Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

zamanay ke andaaz badlay gaye

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #91
    Re: zamanay ke andaaz badlay gaye

    Originally posted by ummid View Post
    LOl.. ofcourse your bothering.. thread isi liye tu lagaya hai... or aakhir mein aap ki hi misaal is liye di hai ke aap ko me ki baat asaan se sumjh aa jaaye... :D
    Aik sardar ji ghar se bahir nikal ke apnay ser pe haath martay hein :lahoulaur kehtay hein, aaj phir keelay ke chilkay per se slip hona paray ga. Ummid ji aap bother kyoon hoti hein, aap ne zaroor slip hona he :embarasse
    :thmbup:

    Comment


    • #92
      Re: zamanay ke andaaz badlay gaye

      Originally posted by SherAli View Post

      yaar haiN to bahot juicy baateN...ham gaaoN meN saare laRke mil kar yeh kaam ba Husn-e-Khoobii kiyaa karte the..sar e shaam se hii gird o nivaah meN chhup jaayaa karet the aur dusre din Khoob tafreeH liyaa karte the dulhe se jab ham uske dialogues repeat kiyaa karte the...vo ghabraa jaataa k yeh k unkii baateN ham sab ko kaise pataa chaliiN? par yaar me ko Dar hai k kahiiN me pe DanDe na paR jaayeN agar amiN ne yaahN muNh khola
      a 372-scare
      :khi:maza aa jata ager tu bata deta
      :thmbup:

      Comment


      • #93
        Re: zamanay ke andaaz badlay gaye

        Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
        :slap: galltay taadi ho rai hay na tarbooz de munh aalyo372-shed
        Eesha toon te veyaa ker ke budtameez e o gai wein, aik gull te duss veyaa kiday naal keeta e 372-haha
        :thmbup:

        Comment


        • #94
          Re: zamanay ke andaaz badlay gaye

          Originally posted by lucky View Post
          haan waisy mujhy nahi lgta aap ko koi salan deta hoga:kr:
          Mujay salan kyoon nahi dete thay mein to plate bhar ke salan laya kerta tha 372-haha

          waise truly saying, meri mom aik graduate khatoon hein, wo hameesha cheez de diya kerti thein, kabi kisi se mangti nahi thein, aur mein bhi to apni ammi ka he beta hoon na aur is moamlay mein ba'waqar he raha hoon :khi:
          :thmbup:

          Comment


          • #95
            Re: zamanay ke andaaz badlay gaye

            Originally posted by <> View Post

            acha aasa hota tha bohat achi bat hai par yeh kintay arsay pehlay howa karta tha
            Yahi koi 200 BC :lpop:
            :thmbup:

            Comment


            • #96
              Re: zamanay ke andaaz badlay gaye

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              Mujay salan kyoon nahi dete thay mein to plate bhar ke salan laya kerta tha 372-haha

              waise truly saying, meri mom aik graduate khatoon hein, wo hameesha cheez de diya kerti thein, kabi kisi se mangti nahi thein, aur mein bhi to apni ammi ka he beta hoon na aur is moamlay mein ba'waqar he raha hoon :khi:
              zaroori nahi k aap apni mom k jaisy hi hon...
              wo to ba waqaar hain but tussi?:mm:
              Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

              Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

              Comment


              • #97
                Re: zamanay ke andaaz badlay gaye

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                Aik sardar ji ghar se bahir nikal ke apnay ser pe haath martay hein :lahoulaur kehtay hein, aaj phir keelay ke chilkay per se slip hona paray ga. Ummid ji aap bother kyoon hoti hein, aap ne zaroor slip hona he :embarasse
                LOl.. kuch nahi sumjha kya kehna cha rahe ho.... :hehe:

                Comment


                • #98
                  Re: zamanay ke andaaz badlay gaye

                  Originally posted by lucky View Post
                  zaroori nahi k aap apni mom k jaisy hi hon...
                  wo to ba waqaar hain but tussi?:mm:
                  to mein pur waqar hon ga phir :lpop:
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #99
                    Re: zamanay ke andaaz badlay gaye

                    Originally posted by ummid View Post
                    LOl.. kuch nahi sumjha kya kehna cha rahe ho.... :hehe:
                    :thmbup:

                    Comment


                    • Re: zamanay ke andaaz badlay gaye

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      aap ke munh tera kar lene ke baad bhi me ko woh nahi sumjh raha jo aap kehna chah rahe the... :lpop:

                      Comment


                      • Re: zamanay ke andaaz badlay gaye

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        Doosto aur Doostniyoo :blush:

