khubsurat ho lekin wo apni family ka kharch na utha sakta ho to nateeja kia nikle ga?baki kisi ko mehez us ki kam shakal ki waja se tanqeed ka nishana bnana bhi acha nahi lagta....or mehez pese ki khatir shadi karna bhi theek nahi....:mm:
          aap kay do point of views hain.....
          :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

          Comment


          • #50
            Re: shadi aur salary

            Originally posted by <> View Post
            :donno::donno:
            lagta hai shadi shuda ho.....372-haha
            :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

            Comment


            • #51
              Re: shadi aur salary

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              Yaar us larki ne sahi kaha, larka kesa he kyoon na ho, us ki salary jitni achi ho gi usay larki bhi utni achi milay gi and vice versa, aur mein bhi yahi soochta hoon, aur soochon ga bhi kyoon nahi, aksar aisa hotay huay dekha jo he
              wese her cheez paisa bhi nahi hota..... kahin na kahin achay khandaan ko dekhna parta hai.....
              :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

              Comment


              • #52
                Re: shadi aur salary

                Originally posted by Gul View Post
                Aap Ki baat k jawab mein sirf itna
                K yeh Hamray bazurgoun k bana-ay howay Qaiday Qanoon hein
                K jii LARKI ko khoobsoorati and Larkay ki amdni deykh kar shadi hoti hai

                Magar aisa har jagah nahi hota
                Buhat se loag Sharaft ko deykhtay hein
                Meri aik Buaht achi dost hai ...
                Oss ka Rang Buhat dark hai ...magar oss k husband aik dum Goray chittay hein

                WO Khatoon koi ziyada parhi likhi b nahi just !2th grade tak parhi hein
                Magar Ikhlaaq Behtareen hai Buhat hee achi ..Addaat hein ...!

                Even agar onhoun nay apna baby Othaya ho goud mein tu ...
                Sab kehtay hein ksi aur ka bacha othaya howa hai ..kion k onn
                k kids sabhi apnay father ki tarah haiN ...

                Magar Onn ki shadi kamyab hay
                oss k husband oss se buhat khush hein
                Kion k Wo buhat hee piyaari nature ki khatoon hein

                tu sab bari baat hai k ...jessa aap nay kah wesa ..gahr walay soachtay hein
                Larkiyan tu kum hee aisa soachti hein !>.
                aap se mein agree karta hoon...... seerat bhi apni jagah bari ahmiyat rakhta hai...... lakin aaj ka naujawan khoobsurat bivi issliye dhoondtay hain ka log kahin k flan ki bivi khoobsurat hai.......
                :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                Comment


                • #53
                  Re: shadi aur salary

                  Originally posted by Aanchal View Post
                  achi job to must hai na larkay ki us nay ghar ka kharcha jo chalna hota hai ....
                  sirf job se bhi kharcha meray khayal mein chalsakta hai........
                  :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                  Comment


                  • #54
                    Re: shadi aur salary

                    Originally posted by rehman View Post
                    aap se mein agree karta hoon...... seerat bhi apni jagah bari ahmiyat rakhta hai...... lakin aaj ka naujawan khoobsurat bivi issliye dhoondtay hain ka log kahin k flan ki bivi khoobsurat hai.......
                    tu Phir aap ki baat ....jo start mein aap nay ki
                    wo ..b sahi Behavior howa na larkiyun kaa ..

                    K Larkiyan maaldar shakhs se shaadi karna chahien gee k
                    sab os ko ameer Husband ki wife manein :)

                    yeh alag baat hai ...Larki Ho ya larka.....
                    Har 2 ko ...compromise karna partaa hai kahin na kahin ...!
                    Tabhi baat agay chalti hai ..

                    Comment


                    • #55
                      Re: shadi aur salary

                      Originally posted by rehman View Post
                      sirf job se bhi kharcha meray khayal mein chalsakta hai........
                      Sirf job wali baat !

                      Yeh tu ab LarkouN ka Feal hai na ..k wo B-V ko kesay
                      sab kuch provide kartay hein ... ..
                      yeh baat tu tay hai k larki agar achay khandan se hai
                      tu wo har tarah larkay k sath Guzara kar le gee !!!!!!!!!
                      chay aWO sooorat shakal ka kesa b ho ...
                      aur ...Income jesssi b ho

                      hum aik ...balance( point of view) per sab ko nahi ...Weigh kar saktay

                      Comment


                      • #56
                        Re: shadi aur salary

                        Originally posted by rehman View Post
                        aap kay do point of views hain.....
                        kese?:mm:

                        Comment


                        • #57
                          Re: shadi aur salary

                          Originally posted by soni kudi View Post
                          fari tum to sachi sidha sidha sar hi phar dooo....:wk

                          ab mai ini bhi zalim nahi372-shock

                          Comment


                          • #58
                            Re: shadi aur salary

                            Originally posted by Gul View Post
                            Bajaaaaa irshad !!


                            aap Ki tu achi khasi job hai MashaAllah ..

                            Phir Tussi KiyuN awen hee beythay ho

                            ab baat ,,,aap ki iss liya kari k
                            aap mashaAllah ...aik achi misal hein ..teddy

                            MYAND nahi karnaa
                            Mein ne never mind ki gooliyaan khai hui hein :khi:

                            waise mera point of view is liye tha ke jub meri job achi nahi thi tub loog muj kisi aur tarah treat kerte thay, ub wo bohat sooch samaj ker baat kerte hein, lehaza mein kisi na kisi tarah paisay ko izat ka peemana bhi gardan'ta hoon, aisa kyoon samajta hoon, kyoon ke experience he.

                            Mein ne yahan tak dekha he ke loog paisay walay kum'akal banday ki raye lete hein bajaye ke kangaal seyanay se. Yeh kuch rules hein jo is moaashray ke loogon ne set kiye hein. Waise mujay koi masla nahi, mein ne dono phases dekhi hein, is liye mera experience kuch acha he :D:
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #59
                              Re: shadi aur salary

                              Originally posted by fari View Post
                              ab mai ini bhi zalim nahi372-shock
                              sari zindagi tum ne is tarah ki chooti chooti baatein ker ke guzaar deni hein. Kia saari zindagi tum yahi kehti rahoo gi ke tum insaan he ho, achi larki ho, ya falan banda aisa he waisa he, tumhein aur koi kaam nahi he kia :mm:
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #60
                                Re: shadi aur salary

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                sari zindagi tum ne is tarah ki chooti chooti baatein ker ke guzaar deni hein. Kia saari zindagi tum yahi kehti rahoo gi ke tum insaan he ho, achi larki ho, ya falan banda aisa he waisa he, tumhein aur koi kaam nahi he kia :mm:

                                me ko kam ho na ho tumhay koi masla ha ....ha bhi tu ja kar ilaj karwao :tasali:mai asi hi hon

                                Comment

                                Working...
                                X