:rose Asalam o Alikum :rose
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Peer Drama
Collapse
X
-
Re: Peer Drama
great dear aap ny nehat hee achi post kee .weldone
aap ny to mery dil k jazbat hee cheen liy hain...
main 3 saal sy es baat per tehkeek ker raha hun
buhat sey peeron k han gia hun...
mery buht hee talakh tajrubat hay...
.......................nihayat hee gandi zehniyat k malik huty hain..ALLAH bachay hamary masoom logon ko un sy..
=================================
Lakin dua kerna aur kerana Sunnat hay ..kuch naik loag hain k jin kee dua kabool hujati hay per wo buhat hee kam hay..
khush rahoo dear..................
Comment
-
Re: Peer Drama
logoo peeroun say itna mangatay hain agar un kay paas itni taqat hoti to woh khud na caror pati hotay hehehاللھم صلی علٰی Ù…Øمد وعلٰی آل Ù…Øمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک Øمید مجید۔
اللھم بارک علٰی Ù…Øمد وعلٰی آل Ù…Øمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک Øمید مجید۔
Comment
-
Re: Peer Drama
Koi shak nahe es may aj kal aik Amal Baba ka Add Aita hai k Qurani Elaj
1st Yeh Amal Bawa yeh batay k Quran may Kaha Lika hai in Amloon ki bataon ka k jo yeh keh ray hain jo yeh ker rahay hain wo darust hai sab Jhoot sirf Pesa Kamanay ka AIk Tariqa g
hai jo 100% Haram hai
Comment
-
Re: Peer Drama
:masha Buhut acha likha hai aur bilkul sach bhi, badqismati se buhut se log is dramey main mulawis hotey hain aur buhut nasamjh oun ka shikar. Merey ek mamoo aur oun ki family bhi aisi jaghon per jatey hain, aur in peero'n ko mantey hain. Main Monday ko pak se aayi hoon, Sunday ko waha koi peer aaney wala tha sab oun ko hazri dene ja rahey they, mujh se meri mumani se buhut baar kaha tumhari khushkismati hai ke tum aaj yahan ho, aao humrey sath tumharey liyeh dua kerwaein gai. Main ne kaha mujhe bhala aisi kya takleef hai ke mere liyeh koi peer dua karey ga. Aap ko jana hai to jao, main itna janti hoon ek khuda hai jissey hum mantey hain to ous khuda ka shuker hai ous ne aaj tak meri koi dua radd nahi ki to mujhe kya zarorat se kisi peer fakeer ko apne aur khuda ke beech la ker apna imaan kamzor kerne ki, khair is baat wo kafi gussa hotey hai aur huwey bhi .......... magar sach yahi hai ke insan ka jab imaan kamzor ho jayeh to wo paney batini yaqin ko chor ker zahiri saharon ko man'ney lagta hai.sigpic
Comment
-
Comment
Comment