Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Stress
Collapse
X
-
Re: Stress
Originally posted by Xenja View PostSalam!!
Bohot ziada kabhi stressed situations hoN tau aap un ko kaisey deal kertey ho??
jis baat kay liye preshan hoon us ka haal sochnay ki koshish karti hooon......agar woh mairay ctrl mein mein na ho tu ALLAH TALA say dua krti hooon.....jaisay aaj kal... mairay zehen mein sirf jang kay baray mein batain hoti hain...aur zahir hai main is per ctrl nahin kar sakti tu sirf dua hi manti hoon sab ki salamti ki.......
Comment
-
Re: Stress
Originally posted by *Rida* View PostW salam
jis baat kay liye preshan hoon us ka haal sochnay ki koshish karti hooon......agar woh mairay ctrl mein mein na ho tu ALLAH TALA say dua krti hooon.....jaisay aaj kal... mairay zehen mein sirf jang kay baray mein batain hoti hain...aur zahir hai main is per ctrl nahin kar sakti tu sirf dua hi manti hoon sab ki salamti ki......." Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
-
Re: Stress
Originally posted by Xenja View PostSalam!!
Bohot ziada kabhi stressed situations hoN tau aap un ko kaisey deal kertey ho??
Walaikum Assalam
mein chup ho jata ho....bilkul chup....aur imaginary world k trip pe nikal jata ho:aag:Last edited by MeemSheenAlif; 23 December 2008, 22:50.
Comment
-
Re: Stress
muje kabhi kabhi buhat stress hone lagta hai...aesy mai kuch sochna naih chahti mai..kiyo ke jis waja se stress hota hai to muje lagta hai is bare mai aur socha to mai pagal ho jaoo gi...aesy mai kaee bar buhat koshish ki maine stress kam karne ki magar koi faida nahi howa...
magar phir maine kahi perha ke ALLAH ke zikar se sakoon milta hai dilo dimagh ko...isliye ab jab bhi stress hota hai to akele beth ke ALLAH tala ko yad karti hoo ...to waqee buhat sakoon milta hai...lekin phir wohi insan ki zindagi mai to utar charhao atey hi rehte hain isliye phir koi bat hoti hai to phir wohi stress :(
Comment
-
Re: Stress
Originally posted by Rumiya View Postmuje kabhi kabhi buhat stress hone lagta hai...aesy mai kuch sochna naih chahti mai..kiyo ke jis waja se stress hota hai to muje lagta hai is bare mai aur socha to mai pagal ho jaoo gi...aesy mai kaee bar buhat koshish ki maine stress kam karne ki magar koi faida nahi howa...
magar phir maine kahi perha ke ALLAH ke zikar se sakoon milta hai dilo dimagh ko...isliye ab jab bhi stress hota hai to akele beth ke ALLAH tala ko yad karti hoo ...to waqee buhat sakoon milta hai...lekin phir wohi insan ki zindagi mai to utar charhao atey hi rehte hain isliye phir koi bat hoti hai to phir wohi stress :(:thmbup:
Comment
-
Re: Stress
Originally posted by Rumiya View Postmuje kabhi kabhi buhat stress hone lagta hai...aesy mai kuch sochna naih chahti mai..kiyo ke jis waja se stress hota hai to muje lagta hai is bare mai aur socha to mai pagal ho jaoo gi...aesy mai kaee bar buhat koshish ki maine stress kam karne ki magar koi faida nahi howa...
magar phir maine kahi perha ke ALLAH ke zikar se sakoon milta hai dilo dimagh ko...isliye ab jab bhi stress hota hai to akele beth ke ALLAH tala ko yad karti hoo ...to waqee buhat sakoon milta hai...lekin phir wohi insan ki zindagi mai to utar charhao atey hi rehte hain isliye phir koi bat hoti hai to phir wohi stress :(" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: Stress
Originally posted by Rumiya View Postkoi faida nahi kiyo k mera stress khatam hone wala nahi.. han sirf waqti tour pe kam ho sakta hai..:yy::yy:
ager mein kisi laiq hua to aap mujay zaroor bataiye ga, mein loogon ki jaibon se paisay gaib ker leta hoon, yeh to phir bhi aap ka stress he:thmbup:
Comment
Comment