Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Stress

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Stress

    Originally posted by Xenja View Post
    ahan thats a good strategy :thmbup:
    Han g, it always work :)

    Comment

    • #17
      Re: Stress

      Originally posted by Xenja View Post
      Salam!!

      Bohot ziada kabhi stressed situations hoN tau aap un ko kaisey deal kertey ho??
      W salam

      jis baat kay liye preshan hoon us ka haal sochnay ki koshish karti hooon......agar woh mairay ctrl mein mein na ho tu ALLAH TALA say dua krti hooon.....jaisay aaj kal... mairay zehen mein sirf jang kay baray mein batain hoti hain...aur zahir hai main is per ctrl nahin kar sakti tu sirf dua hi manti hoon sab ki salamti ki.......
      For New Designers
      وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

      Comment

      • #18
        Re: Stress

        Originally posted by *Rida* View Post
        W salam

        jis baat kay liye preshan hoon us ka haal sochnay ki koshish karti hooon......agar woh mairay ctrl mein mein na ho tu ALLAH TALA say dua krti hooon.....jaisay aaj kal... mairay zehen mein sirf jang kay baray mein batain hoti hain...aur zahir hai main is per ctrl nahin kar sakti tu sirf dua hi manti hoon sab ki salamti ki.......
        :rose
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment

        • #19
          Re: Stress

          Originally posted by Xenja View Post
          :rose

          Rumiya you will learn gradually key abi bro. ki baatein deyr sey samaj ati heiN :D:
          and welcome shelcome on Pegham
          haan wohi mai bhi inki baten samjhne ki hi koshish kar rahi thee..magar kuch smajh nahi aya,,372-haha

          Thanks :phool:

          Comment

          • #20
            Re: Stress

            Originally posted by Xenja View Post
            Salam!!

            Bohot ziada kabhi stressed situations hoN tau aap un ko kaisey deal kertey ho??
            Assalam o Alaikum
            Walaikum Assalam

            mein chup ho jata ho....bilkul chup....aur imaginary world k trip pe nikal jata ho:aag:
            Last edited by MeemSheenAlif; 23 December 2008, 22:50.

            Comment

            • #21
              Re: Stress

              muje kabhi kabhi buhat stress hone lagta hai...aesy mai kuch sochna naih chahti mai..kiyo ke jis waja se stress hota hai to muje lagta hai is bare mai aur socha to mai pagal ho jaoo gi...aesy mai kaee bar buhat koshish ki maine stress kam karne ki magar koi faida nahi howa...

              magar phir maine kahi perha ke ALLAH ke zikar se sakoon milta hai dilo dimagh ko...isliye ab jab bhi stress hota hai to akele beth ke ALLAH tala ko yad karti hoo ...to waqee buhat sakoon milta hai...lekin phir wohi insan ki zindagi mai to utar charhao atey hi rehte hain isliye phir koi bat hoti hai to phir wohi stress :(

              Comment

              • #22
                Re: Stress

                Originally posted by Rumiya View Post

                :thmbup:

                Comment

                • #23
                  Re: Stress

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  kiya howa?

                  Comment

                  • #24
                    Re: Stress

                    Originally posted by Rumiya View Post
                    kiya howa?
                    mein aap ke stress ka koi hull sooch raha tha
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #25
                      Re: Stress

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      mein aap ke stress ka koi hull sooch raha tha
                      koi faida nahi kiyo k mera stress khatam hone wala nahi.. han sirf waqti tour pe kam ho sakta hai..:yy::yy:

                      Comment

                      • #26
                        Re: Stress

                        Originally posted by MSA View Post
                        Assalam o Alaikum
                        Walaikum Assalam

                        mein chup ho jata ho....bilkul chup....aur imaginary world k trip pe nikal jata ho:aag:
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment

                        • #27
                          Re: Stress

                          Originally posted by Rumiya View Post
                          muje kabhi kabhi buhat stress hone lagta hai...aesy mai kuch sochna naih chahti mai..kiyo ke jis waja se stress hota hai to muje lagta hai is bare mai aur socha to mai pagal ho jaoo gi...aesy mai kaee bar buhat koshish ki maine stress kam karne ki magar koi faida nahi howa...

                          magar phir maine kahi perha ke ALLAH ke zikar se sakoon milta hai dilo dimagh ko...isliye ab jab bhi stress hota hai to akele beth ke ALLAH tala ko yad karti hoo ...to waqee buhat sakoon milta hai...lekin phir wohi insan ki zindagi mai to utar charhao atey hi rehte hain isliye phir koi bat hoti hai to phir wohi stress :(
                          :rose
                          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                          Comment

                          • #28
                            Re: Stress

                            Originally posted by Rumiya View Post
                            koi faida nahi kiyo k mera stress khatam hone wala nahi.. han sirf waqti tour pe kam ho sakta hai..:yy::yy:

                            ager mein kisi laiq hua to aap mujay zaroor bataiye ga, mein loogon ki jaibon se paisay gaib ker leta hoon, yeh to phir bhi aap ka stress he
                            :thmbup:

                            Comment

                            • #29
                              Re: Stress

                              yeh 1989 se aisi boys ki amud start hoi...aur aik research k mutabiq aisi boys buhat kum tadad pe pay jate hein...aur un ki tadad mein rouz baroz izafa bhi nahi ho raha....Prof. Ching Ping Pong k mutabiq yeh wahi log he jin k naam golden words me likhein jaein ge....:hehe:

                              Comment

                              • #30
                                Re: Stress

                                Allah taala say madad mangte hon aur sochte hon kara waqt hai yeh bhi guzar jay ga

                                Comment

                                Working...
                                X