Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Bichherna or Judai

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Bichherna or Judai

    Dostoo,
    zindagi badi ajeeb c cheez hai or bohat se ups and downs aate hain, iss zindagi main akser hum kuch logon se milte hain or kabhi humain apnoon se duur hona perrta hai, yeh duuri bichherna bhi ho sakti hia or judai bhi, or off course her insaan ko takleef bhi hoti hia but intensity may be variant, to hum yahan yeh discuss kerain ge keh aap ki nazar main bichherna or judai main faraq hai or zindagi keh uss morr pe aap ka reaction in terms of feeling kya hota hai? or ager koi share kerna chahe keh uss ki zindagi mian kon kon se aise mauqe aaye...

  • #2
    Re: Bichherna or Judai

    juda hona .......dor chalay jana
    bicharna .........Allah miyan k pass chalay jana
    yehi na

    Comment

    • #3
      Re: Bichherna or Judai

      Originally posted by <> View Post
      juda hona .......dor chalay jana
      bicharna .........Allah miyan k pass chalay jana
      yehi na
      ult meaning hia, judai ka matlab hai permanent duuri

      Comment

      • #4
        Re: Bichherna or Judai

        Originally posted by musaddaq View Post
        ult meaning hia, judai ka matlab hai permanent duuri
        4 dino da sath ho rabba lambi judai

        Comment

        • #5
          Re: Bichherna or Judai

          Originally posted by <> View Post
          4 dino da sath ho rabba lambi judai
          tera bin tera bin laage kahin na:khi:

          ab jo baat pochi hai uc ki taraf aa jao

          Comment

          • #6
            Re: Bichherna or Judai

            Originally posted by musaddaq View Post
            tera bin tera bin laage kahin na:khi:

            ab jo baat pochi hai uc ki taraf aa jao
            sabar pehlay sab aajain to phir mai bhi aajaon

            Comment

            • #7
              Re: Bichherna or Judai

              Originally posted by <> View Post
              sabar pehlay sab aajain to phir mai bhi aajaon
              hamesha barish ka pehla drop bante hian, or initiate leta hain dosroon ka w8 nahi kerta, bcoz leader r always ahead:tasali:

              Comment

              • #8
                Re: Bichherna or Judai

                Originally posted by musaddaq View Post
                Dostoo,
                zindagi badi ajeeb c cheez hai or bohat se ups and downs aate hain, iss zindagi main akser hum kuch logon se milte hain or kabhi humain apnoon se duur hona perrta hai, yeh duuri bichherna bhi ho sakti hia or judai bhi, or off course her insaan ko takleef bhi hoti hia but intensity may be variant, to hum yahan yeh discuss kerain ge keh aap ki nazar main bichherna or judai main faraq hai or zindagi keh uss morr pe aap ka reaction in terms of feeling kya hota hai? or ager koi share kerna chahe keh uss ki zindagi mian kon kon se aise mauqe aaye...
                bahut ajeb aur udaas kardeney wala sawal hai

                Comment

                • #9
                  Re: Bichherna or Judai

                  wasalam..

                  jo bichar jaaye un ke dobarah se milne ki ummid hoti hai... or jo juda hojaaye woh phir jorte hi nahi.... is per ek shair bhi hai... hume is waqt yaad nahi aa raha per... :embarasse...
                  anywayz... I wish ke na koi kisi se bichre na juda ho... :rose

                  Comment

                  • #10
                    Re: Bichherna or Judai

                    Originally posted by Nisa* View Post
                    bahut ajeb aur udaas kardeney wala sawal hai
                    woh kehta hain na keh

                    her waqt ka hasna kahin barbaad na ker de
                    tanhai keh lamhoon mian kabhi ro bhi liya ker

                    to aap apne views to dain ne

                    Comment

                    • #11
                      Re: Bichherna or Judai

                      Originally posted by ummid View Post
                      wasalam..

                      jo bichar jaaye un ke dobarah se milne ki ummid hoti hai... or jo juda hojaaye woh phir jorte hi nahi.... is per ek shair bhi hai... hume is waqt yaad nahi aa raha per... :embarasse...
                      anywayz... I wish ke na koi kisi se bichre na juda ho... :rose
                      tumhain sher bhool kaise gaya :donno:
                      or yeh to rule or life hai na keh ek din to sab ne juda ho he jana hota hia

                      Comment

                      • #12
                        Re: Bichherna or Judai

                        Judai main umeed tu hoti hai na milnay key kay aik din judai milan main badal jai gee.... laikin bichray howay wapis nai aatay

                        Comment

                        • #13
                          Re: Bichherna or Judai

                          Originally posted by Desert^Rose View Post
                          Judai main umeed tu hoti hai na milnay key kay aik din judai milan main badal jai gee.... laikin bichray howay wapis nai aatay
                          dono ki level of pain mian kitna faraq hota hia aap ki nazer mian?

                          Comment

                          • #14
                            Re: Bichherna or Judai

                            Originally posted by musaddaq View Post
                            Dostoo,
                            zindagi badi ajeeb c cheez hai or bohat se ups and downs aate hain, iss zindagi main akser hum kuch logon se milte hain or kabhi humain apnoon se duur hona perrta hai, yeh duuri bichherna bhi ho sakti hia or judai bhi, or off course her insaan ko takleef bhi hoti hia but intensity may be variant, to hum yahan yeh discuss kerain ge keh aap ki nazar main bichherna or judai main faraq hai or zindagi keh uss morr pe aap ka reaction in terms of feeling kya hota hai? or ager koi share kerna chahe keh uss ki zindagi mian kon kon se aise mauqe aaye...
                            Assalam alikum
                            jo bichar jatey hain wo tanhai ki udass shamin de jatey hain dukh, afsoos, purani yaadon ki aziyat shayad issi lein shair ne kaha ke " yaad-e-mazi azab hai" hum bicharney walon ki yaad ko bhulaney ki koshish bhi kartey hain......magar bicharney waley phir milney ki aik ummid dey jatey hain aur yehi ummid zindagi ka sahara ban jati hai
                            jo juda ho jatey hain unke janey se wati aziyat tu hoti hi hai magar wo hamari yaadon main pal pal hamarey saath hotey hian hum unko har khushi main yaad katey hain janey walon ki baaton ko dohratey hain wo mar ke bhi hum mian zinda rehtey hian aur jesey kehney waley kehtey hian ke KHuda ki amant KHuda ne wapas le li tu iss baat se tasali bhi ho jati hai aur juda honey waley hamari yaadon main aur dilon main bas jatey hain

                            Comment

                            • #15
                              Re: Bichherna or Judai

                              Originally posted by Pakiza View Post

                              bilkul sahi kaha hia,or mera point of view mian bhi aisa he ha or bicherne waloon ki aziat zaiada hoti hia,

                              kion keh marne waloon ka gham kamm ho jata hai zindoon ka waise he taza rehta ha

                              Comment

                              Working...
                              X