Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

koi achi si baat kahian ....

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: koi achi si baat kahian ....

    Jisk3 pass aas haai sab kuch usk3 pass hai:rose

    Comment


    • " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment


      • Re: koi achi si baat kahian ....

        Aj s3 amal start:D


        @Galati karna insaaan ki fitrat aur maaaf karna Khuda ki fitrat hai :phool:

        Comment


        • Re: koi achi si baat kahian ....

          God giv3s v3ry b3st to thos3 who l3av3 th3 choic3s up to HIm:rose
          Last edited by *khushi*; 15 November 2008, 15:42.

          Comment


          • Re: koi achi si baat kahian ....

            poNch kar ashk apnii aaNkhoN se
            muskuraao, to koi baat bane!

            apnaa Haq sang_dil zamaane se
            chheen paao, to koii baat bane!

            muskuraane se kuchh nahiiN hotaa
            gungunaao, to koii baat bane!

            Fall view from inside my car
            near my work place :)

            Comment


            • Re: koi achi si baat kahian ....

              Wo Khuda s3 bohat kar33b hai jo khush ikhlaq aur dusron ka bhoj uthan3 wala hai:rose

              Comment


              • Re: koi achi si baat kahian ....

                har kaali raat kii ek taabnaak subHo hotii hai...so, us kalai raat se Hiraas na ho aur subHo kaa intizaar kar! :)
                Last edited by SherAli; 15 November 2008, 15:58.

                Fall view from inside my car
                near my work place :)

                Comment


                • Re: koi achi si baat kahian ....

                  aahan

                  Comment


                  • Re: koi achi si baat kahian ....

                    Phalay left dekho phir right dekho phir sidhay chalo
                    ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                    Comment


                    • Re: koi achi si baat kahian ....

                      zindagi main thaparay tu hote hi hain mager in se ghabrana buzdali hai ..zindagi k halat ka is khobi se dat ker muqabla kerna chaye k tadbeer ki takat se taqdeer muskra uthay...

                      Comment


                      • Re: koi achi si baat kahian ....

                        jis darwaze se shak andar aata hai muhabbat aur etmaad us darwaze se bahir nikal jate hain

                        Comment


                        • Re: koi achi si baat kahian ....

                          Originally posted by lllife View Post
                          jis darwaze se shak andar aata hai muhabbat aur etmaad us darwaze se bahir nikal jate hain
                          hmm good :thmbup:
                          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                          Comment


                          • Re: koi achi si baat kahian ....

                            Originally posted by life. View Post
                            zindagi main thaparay tu hote hi hain mager in se ghabrana buzdali hai ..zindagi k halat ka is khobi se dat ker muqabla kerna chaye k tadbeer ki takat se taqdeer muskra uthay...
                            bahooot 'umda baat kahii aapne...

                            mere ustaad-e-marHoom kaa yeh she'r dekhiiye kia farmaate haiN:

                            ai mauj-e-balaa! unko bhii zaraa do-chaar thapeRe halke se
                            kuchh log abhii tak saaHil se tuufaaN kaa nazaaraa karte haiN

                            Fall view from inside my car
                            near my work place :)

                            Comment


                            • Re: koi achi si baat kahian ....

                              Originally posted by lllife View Post
                              jis darwaze se shak andar aata hai muhabbat aur etmaad us darwaze se bahir nikal jate hain
                              haN bajaa farmaayaa...us darvaaze ko kholo hii nahiiN :)

                              is gaane meN teesre stanza ko suniye...plz! bahot haseen andaaz meN vohii kahaa gayaa hai jo u ne farmaayaa:

                              aaNkh dhoka hai, kia bharosa hai
                              suno dosto! shak dostii kaa dushman hai
                              apne dil emN ise ghar banaane na do
                              kal taRapnaa paRe yaad emN jinkii
                              rok lo, rooTh kar unko jaane na do
                              ba'd meN pyaar ke chaahe bhejo hazaaroN salaam
                              vo phir nahiiN aate, vo phir nahiiN aate

                              Fall view from inside my car
                              near my work place :)

                              Comment


                              • Re: koi achi si baat kahian ....

                                Jisss kaam m3i nafsaani garz ajay3 usss s3 barkat uth jati hai (Datah Ganj bakhsh):rose

                                Comment

                                Working...
                                X