Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

! لڑکیاں میک اپ کیوں کرتی ہیں !

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    :36_3_21[1]::36_3_21[1]::36_3_21[1]:

    Comment


    • #32
      Originally posted by ummid View Post
      woh humare bauaht acche bhai jo hote hain... :embarasse
      Yaani aap ke kehnay ka matlab yeh he ke aabid bhai aap ke saath jo kerte hein, acha kerte hein 372-haha:alhamd:
      :thmbup:

      Comment


      • #33
        Originally posted by lllife View Post
        waleikum assalam
        aapne keh to diya kuch mutmain nahin hoti,,kuch doosron ko impress karne k liye,kuch apne shohar k liye.kuch aise hi karti hain ab banna sanwarna to sab ko acha lagta hai na :embarasse
        waise aap kis liye make up kerti hein :khi:
        :thmbup:

        Comment


        • #34
          Originally posted by aabi2cool View Post
          HMMM acha jawab hy :thmbup:
          Yaar yeh jawaab sirf aur sirf tere liye he :hug: baki sub ko meri taraf se jawaab he 372-haha
          :thmbup:

          Comment


          • #35
            Originally posted by sky angle View Post
            aap ny larkion k purse check kiy
            very bad
            Larkiyon ke purse check kiye jaein to aur bhi bohat ajeeb'o'ghareeb inkshaafat ho saktay hein. Perday mein he Rub raazi he ji
            :thmbup:

            Comment


            • #36
              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

              Comment


              • #37
                Originally posted by saraah View Post
                aamir Ka Jawaab Aur Aabi Bhai Ki Hosla Afzaai .........dekh Kr Afsos Hua....very Bad

                Topic

                Aabi Bhai Muje Esa Kiyon Lag Raha Hai K Ab Aap Talaafi Me Masroof Ahin....
                آپ کو ایسا لگا میں تلافی کررہا ہوں ۔ ۔ ۔ نہ جانے کیوں میں نہیں سمجھ سکا ؟آپ کی سمت اشارہ تو میں پاگیا ہوں مگر مجھے افسوس ہے کہ آپ کو میرے بارے میں ایسا کچھ لگا
                میک اپ یہ کیوں کیا جاتا ہے ؟یہ ایک ایسا سوال ہے کہ جو میں اپنی حقیقی رشتوں سے بھی بارہا پوچھ چکا ہوں مگر ان کہ پاس بھی اسکا کوئی جواب نہ ہوتا تھا ۔ ۔ ۔ بحرحال حقیقت یہی ہے کہ اس جواب کہ نہ ہونے میں جو جواب ہے وہیں سے اب سب کو جواب مل جانا چاہیے ۔
                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                Comment


                • #38
                  Originally posted by saraah View Post
                  aamir ka jawaab aur aabi bhai ki hosla afzaai .........dekh kr afsos hua....very bad

                  topic

                  aabi bhai muje esa kiyon lag raha hai k ab aap talaafi me masroof ahin....

                  Actually aap ka meri baat pe afsoos kerna banta bhi he, you see aap apni life guzarti ho aur mein apni. Aap ke aur mere experience mein kafi faraq he, aap dunia ko kis nazar se dekhti ho parakhti ho, mein dunia ko kis nazar se dekhta hoon, parakhta hoon, kafi faraq he. Mein ne apni life mein jo jo dekha, wo aap ne nahi dekha, faraq to he na....is liye mein ziada comment nahi karon ga :salam:
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #39
                    Originally posted by aabi2cool View Post
                    آ مگر مجھے افسوس ہے کہ آپ کو میرے بارے میں ایسا کچھ لگا


                    کہ پاس بھی اسکا کوئی جواب نہ ہوتا تھا ۔ ۔ ۔ بحرحال حقیقت یہی ہے کہ اس جواب کہ نہ ہونے میں جو جواب ہے وہیں سے اب سب کو جواب مل جانا چاہیے ۔

                    kya mujeh esa nahi lgna chahiye thaa aabi bhai.......i really felt so.:)
                    well......haan ji yeh kehnay me aap bjaa hain...koi female khaatir khwah jawab nahi de ski.....aur yeh b sach hai k baaz khwaateen esay kyi kaam krti hain...jinka unhain khud nae pata hota....k wo kiyon kr rahi hain.....
                    tou hum wohi kuch tou ab jannnay ki koshish kr rahay hai na.....dont u think so???


