Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

btw 1960 - 2008

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: btw 1960 - 2008

    pahle rishtedaar bahot qareeb huaa karte the aur bathroom door...par ab bathroom qareeb aa gayaa [attached] magar rishtedaar bahot door chale gaye :(

    Fall view from inside my car
    near my work place :)

    Comment


    • #17
      Re: btw 1960 - 2008

      Originally posted by SherAli View Post
      pahle rishtedaar bahot qareeb huaa karte the aur bathroom door...par ab bathroom qareeb aa gayaa [attached] magar rishtedaar bahot door chale gaye :(
      372-haha
      :thmbup:

      Comment


      • #18
        Re: btw 1960 - 2008

        pehle pehle abaadi bhi kam thi to rush bhi kam tha abhi markets me rush barh gya he kion k log zeada ho gaey hen:donno:
        pehle khudkush hamle nahi hote the ajkal bohat hote hen
        pehle hamari army hamare leay dushman se larti thi aj kal dushman ki khatar ham se hi lar rahi he:embarasse
        fark to bohat para he372-scare

        Comment


        • #19
          Re: btw 1960 - 2008

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          (bread) Double Roti
          pizza
          burger:khi:
          Sialkoty sirf khana hi yaad rahta hai aap ko :P
          Originally posted by Aanchal View Post
          umm buhat si batian hain jitni yaad ai likhti jaoun gee :khi:

          pehlay arrange marriage ka rewaj zaida tha aaj kal love marriage ka :D
          Originally posted by Aanchal View Post
          pehlay fashion itni teezi say nahi ata jata tha jitna ab hota hai ...pehlay cheezian kafi dair tak fashion main rehti the ....ab ati hai or pher yeh fashion kaha chala jata hai pata hi nahi chalta :D:
          @ Marriages
          haan leykin kya ab love marriages bilkul mayoob nahi samjhi jateiN (hamari Pakistani society mey)
          @fashion
          shayad this wat we call advancement :d
          Originally posted by SherAli View Post
          mohalle meN ek dusre ke gharoN se khaane peene kii ashyaa toHfe emN li dii jaatii thiiN aur kabhii kabhii maangaa bhii jaataa thaa yaa koii cheez Khatm ho jaaye to paRosan se le liyaa jaataa thaa.....magar ab...ab to aisa nhiIN hai aur yeh is liye k ab ham men saadgii nahiin rahii, ham apne paRosiyoN ko jaante nahiiN, privacy kaa bhoot sawaar hai :(
          yep distance aa gaya hai....

          Originally posted by Champion_Pakistani View Post
          Tab her kisi ko piyar kia jata tha jo ab nahi..........
          Jab apany say baroo ki bohat ziyada eezat ki jati thi jo ab bohat kam ho gi hai......
          aik misaal dein gey aap?
          Originally posted by Masood View Post
          Wa salaam Zinia...

          372-haha lo yeh to tum ya Eshaa hi btaa sakti ho na jo 60's mein bhi thin aur 08 mein bhi hain - main 60's mein to nahin tha :dance2:
          Originally posted by MSA View Post
          60's mien yeh buhat mayob tha agur koi bunda maghrib k baad bahir rahe
          aur ajj kal yeh mayob he k wo maghrib k baad bhi ghar mein rahe :thmbup::thmbup:
          yep...
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment


          • #20
            Re: btw 1960 - 2008

            Originally posted by senorita View Post
            pehle pehle abaadi bhi kam thi to rush bhi kam tha abhi markets me rush barh gya he kion k log zeada ho gaey hen:donno:
            pehle khudkush hamle nahi hote the ajkal bohat hote hen
            pehle hamari army hamare leay dushman se larti thi aj kal dushman ki khatar ham se hi lar rahi he:embarasse
            fark to bohat para he372-scare
            Senorita tum ne yahan bush ka koi ziker nahi kia :embarasse:SubhanAllhaa:
            :thmbup:

            Comment


            • #21
              Re: btw 1960 - 2008

              Originally posted by Xenja View Post
              Sialkoty sirf khana hi yaad rahta hai aap ko :P
              shuker nahi kerti ke me ne answer kia
              :thmbup:

