Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aik Manzar Aik Yaad

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Aik Manzar Aik Yaad

    Aslamoalikum:)

    ap sab camera se dhero photos bnate hon ge...ye sab yadgaar ban jate hen lekin kabhi ap ne socha k sab se acha camera hamari ankh he or sab se acha album hmara dimagh....ham zindagi me har lamha koi na koi manzar dekh rahe hote hen...un me se kuch zehen se mehev ho jate hen lekin kuch apni sari details k sath hamare dimagh me rehte hen....ab yahan ap ne apne zehen k album se koi manzar yahan beyaan karna he......lafzon se koi tasweer yahan share karni he....:)

  • #2
    Re: Aik Manzar Aik Yaad

    Originally posted by senorita View Post

    pehly khud to karoo phir hum sab u ki taqleed kareen gay :wk
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment

    • #3
      Re: Aik Manzar Aik Yaad

      Originally posted by aabi2cool View Post
      pehly khud to karoo phir hum sab u ki taqleed kareen gay :wk
      sure:)

      aik manzar..aik yaad....
      mera college he..bohat sardi he...subho pehle barish hoti rahi phir dheron ole pare..itne k har cheez sufaed ho gai he...meri class kafi late khatam hui...ika duka larkiyan reh gai hen...me dil me kuch pareshan k wapsi me akele jana pare ga...gate tak pohanchti hun to samne mere ammi n abou dono gari me bethe mera intezar kar rahe hen.....abou k face par muskurahat he.....or aik tahafuz deta ehsas...k tum awen hi pareshan thin.....bohat piyar aya....aik class fellow ko drop kia....wapsi par fried fish meri farmaesh par li gai..or ghar wapsi.....gari me wo warm sa mahol...gup shup....wo khushboo....tasweer abhi dhundlai nahi:)

      Comment

      • #4
        Re: Aik Manzar Aik Yaad

        Walaikum Assalam...

        yeh waqya school ka he...
        us waqt meri height buhat kum huwa kurti thi....to canteen me during break buhat rush hojata tha....to mujh kuch mil hi nahi pata tha...us waqt...sare lambe lambe lurke agay ghus jate thay...to meri jub bari ati kuch buchta hi nahi....:hehe:...to mujhay wo picture abhi tuk yad he...k kaisi mein cheer pharh k line ko agay berhta tha:hehe:
        aur wahi se meri height berhana k shauq ne janam lia :lol

        aur bhi buhat se picture he...i'll share inshaAllah

        Comment

        • #5
          Re: Aik Manzar Aik Yaad

          Originally posted by MSA View Post

          achi pic share ki apne:thmbup:...:D:mujhe bhi apni canteen ki pic yaad agai:D:dhakam pail...shor...hangama:D:..or mazeed mnazar k intezaar rahe ga:)

          Comment

          • #6
            Re: Aik Manzar Aik Yaad

            Originally posted by senorita View Post
            sure:)

            aik manzar..aik yaad....
            mera college he..bohat sardi he...subho pehle barish hoti rahi phir dheron ole pare..itne k har cheez sufaed ho gai he...meri class kafi late khatam hui...ika duka larkiyan reh gai hen...me dil me kuch pareshan k wapsi me akele jana pare ga...gate tak pohanchti hun to samne mere ammi n abou dono gari me bethe mera intezar kar rahe hen.....abou k face par muskurahat he.....or aik tahafuz deta ehsas...k tum awen hi pareshan thin.....bohat piyar aya....aik class fellow ko drop kia....wapsi par fried fish meri farmaesh par li gai..or ghar wapsi.....gari me wo warm sa mahol...gup shup....wo khushboo....tasweer abhi dhundlai nahi:)
            Wowwww I am impressed the way you expressed :salam:
            :thmbup:

            Comment

            • #7
              Re: Aik Manzar Aik Yaad

              AhaaN Mushkil kaam hai :D
              Zindagi Thak Gaye ..!!

              Comment

              • #8
                Re: Aik Manzar Aik Yaad

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                Wowwww I am impressed the way you expressed :salam:
                thanxx:)
                ap bhi koi manzar share karen:)

                Comment

                • #9
                  Re: Aik Manzar Aik Yaad

                  mujy 9th ka aik waqt yaad aata ha main apny father k dost ka bety k pass perny jata tha main takrebun sara din wahi guzarta tha to wahaan khalna be hota tha too batting k duran mujay apny he teacher ka ball sir pe lega jis ke waja sa main takrebun behosh ho gay tha ufffff aj be jab yaad aata ha too sir main dard suru ho jata ha....
                  sigpic

                  Comment

                  • #10
                    Re: Aik Manzar Aik Yaad

                    Originally posted by senorita View Post
                    thanxx:)
                    ap bhi koi manzar share karen:)
                    en ka behoot door ka manzir hai ab tak dundla ho gya ho ga:khi:
                    sigpic

                    Comment

                    • #11
                      Re: Aik Manzar Aik Yaad

                      Originally posted by La'hasil View Post
                      AhaaN Mushkil kaam hai :D
                      nahi itna nahi:)thori si koshish to karo:embarasse

                      Comment

                      • #12
                        Re: Aik Manzar Aik Yaad

                        Originally posted by nomi sialkoti View Post
                        mujy 9th ka aik waqt yaad aata ha main apny father k dost ka bety k pass perny jata tha main takrebun sara din wahi guzarta tha to wahaan khalna be hota tha too batting k duran mujay apny he teacher ka ball sir pe lega jis ke waja sa main takrebun behosh ho gay tha ufffff aj be jab yaad aata ha too sir main dard suru ho jata ha....
                        oohh.....:tasali:
                        ap yaad na kia karen ...koi or acha sa manzar yaad kar lein ta k sar me dard na ho:D:

                        Comment

                        • #13
                          Re: Aik Manzar Aik Yaad

                          Originally posted by nomi sialkoti View Post
                          mujy 9th ka aik waqt yaad aata ha main apny father k dost ka bety k pass perny jata tha main takrebun sara din wahi guzarta tha to wahaan khalna be hota tha too batting k duran mujay apny he teacher ka ball sir pe lega jis ke waja sa main takrebun behosh ho gay tha ufffff aj be jab yaad aata ha too sir main dard suru ho jata ha....
                          Tu Shayad meri baat ker raha he :mm:Saga ground mein? Am I right
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #14
                            Re: Aik Manzar Aik Yaad

                            Originally posted by senorita View Post
                            thanxx:)
                            ap bhi koi manzar share karen:)
                            24 December 2008 ki raat yaad aa rahi he, mein ne apnay chacha se kafi baatein kein, phir mujay laga ke un ki tabiyat kharab he aur unhein hospital le ker jana chahiye, unhoon ne kapray change kiye, mein ne apni gari mungwai, gali se bahir unhein bike per le ker jana para cuz, tabiyat kharab ki waja se wo chal nahi pa rahay thay aur car gali mein nahi aa sakti thi. Jub mein gari tak pohancha to chacha pichli seat per letay thay aur saath mein mera chota bhai aur aik larka shoor macha rahay thay ke in ki tabiyat kafi biger gai he. Mein ne kuch nahi dekha aur car bohat tezi se chalai aur koi 6, 7 min mein hospital ki emergency mein pohancha to Chacha Allah ko pyaaray ho chukay thay. He was quite a young man of 47
                            :thmbup:

                            Comment

                            • #15

                              O God !
                              Zindagi Thak Gaye ..!!

                              Comment

                              Working...
                              X