Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Bichherna or Judai

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Bichherna or Judai

    Originally posted by musaddaq View Post
    bilkul sahi kaha hia,or mera point of view mian bhi aisa he ha or bicherne waloon ki aziat zaiada hoti hia,

    kion keh marne waloon ka gham kamm ho jata hai zindoon ka waise he taza rehta ha
    :salam:

    Comment

    • #17
      Re: Bichherna or Judai

      Originally posted by Pakiza View Post
      :salam:
      :)

      Comment

      • #18
        Re: Bichherna or Judai

        oye musadaq ......bhabhi kahin maikay tu nahi chali gai372-haha

        Comment

        • #19
          Re: Bichherna or Judai

          Originally posted by musaddaq View Post
          Dostoo,
          zindagi badi ajeeb c cheez hai or bohat se ups and downs aate hain, iss zindagi main akser hum kuch logon se milte hain or kabhi humain apnoon se duur hona perrta hai, yeh duuri bichherna bhi ho sakti hia or judai bhi, or off course her insaan ko takleef bhi hoti hia but intensity may be variant, to hum yahan yeh discuss kerain ge keh aap ki nazar main bichherna or judai main faraq hai or zindagi keh uss morr pe aap ka reaction in terms of feeling kya hota hai? or ager koi share kerna chahe keh uss ki zindagi mian kon kon se aise mauqe aaye...
          mein tu yeh soch raha hoon k biccherna aur judai mein farak hai?? pehlay samajh loon in dono ki meaning tu phir discuss karte hain

          :mm::mm::mm::mm:
          :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

          Comment

          • #20
            Re: Bichherna or Judai

            Originally posted by musaddaq View Post
            Dostoo,
            zindagi badi ajeeb c cheez hai or bohat se ups and downs aate hain, ...
            khair to hy musaddaq bhai aap ka nawa nawa veya hua hy aur judai ki bateen kaheen bhabi maykay to naheen chali gain???????'':D:
            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

            Comment

            • #21
              Re: Bichherna or Judai

              Cant Say Any Thing.....
              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

              Comment

              • #22
                Re: Bichherna or Judai

                Originally posted by fari View Post
                oye musadaq ......bhabhi kahin maikay tu nahi chali gai372-haha
                Allah swt na karey

                Comment

                • #23
                  Re: Bichherna or Judai

                  Originally posted by fari View Post
                  oye musadaq ......bhabhi kahin maikay tu nahi chali gai372-haha
                  aisi kismat kahan

                  Comment

                  • #24
                    Re: Bichherna or Judai

                    Originally posted by rehman View Post
                    mein tu yeh soch raha hoon k biccherna aur judai mein farak hai?? pehlay samajh loon in dono ki meaning tu phir discuss karte hain

                    :mm::mm::mm::mm:
                    yaar poora thread perh lo, yahan yahi explain kiya ja raha hai:lahoul

                    Comment

                    • #25
                      Re: Bichherna or Judai

                      Originally posted by aabi2cool View Post
                      khair to hy musaddaq bhai aap ka nawa nawa veya hua hy aur judai ki bateen kaheen bhabi maykay to naheen chali gain???????'':D:
                      :embarasse

                      Comment

                      • #26
                        Re: Bichherna or Judai

                        Originally posted by saraah View Post
                        Cant Say Any Thing.....
                        then just write it down:tasali:

                        Comment

                        • #27
                          Re: Bichherna or Judai

                          Originally posted by musaddaq View Post
                          Dostoo,
                          zindagi badi ajeeb c cheez hai or bohat se ups and downs aate hain, iss zindagi main akser hum kuch logon se milte hain or kabhi humain apnoon se duur hona perrta hai, yeh duuri bichherna bhi ho sakti hia or judai bhi, or off course her insaan ko takleef bhi hoti hia but intensity may be variant, to hum yahan yeh discuss kerain ge keh aap ki nazar main bichherna or judai main faraq hai or zindagi keh uss morr pe aap ka reaction in terms of feeling kya hota hai? or ager koi share kerna chahe keh uss ki zindagi mian kon kon se aise mauqe aaye...
                          bichherny waly logon ko app bula nehi sakty keu ka un ke app ko omeed hoti hai k kabi na kabi kesi na kesi moor pa app un ko mil skaty hain app phir sa daikh sako gay lakin jo juda ho jaty hain un sa app pher kabi mil nehi sakty aur un k juda hony ka dukh aik waqat ata hai k app ka dil ka kesi aik kony may reh jata...yani app usay bool jaty ho...lakin bichharny walay ke yaad kabi dil sa nehi jati kabi be kehi be app jaty huya app ko kesi aik asy insan ke jalak nazir aa jaye jo us jasa ho too app k dil may wo sab waqat taza ho jaya ga jo app ne us ka saath guzara ho ga wo sab batan jo ke gai hoon ge takrebun wo sab app ke nezron k samny aa jata hai....

                          aur mery khayal main juda hony waly sa zayada bichharny walay ka dukh hota hai....
                          sigpic

                          Comment

                          • #28

                            Yaar temporary koi doori aaye to wo ok hoti he, I just ignore it.

                            Lekin ager koi bohat he pyaara hameesha ke liye choor ker chala jaye (death) to obviously it is the situation where we are left with no option
                            :thmbup:

                            Comment

                            • #29
                              Re: Bichherna or Judai

                              Originally posted by munda_sialkoty View Post
                              Yaar temporary koi doori aaye to wo ok hoti he, I just ignore it.

                              Lekin ager koi bohat he pyaara hameesha ke liye choor ker chala jaye (death) to obviously it is the situation where we are left with no option
                              lakin yaar temp ho ya permanent, feeling to udaas hoti hain na

                              Comment

                              • #30
                                Re: Bichherna or Judai

                                Originally posted by nomi sialkoti View Post
                                bichherny waly logon ko app bula nehi sakty keu ka un ke app ko omeed hoti hai k kabi na kabi kesi na kesi moor pa app un ko mil skaty hain app phir sa daikh sako gay lakin jo juda ho jaty hain un sa app pher kabi mil nehi sakty aur un k juda hony ka dukh aik waqat ata hai k app ka dil ka kesi aik kony may reh jata...yani app usay bool jaty ho...lakin bichharny walay ke yaad kabi dil sa nehi jati kabi be kehi be app jaty huya app ko kesi aik asy insan ke jalak nazir aa jaye jo us jasa ho too app k dil may wo sab waqat taza ho jaya ga jo app ne us ka saath guzara ho ga wo sab batan jo ke gai hoon ge takrebun wo sab app ke nezron k samny aa jata hai....

                                aur mery khayal main juda hony waly sa zayada bichharny walay ka dukh hota hai....
                                u r right, but dukh dono he hamesha he rehta hain buss thora sa faraq hota hai, lakin waqt achanak he sab zakham taza ker deta ha

                                Comment

                                Working...
                                X