Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

btw 1960 - 2008

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • btw 1960 - 2008

    shoot it...
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: btw 1960 - 2008

    Originally posted by Xenja View Post
    shoot it...
    (bread) Double Roti
    pizza
    burger:khi:
    :thmbup:

    Comment


    • #3
      Re: btw 1960 - 2008

      Originally posted by Xenja View Post
      shoot it...
      umm buhat si batian hain jitni yaad ai likhti jaoun gee :khi:

      pehlay arrange marriage ka rewaj zaida tha aaj kal love marriage ka :D
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment


      • #4
        Re: btw 1960 - 2008

        mohalle meN ek dusre ke gharoN se khaane peene kii ashyaa toHfe emN li dii jaatii thiiN aur kabhii kabhii maangaa bhii jaataa thaa yaa koii cheez Khatm ho jaaye to paRosan se le liyaa jaataa thaa.....magar ab...ab to aisa nhiIN hai aur yeh is liye k ab ham men saadgii nahiin rahii, ham apne paRosiyoN ko jaante nahiiN, privacy kaa bhoot sawaar hai :(

        Fall view from inside my car
        near my work place :)

        Comment


        • #5
          Re: btw 1960 - 2008

          pehlay fashion itni teezi say nahi ata jata tha jitna ab hota hai ...pehlay cheezian kafi dair tak fashion main rehti the ....ab ati hai or pher yeh fashion kaha chala jata hai pata hi nahi chalta :D:
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment


          • #6
            Re: btw 1960 - 2008

            Tab her kisi ko piyar kia jata tha jo ab nahi..........
            Jab apany say baroo ki bohat ziyada eezat ki jati thi jo ab bohat kam ho gi hai......

            I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


            Comment


            • #7
              Re: btw 1960 - 2008

              Originally posted by Xenja View Post
              shoot it...

              Wa salaam Zinia...

              372-haha lo yeh to tum ya Eshaa hi btaa sakti ho na jo 60's mein bhi thin aur 08 mein bhi hain - main 60's mein to nahin tha :dance2:
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #8
                Re: btw 1960 - 2008

                Originally posted by Masood View Post
                Wa salaam Zinia...

                372-haha lo yeh to tum ya Eshaa hi btaa sakti ho na jo 60's mein bhi thin aur 08 mein bhi hain - main 60's mein to nahin tha :dance2:
                aji hajoor esha faqat 60,s main kahan thi wo qab az maseeh k asaar se baramad hui hy372-haha
                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                Comment


                • #9
                  Re: btw 1960 - 2008

                  Originally posted by aabi2cool View Post
                  aji hajoor esha faqat 60,s main kahan thi wo qab az maseeh k asaar se baramad hui hy372-haha
                  Eshaa ki history to main ney parh rakhi hai, uska to naam 1857 ki jang-e-aazadi key aas paas kahin liya jata hai - aur aasaar-e-qadeema ki chhaan been keh tehat is mein sachaii hai 372-haha
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • #10
                    Re: btw 1960 - 2008

                    Agar kisi ney Eshaa per research karni hai to kisi bhi achhi si Uni mein jaa ker ESH'LOGY key barey mein poochh ley Esh'LOGY 372-haha372-haha372-haha
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • #11
                      Re: btw 1960 - 2008

                      Originally posted by Masood View Post
                      Eshaa ki history to main ney parh rakhi hai, uska to naam 1857 ki jang-e-aazadi key aas paas kahin liya jata hai - aur aasaar-e-qadeema ki chhaan been keh tehat is mein sachaii hai 372-haha
                      372-haha
                      Originally posted by Masood View Post
                      Agar kisi ney Eshaa per research karni hai to kisi bhi achhi si Uni mein jaa ker ESH'LOGY key barey mein poochh ley Esh'LOGY 372-haha372-haha372-haha
                      :donno:
                      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                      Comment


                      • #12
                        Re: btw 1960 - 2008

                        Originally posted by aabi2cool View Post
                        372-haha

                        :donno:
                        har baat per anjaan na ban jaya karien BABA ji - aap key liyey bhi aik degree bnaii gaii hai: BABO'LOGY :dance2:
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • #13
                          Re: btw 1960 - 2008

                          Originally posted by Masood View Post
                          har baat per anjaan na ban jaya karien BABA ji - aap key liyey bhi aik degree bnaii gaii hai: BABO'LOGY :dance2:
                          bhai mujhy to guest logy bara pasand tha :khi:
                          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                          Comment


                          • #14
                            Re: btw 1960 - 2008

                            Originally posted by Masood View Post
                            Eshaa ki history to main ney parh rakhi hai, uska to naam 1857 ki jang-e-aazadi key aas paas kahin liya jata hai - aur aasaar-e-qadeema ki chhaan been keh tehat is mein sachaii hai 372-haha
                            Originally posted by Masood View Post
                            Agar kisi ney Eshaa per research karni hai to kisi bhi achhi si Uni mein jaa ker ESH'LOGY key barey mein poochh ley Esh'LOGY 372-haha372-haha372-haha
                            suna shehzaaday, aa gaya jail se wapis :khi:
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #15
                              Re: btw 1960 - 2008

                              Originally posted by Xenja View Post
                              shoot it...
                              60's mien yeh buhat mayob tha agur koi bunda maghrib k baad bahir rahe
                              aur ajj kal yeh mayob he k wo maghrib k baad bhi ghar mein rahe :thmbup::thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X