                        Salam Hukam kerta hoon

                        waqt badalta he, loog badal jatay hein, aur sub kuch badal jata he:donno:. Aap ne apni life mein bohat si changes dekhi hoon gi moaashray mein. Wo aisay koon se kaam ya aadat'o'atwwar thay jo aap buchpan mein frequently observe kerte thay, ya aap khud involve thay, lekin ub wo chezein aap ko nazar nahi aatein. Koi bhi baat jo us waqt aap ko ajeeb nahi lagti thi, lekin ub aap soochtay hein to kuch ajeeb sa lagta he, wo share keejiye 372-shock

                        Mein ne childhood mein dekha, ke hamaray mohallay daaron mein aik aadat bohat aam thi. Raat ke waqt wo salan wagaira frequently exchange kerte, even ager aik ghar ne kuch nahi banaya to wo hamsaye ke ghar mein aa ke bata deta ke aaj hum ne kuch nahi banaya to hamein salan dein, aur yeh baat mayoob bhi nahi samji jati thi :donno:, it was a common. Is ke ilawa akser loog aik doosray ke gharon mein bina ijazat ke aatay jatay thay, ager mohalay mein aik banda koi cheez khareed'ta, jese TV to usay dekhnay pura mohalla aata tha, aur sub bari bari mubarakein dete :khi:

                        Ub wohi loog hein, wohi mohallaydaar hein, lekin aisa koi concept exist he nahi kerta, sub apnay aap mein magan rehtay hein. Lagta he nahi he ke yeh loog bhi kabi aisa kia kerte thay, aakhir is major change ke pechay kia stimulants hein? Kia yeh shaoori'irtkaa he? Kia loog ub ziada mohazab ho gaye hein ya kuch aur? :donno:

                        hmmmmmmm..u r right.aamir..... bohat sochaa.....bt kuch yaad nae aaya....kiya reet rawaaj hua krtay thya....gali mohallay me......me itni purani b tou nae hun na....lolz...
                        bt faraq bohat prra hai....jesay unnid ji nae kaha...globalization....me waqai ye bohat mehsoos krtio hun....
                        baqi bohat kuch hai....me phir kabhi likhoon gi....:insha:
                        dimaagh kaam nae kr raha...:)

                        haan family me bohat si iqdaar badal chuki hain....
                        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                        Comment


                        • Re: zamanay ke andaaz badlay gaye

                          mujhe jo bahot ajeeb o Ghareeb baat lagtii hai vo yeh k jab tak mere vaalid marHoom baa-Hayaat the tab tak kam se kam unke liHaaz o Khayaal meN laRkiyaan jab shahroN se gaaoN meN aatii thiiN [yaahN tak k aazaad Khayaal aazaad ravish Bombay jaisii jaghoN se] to parde kaa Khaas Khayaal rakhtiiN...burq'a unke paas na bhii hotaa to bhii burq'a pahen kar aatiiN...gaaoN meN be=parda na ghoomtiiN

                          magar ab...

                          ab na vaalid saaHib marHoom rahe na vo qadreN rahiiN...aazaad Khayaal laRkiyaaN jo chhoTe chhoTe shahroN se bhii aatii haiN to parde kaa koii liHaaz yaa Khayaal nahiiN rakhtiiN...purkhoN kaa Khoob naam raushan kar rahii haiN :(

                          maiN yeh baateN deenii nukta e nazar se nahiiN kar rahaa bal k dunyaavii rasm o rivaaj kaa kar rahaa huN jis meN buzurgoN kaa adab aur aHtaraam huaa kartaa thaa aur liHaaz o Khayaal bhii...zaahir hai k deen meN parda farz hai chaahe vo shahr ho yaa qarya, buzurg hoN yaa jawaan. Khair

                          kis kis baat ko roiye
                          muNh Dhal ke soiye

                          Fall view from inside my car
                          near my work place :)

                          Comment


                          • Re: zamanay ke andaaz badlay gaye

                            Originally posted by saraah View Post
                            hmmmmmmm..u r right.aamir..... bohat sochaa.....bt kuch yaad nae aaya....kiya reet rawaaj hua krtay thya....gali mohallay me......me itni purani b tou nae hun na....lolz...
                            bt faraq bohat prra hai....jesay unnid ji nae kaha...globalization....me waqai ye bohat mehsoos krtio hun....
                            baqi bohat kuch hai....me phir kabhi likhoon gi....:insha:
                            dimaagh kaam nae kr raha...:)

                            haan family me bohat si iqdaar badal chuki hain....
                            hmmmm, ok
                            :thmbup:

                            Comment


                            • Re: zamanay ke andaaz badlay gaye

                              Originally posted by munda_sialkoty View Post
                              hmmmm, ok
                              again sorry......i cudnt.....hope u wont mind...:)...next time sahi
                              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                              Comment


                              • Re: zamanay ke andaaz badlay gaye

                                Originally posted by saraah View Post
                                again sorry......i cudnt.....hope u wont mind...:)...next time sahi
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X