              Comment


              • #22
                Re: btw 1960 - 2008

                Originally posted by senorita View Post
                pehle pehle abaadi bhi kam thi to rush bhi kam tha abhi markets me rush barh gya he kion k log zeada ho gaey hen:donno:
                pehle khudkush hamle nahi hote the ajkal bohat hote hen
                pehle hamari army hamare leay dushman se larti thi aj kal dushman ki khatar ham se hi lar rahi he:embarasse
                fark to bohat para he372-scare
                sure :rose

                Magar meyra sawal ye tha key 1960 ki society mey jo cheezeiN mayoob samjhi jati theiN aur aaj ki society mayoob nahi samjhi jatieN :)
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment


                • #23
                  Re: btw 1960 - 2008

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  shuker nahi kerti ke me ne answer kia
                  Iss mey shukar kerney wali kaun si baat hi :P
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment


                  • #24
                    Re: btw 1960 - 2008

                    Originally posted by Xenja View Post
                    Iss mey shukar kerney wali kaun si baat hi :P
                    chalein aap per aik aur ehsaan kiye deta hoon

                    waise to 1960 mein mere wajood ka door door tak naam-o-nishaan nahi tha, per phir bhi I guess us waqt aik gaoon mein koi new banda aata to wo puray gaoon ka mehmaan theherta, aur aaj kul jis ghar mein mehmaan aaye hoon unhein bhi nahi pata hota :khi:
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #25
                      Re: btw 1960 - 2008

                      Originally posted by Xenja View Post
                      sure :rose

                      Magar meyra sawal ye tha key 1960 ki society mey jo cheezeiN mayoob samjhi jati theiN aur aaj ki society mayoob nahi samjhi jatieN :)
                      top us ka jawab ye hy k 60 ke dahai main log xenja wagera ban,na mayoob samjhty thy magar aajkal is per fakhar karty hain :khi:
                      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                      Comment


                      • #26
                        Re: btw 1960 - 2008

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        Senorita tum ne yahan bush ka koi ziker nahi kia :embarasse:SubhanAllhaa:
                        han nahi kia kion k mujhe us k zikr ka koi faeda jo nazar nahi ata...:donno:bush ho ya obama....sab hi hamare dushman hen bulke shaed ham khud hi apne dushman hen

                        Comment


                        • #27
                          Re: btw 1960 - 2008

                          Originally posted by senorita View Post
                          han nahi kia kion k mujhe us k zikr ka koi faeda jo nazar nahi ata...:donno:bush ho ya obama....sab hi hamare dushman hen bulke shaed ham khud hi apne dushman hen
                          ub to positive ho jaoo senorita :embarasse
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #28
                            Re: btw 1960 - 2008

                            Originally posted by aabi2cool View Post
                            top us ka jawab ye hy k 60 ke dahai main log xenja wagera ban,na mayoob samjhty thy magar aajkal is per fakhar karty hain :khi:



                            Respected bro.
                            Zinia aik naam hai aur ye 60 ki dihai mey bhi hota ho ga kyun key ye aik phool ka naam hai...ab ye mujhey nahi maloom key ye phool tab hotey they ya nahi ya tab log in phooloN ko mayoob samjhtey they ya nahi :P
                            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                            Comment


                            • #29
                              Re: btw 1960 - 2008

                              Originally posted by Xenja View Post
                              sure :rose

                              Magar meyra sawal ye tha key 1960 ki society mey jo cheezeiN mayoob samjhi jati theiN aur aaj ki society mayoob nahi samjhi jatieN :)
                              is bare me poochna pare ga kion k tab me is dunya me thi hi nahi:embarasse

                              Comment


                              • #30
                                Re: btw 1960 - 2008

                                Originally posted by senorita View Post
                                pehle pehle abaadi bhi kam thi to rush bhi kam tha abhi markets me rush barh gya he kion k log zeada ho gaey hen:donno:
                                pehle khudkush hamle nahi hote the ajkal bohat hote hen
                                pehle hamari army hamare leay dushman se larti thi aj kal dushman ki khatar ham se hi lar rahi he:embarasse
                                fark to bohat para he372-scare
                                :thmbup:

                                I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


                                Comment

                                Working...
                                X