Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Khana :D

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Khana :D

    Assalam o alaikum....


    kia hal hein sub k....:)

    app log yeh bataein ge...k app kisi aur k ghar ka khana wagera khane mein kitne reluctant he....bole to kahen ka bhi khana ho kha lete hein ...is baat k bar'uks k wo kaise bana ho kaise present kia jay ....bus khane se mutlub ho....
    mujh se to nahi khaya jata kisi aur k ghar ka khana...bazaar ka kha leta ho lekin ghar ka nahi khaya jata ...:D

    specially jub koi gtg ho kisi ghar me aur wo app ko khana le jane k lie kisi cheez me de...:O
    itna ajeeb lagta he....:(

    mein to sirf apne ghar ka hi khata ho....infact mujh se to kahapa bhi nahi kia jata jo k mufta bhi ho ya mere paise lage houn....mein waisi akele beshuk kuch bhi kha lo...kisi mufta me kuch nahi khaya jata...:(

    app log apne bare me to batein zaa :D


  • #2
    Re: Khana :D

    yaar mere saath aisi koi tension nahi he, main kabi bhi kahin bhi kisi bhi waqt kuch bhi khaa sakta hoon aur bila sharm'o'heyaa khaa sakta hoon. Mein to khud keh deta hoon ke mein ne kum khaya he baki khana shopper mein daal ke de dein, mein ghar ja ke kha looon ga. Khanay mein kesi sharam :fuming:
    :thmbup:

    Comment


    • #3
      Re: Khana :D

      lol @ topic :P

      walaikum salam

      agar gathering muslim friends ki hai tau mey shauq sey kha leti huN agar gorey friends hein tau phir zahir hai sirf salad tak :P aur bahar bhi halal haram ka issue hota hai iss liye I have always my picnic aur in case na ho tau phir fruits/choclates pey guzara kertey hein so it depends :-)
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment


      • #4
        Re: Khana :D

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        yaar mere saath aisi koi tension nahi he, main kabi bhi kahin bhi kisi bhi waqt kuch bhi khaa sakta hoon aur bila sharm'o'heyaa khaa sakta hoon. Mein to khud keh deta hoon ke mein ne kum khaya he baki khana shopper mein daal ke de dein, mein ghar ja ke kha looon ga. Khanay mein kesi sharam :fuming:
        phir mere sath aisa kyun he:embarasse

        Comment


        • #5
          Re: Khana :D

          Originally posted by Xenja View Post
          lol @ topic :P

          walaikum salam

          agar gathering muslim friends ki hai tau mey shauq sey kha leti huN agar gorey friends hein tau phir zahir hai sirf salad tak :P aur bahar bhi halal haram ka issue hota hai iss liye I have always my picnic aur in case na ho tau phir fruits/choclates pey guzara kertey hein so it depends :-)
          lol kyun :(

          friends k sath to me kha leta ho....kumkhata ho but kha hi leta ho :)
          kisi gtg wagera me...jub log khana bhej dete he....us ki bat kur raha ho....ya kisi k ghar ja k....bila jhijhuk kha lete he ya nahi........

          Comment


          • #6
            Re: Khana :D

            nahi g mujhy to koi masla nahi hota...hum sab muslim hai...to phir aisa kyun sochna ke bas khana ghar ka hi acha..or hotel k khany se kisi k ghar ka b khana ho woh acha or saff hota hai..aa is liye Allah k anaam lati houn or khana kha lti hounn
            sigpic

            Comment


            • #7
              Re: Khana :D

              Originally posted by MSA View Post
              phir mere sath aisa kyun he:embarasse
              confidence ki kami he, ho jaye ga sub theek :tasali:
              :thmbup:

              Comment


              • #8
                Re: Khana :D

                Originally posted by soni kudi View Post
                nahi g mujhy to koi masla nahi hota...hum sab muslim hai...to phir aisa kyun sochna ke bas khana ghar ka hi acha..or hotel k khany se kisi k ghar ka b khana ho woh acha or saff hota hai..aa is liye Allah k anaam lati houn or khana kha lti hounn
                ok ok :D
                app ne to sharminda'e'tabeer hi kur dia :D

                mujhay lugta he koi nafsiyati masla he mere sath :D

                Comment


                • #9
                  Re: Khana :D

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  confidence ki kami he, ho jaye ga sub theek :tasali:
                  inshaAllah :D

                  Comment


                  • #10
                    Re: Khana :D

                    Originally posted by MSA View Post
                    ok ok :D
                    app ne to sharminda'e'tabeer hi kur dia :D

                    mujhay lugta he koi nafsiyati masla he mere sath :D


                    ary nahi g main kyun apa ko sharminda karna hai....teddy

                    haha nafsiyati masla nahii...bas itna socho ke bahir ke khane ko acha kah raha hou....wahan bas itna sochna ke yahan bartan kitny saff hai?bas use achy se present hi kiya jata hai..or phir chahaiye khana kacha paka b ho aap kha lo gayy...:hathorakhane ka maza dekhooo...pakaty huye safai dekho....
                    sigpic

                    Comment


                    • #11
                      Re: Khana :D

                      Originally posted by soni kudi View Post
                      ary nahi g main kyun apa ko sharminda karna hai....teddy

                      haha nafsiyati masla nahii...bas itna socho ke bahir ke khane ko acha kah raha hou....wahan bas itna sochna ke yahan bartan kitny saff hai?bas use achy se present hi kiya jata hai..or phir chahaiye khana kacha paka b ho aap kha lo gayy...:hathorakhane ka maza dekhooo...pakaty huye safai dekho....

                      :mm:

                      Comment


                      • #12
                        Re: Khana :D

                        Originally posted by MSA View Post
                        :mm:

                        aqal sharef main kuch ay ake mazeed samjhaoun:khi::khi:
                        sigpic

                        Comment


                        • #13
                          Re: Khana :D

                          Originally posted by soni kudi View Post
                          aqal sharef main kuch ay ake mazeed samjhaoun:khi::khi:
                          nahi nahi itna kafi he...ajj k lie...:D

                          Comment


                          • #14
                            Re: Khana :D

                            Originally posted by MSA View Post
                            nahi nahi itna kafi he...ajj k lie...:D


                            nahi nahi shamrao nahi boloo.....samjha doun372-haha
                            sigpic

                            Comment


                            • #15
                              Re: Khana :D

                              Originally posted by soni kudi View Post
                              nahi nahi shamrao nahi boloo.....samjha doun372-haha
                              sharam to mujhe chu k bhi nahi guzri....372-haha

                              Comment

                              Working...
                              X