Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Peer Drama

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Peer Drama

    :rose Asalam o Alikum :rose
    Attached Files

  • #2
    Re: Peer Drama

    Walikum Assalam

    Nihayyat khoobsoorat thread

    Comment


    • #3
      Re: Peer Drama

      bilkul theek kaha the mask,v nice thread:thmbup:

      Comment


      • #4
        Re: Peer Drama

        Khuram bhai main to Bilkul yakeen nahi rakhta......Allah-o-wahid hay.....usi per eman hay
        Beshak wahi izzat-o-zillat deta hay......v nice thread :)
        Allah

        Comment


        • #5
          Re: Peer Drama

          bohat accha:)nice shairing:)

          Comment


          • #6
            Re: Peer Drama

            Thxx4 All :)

            Comment


            • #7
              Re: Peer Drama

              great dear aap ny nehat hee achi post kee .weldone
              aap ny to mery dil k jazbat hee cheen liy hain...
              main 3 saal sy es baat per tehkeek ker raha hun
              buhat sey peeron k han gia hun...
              mery buht hee talakh tajrubat hay...
              .......................nihayat hee gandi zehniyat k malik huty hain..ALLAH bachay hamary masoom logon ko un sy..
              =================================
              Lakin dua kerna aur kerana Sunnat hay ..kuch naik loag hain k jin kee dua kabool hujati hay per wo buhat hee kam hay..
              khush rahoo dear..................

              Comment


              • #8
                Re: Peer Drama

                La haul...Allah se bada iss duniya mein koi nahin.

                I don't believe, never believed...

                Aise peeron ko laat jooton aur ghooson se maarna chahiye.

                Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                Comment


                • #9
                  Re: Peer Drama

                  logoo peeroun say itna mangatay hain agar un kay paas itni taqat hoti to woh khud na caror pati hotay heheh
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment


                  • #10
                    Re: Peer Drama

                    Thxx 4 All :)

                    Anchal Ap say kis nay kaha k wo Caror Pati nahe :D Dear wo Ap ki Soch say be Zaida Rakhtey Hain Just Like ISB Peers

                    Comment


                    • #11
                      Re: Peer Drama

                      Mask
                      ap na bilkol sahi kaha ha ma app ki bat ko sarahata hoo
                      :rose Sirf tum Haray Lia:rose

                      Comment


                      • #12
                        Re: Peer Drama







                        Aisee logoon koo iss taraah ke karoobaar see roknaa chahiye!

                        Comment


                        • #13
                          Re: Peer Drama

                          Koi shak nahe es may aj kal aik Amal Baba ka Add Aita hai k Qurani Elaj

                          1st Yeh Amal Bawa yeh batay k Quran may Kaha Lika hai in Amloon ki bataon ka k jo yeh keh ray hain jo yeh ker rahay hain wo darust hai sab Jhoot sirf Pesa Kamanay ka AIk Tariqa g
                          hai jo 100% Haram hai

                          Comment


                          • #14
                            Re: Peer Drama

                            :masha Buhut acha likha hai aur bilkul sach bhi, badqismati se buhut se log is dramey main mulawis hotey hain aur buhut nasamjh oun ka shikar. Merey ek mamoo aur oun ki family bhi aisi jaghon per jatey hain, aur in peero'n ko mantey hain. Main Monday ko pak se aayi hoon, Sunday ko waha koi peer aaney wala tha sab oun ko hazri dene ja rahey they, mujh se meri mumani se buhut baar kaha tumhari khushkismati hai ke tum aaj yahan ho, aao humrey sath tumharey liyeh dua kerwaein gai. Main ne kaha mujhe bhala aisi kya takleef hai ke mere liyeh koi peer dua karey ga. Aap ko jana hai to jao, main itna janti hoon ek khuda hai jissey hum mantey hain to ous khuda ka shuker hai ous ne aaj tak meri koi dua radd nahi ki to mujhe kya zarorat se kisi peer fakeer ko apne aur khuda ke beech la ker apna imaan kamzor kerne ki, khair is baat wo kafi gussa hotey hai aur huwey bhi .......... magar sach yahi hai ke insan ka jab imaan kamzor ho jayeh to wo paney batini yaqin ko chor ker zahiri saharon ko man'ney lagta hai.
                            sigpic

                            Comment


                            • #15
                              Re: Peer Drama

                              wow zaberdast thread

                              thanks for sharing
                              http://www.genericviagra2015shop.com/

                              Comment

                              Working...
                              X