                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    Actually aap ka meri baat pe afsoos kerna banta bhi he, you see aap apni life guzarti ho aur mein apni. Aap ke aur mere experience mein kafi faraq he, aap dunia ko kis nazar se dekhti ho parakhti ho, mein dunia ko kis nazar se dekhta hoon, parakhta hoon, kafi faraq he. Mein ne apni life mein jo jo dekha, wo aap ne nahi dekha, faraq to he na....is liye mein ziada comment nahi karon ga :salam:
                    agreed.......aap ka exp mujh se kyi gunaa zyada hai.......muje ikhtilaaf sirf iss baat pe hua....aap ko generalize nae krna chahiye thaa.....
                    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                    Comment


                    • #40
                      Originally posted by saraah View Post
                      kya mujeh esa nahi lgna chahiye thaa aabi bhai.......i really felt so.:)
                      well......haan ji yeh kehnay me aap bjaa hain...koi female khaatir khwah jawab nahi de ski.....aur yeh b sach hai k baaz khwaateen esay kyi kaam krti hain...jinka unhain khud nae pata hota....k wo kiyon kr rahi hain.....
                      tou hum wohi kuch tou ab jannnay ki koshish kr rahay hai na.....dont u think so???




                      agreed.......aap ka exp mujh se kyi gunaa zyada hai.......muje ikhtilaaf sirf iss baat pe hua....aap ko generalize nae krna chahiye thaa.....
                      Ub rational assortment aur isolate kerne ka fun bhi to mujay nahi aata na, kia karon, nothing is perfect na :embarasse














                      but i am nothing 372-haha
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #41
                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        Ub rational assortment aur isolate kerne ka fun bhi to mujay nahi aata na, kia karon, nothing is perfect na :embarasse














                        but i am nothing 372-haha
                        nothingness ka charchaa khoob kr rahay hain aap........

                        shukria.........:lpop:
                        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                        Comment


                        • #42
                          Originally posted by aabi2cool View Post
                          aslait chup jati hy aur ye dhoka dahi hy munafaqat hy 372-hahamain nay aap ks awal ka jawab de diya ab aap mery sawalon ka jawab bhi deen?372-shed
                          nahi ab aap iss ko munafaqat sey tau na milaeiN...munafaqat aur dhoka alag cheezeiN heiN...

                          see larkiyoN ko colourful cheezeiN achi lagti heiN, un ko phool aur titliyaN achi lagti heiN, simply ye key wo rangoN mey rehti heiN aur un ko rangoN bhari dunya achi lagti hai ... and makeup bhi is a world of clours ...
                          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                          Comment


                          • #43
                            Originally posted by saraah View Post
                            nothingness ka charchaa khoob kr rahay hain aap........

                            shukria.........:lpop:
                            yeh nothingness ghoom ke mere aagay kyoon aa jati he baar baar
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #44
                              Originally posted by saraah View Post
                              kya mujeh esa nahi lgna chahiye thaa aabi bhai.......i really felt so.:)
                              well......haan ji yeh kehnay me aap bjaa hain...koi female khaatir khwah jawab nahi de ski.....aur yeh b sach hai k baaz khwaateen esay kyi kaam krti hain...jinka unhain khud nae pata hota....k wo kiyon kr rahi hain.....
                              tou hum wohi kuch tou ab jannnay ki koshish kr rahay hai na.....dont u think so???
                              :salam:
                              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                              Comment


                              • #45
                                Originally posted by Xenja View Post
                                nahi ab aap iss ko munafaqat sey tau na milaeiN...munafaqat aur dhoka alag cheezeiN heiN...

                                see larkiyoN ko colourful cheezeiN achi lagti heiN, un ko phool aur titliyaN achi lagti heiN, simply ye key wo rangoN mey rehti heiN aur un ko rangoN bhari dunya achi lagti hai ... and makeup bhi is a world of clours ...
                                laikin pegham ki ziyda tar khawateen ka to yehi jawab hy k wo sinfe mukahlif ko acha nazar aany k liye aysa karti hain lehaza is tanazur main agar aap ki dalil ko dekha jay to phir larkion ko khud make up karnay ki bajay larkon ko make up main dekha pasand hona chaiye :D:
                                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                                Comment

                                Working...
                                X