Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aik Manzar Aik Yaad

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Aik Manzar Aik Yaad

    Originally posted by senorita View Post
    nahi itna nahi:)thori si koshish to karo:embarasse
    Hmmm Larka Ki Baat Sun kar Mujhay Wo Raat Yaad Ayi Jo Meri Zindagi Ki Saya Raat The
    Meray Abba ki Maiyat Parhi The Samney !
    Zindagi Thak Gaye ..!!

    Comment


    • #17
      Re: Aik Manzar Aik Yaad

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      24 December 2008 ki raat yaad aa rahi he, mein ne apnay chacha se kafi baatein kein, phir mujay laga ke un ki tabiyat kharab he aur unhein hospital le ker jana chahiye, unhoon ne kapray change kiye, mein ne apni gari mungwai, gali se bahir unhein bike per le ker jana para cuz, tabiyat kharab ki waja se wo chal nahi pa rahay thay aur car gali mein nahi aa sakti thi. Jub mein gari tak pohancha to chacha pichli seat per letay thay aur saath mein mera chota bhai aur aik larka shoor macha rahay thay ke in ki tabiyat kafi biger gai he. Mein ne kuch nahi dekha aur car bohat tezi se chalai aur koi 6, 7 min mein hospital ki emergency mein pohancha to Chacha Allah ko pyaaray ho chukay thay. He was quite a young man of 47
      yakinan ye aik hamesha yaad reh jane wala manzar he....Allah un ki maghfirat farmaey.ameen:dua

      Comment


      • #18
        Re: Aik Manzar Aik Yaad

        :mm:

        Comment


        • #19
          Re: Aik Manzar Aik Yaad

          Originally posted by senorita View Post
          yakinan ye aik hamesha yaad reh jane wala manzar he....Allah un ki maghfirat farmaey.ameen:dua
          Mere dad ki death bhi gari mein hui, wo bhi apna check up kerwanay hospital ja rahay thay, gari mein soo gaye aur phir kabi nahi uthay. Aur mere taya ki death bhi gari mein hui jo wo khud chala rahay thay, aur unhein heart attack ho gaya. Anyways, might be a coincident
          :thmbup:

          Comment


          • #20
            Re: Aik Manzar Aik Yaad

            Originally posted by La'hasil View Post
            O God !
            :)
            :thmbup:

            Comment


            • #21
              Re: Aik Manzar Aik Yaad

              Originally posted by senorita View Post
              oohh.....:tasali:
              ap yaad na kia karen ...koi or acha sa manzar yaad kar lein ta k sar me dard na ho:D:
              darsal achay manzar too yaad behoot hain lakin ager insan apny bury waqat ko yaad rakhy too behter hai es sa wo apna her kadam ehtayat se rakhta hai kahi koi galat kadam na utha la jis sa us ko pher koi dukh ya takleef ka samna karna pery....:)
              sigpic

              Comment


              • #22
                Re: Aik Manzar Aik Yaad

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                Tu Shayad meri baat ker raha he :mm:Saga ground mein? Am I right
                g belkul wohi...u r right:)
                sigpic

                Comment


                • #23
                  Re: Aik Manzar Aik Yaad

                  Originally posted by La'hasil View Post
                  Hmmm Larka Ki Baat Sun kar Mujhay Wo Raat Yaad Ayi Jo Meri Zindagi Ki Saya Raat The
                  Meray Abba ki Maiyat Parhi The Samney !
                  haan wo bhi bara ajeeb waqt hota he....aik jeeta jagta insan...yun hamare samne para so raha hota he jese kabhi jaga hi nahi tha....mere samne bhi wo manzar he...bohat wazeyah.....mere abou so rahe hen....face par bohat etmenan he....sakoon he....bari bari ghulafi ankhen band hen.....ird gird aik hajoom he...maloom nahi kon kon aa kar mujhe mil raha he....me un ka sard hath thame bethi bas unhen dekhe ja rahi hun.....bas ab kuch der ka sath he...phir me kabhi nahi dekh paun gi ye chehra.....aik aik lamha yaad he....un ko ghusal k leay le jana...phir tadfeen k leay.....dher logon se bhara ghar aik dam hi khali khali lagne laga un k jate hi.......bas....or kuch nahi

