Assalam o alaikum....
kia hal hein sub k....:)
app log yeh bataein ge...k app kisi aur k ghar ka khana wagera khane mein kitne reluctant he....bole to kahen ka bhi khana ho kha lete hein ...is baat k bar'uks k wo kaise bana ho kaise present kia jay ....bus khane se mutlub ho....
mujh se to nahi khaya jata kisi aur k ghar ka khana...bazaar ka kha leta ho lekin ghar ka nahi khaya jata ...:D
specially jub koi gtg ho kisi ghar me aur wo app ko khana le jane k lie kisi cheez me de...:O
itna ajeeb lagta he....:(
mein to sirf apne ghar ka hi khata ho....infact mujh se to kahapa bhi nahi kia jata jo k mufta bhi ho ya mere paise lage houn....mein waisi akele beshuk kuch bhi kha lo...kisi mufta me kuch nahi khaya jata...:(
app log apne bare me to batein zaa :D

Comment