                  Comment


                  • #24
                    Re: Aik Manzar Aik Yaad

                    Originally posted by nomi sialkoti View Post
                    darsal achay manzar too yaad behoot hain lakin ager insan apny bury waqat ko yaad rakhy too behter hai es sa wo apna her kadam ehtayat se rakhta hai kahi koi galat kadam na utha la jis sa us ko pher koi dukh ya takleef ka samna karna pery....:)
                    waah oye mereyaa shagirdaa :tasali:
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #25
                      Re: Aik Manzar Aik Yaad

                      Originally posted by senorita View Post
                      haan wo bhi bara ajeeb waqt hota he....aik jeeta jagta insan...yun hamare samne para so raha hota he jese kabhi jaga hi nahi tha....mere samne bhi wo manzar he...bohat wazeyah.....mere abou so rahe hen....face par bohat etmenan he....sakoon he....bari bari ghulafi ankhen band hen.....ird gird aik hajoom he...maloom nahi kon kon aa kar mujhe mil raha he....me un ka sard hath thame bethi bas unhen dekhe ja rahi hun.....bas ab kuch der ka sath he...phir me kabhi nahi dekh paun gi ye chehra.....aik aik lamha yaad he....un ko ghusal k leay le jana...phir tadfeen k leay.....dher logon se bhara ghar aik dam hi khali khali lagne laga un k jate hi.......bas....or kuch nahi
                      Tum apnay dad ki pic share kyoon nahi kerti ho?
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #26
                        Re: Aik Manzar Aik Yaad

                        Originally posted by nomi sialkoti View Post
                        g belkul wohi...u r right:)
                        Ub derd to nahi hoti na wahan pe :khi:
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #27
                          Re: Aik Manzar Aik Yaad

                          Originally posted by senorita View Post
                          yakinan ye aik hamesha yaad reh jane wala manzar he....Allah un ki maghfirat farmaey.ameen
                          sum.ameen:dua
                          sigpic

                          Comment


                          • #28
                            Re: Aik Manzar Aik Yaad

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Mere dad ki death bhi gari mein hui, wo bhi apna check up kerwanay hospital ja rahay thay, gari mein soo gaye aur phir kabi nahi uthay. Aur mere taya ki death bhi gari mein hui jo wo khud chala rahay thay, aur unhein heart attack ho gaya. Anyways, might be a coincident
                            Allah maghfirat farmaey.:dua

                            Comment


                            • #29
                              Re: Aik Manzar Aik Yaad

                              Originally posted by senorita View Post
                              haan wo bhi bara ajeeb waqt hota he....aik jeeta jagta insan...yun hamare samne para so raha hota he jese kabhi jaga hi nahi tha....mere samne bhi wo manzar he...bohat wazeyah.....mere abou so rahe hen....face par bohat etmenan he....sakoon he....bari bari ghulafi ankhen band hen.....ird gird aik hajoom he...maloom nahi kon kon aa kar mujhe mil raha he....me un ka sard hath thame bethi bas unhen dekhe ja rahi hun.....bas ab kuch der ka sath he...phir me kabhi nahi dekh paun gi ye chehra.....aik aik lamha yaad he....un ko ghusal k leay le jana...phir tadfeen k leay.....dher logon se bhara ghar aik dam hi khali khali lagne laga un k jate hi.......bas....or kuch nahi
                              :) Bas Yahi Sab Tha
                              Zindagi Thak Gaye ..!!

                              Comment


                              • #30
                                Re: Aik Manzar Aik Yaad

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                Ub derd to nahi hoti na wahan pe :khi:
                                nehi ab nehi hota :)
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X