Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

koi achi si baat kahian ....

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: koi achi si baat kahian ....

    khud ko bud naseeb kehny k gunaah say bachty raho
    Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

    Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

    Comment


    • #32
      Re: koi achi si baat kahian ....

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      Jitni Na'ummid tum in net ke loogon se ho, itna to aur koi ho he nahi sakta
      pher hamari suhbat say door rehna ,aap ka BP bhi control main rehya ga :lol
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment


      • #33
        Re: koi achi si baat kahian ....

        Originally posted by lucky View Post
        khud ko bud naseeb kehny k gunaah say bachty raho
        :thmbup:


        ham loog gifts to deytay rehtay hain aik dosray ko Quran kay gifts bhi zaror deenay chaian ..is say jo quran parhay ga usay bhi sawab millye ga or aap ko bhi :rose
        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

        Comment


        • #34
          Re: koi achi si baat kahian ....

          Originally posted by Aanchal View Post
          Assalamalikum

          koi achi si baat kahian jis say dosroun ko faida hoo :rose
          monh dho k aayie apnay liye qoom k liye . . . .



          ye achi baat thi is main dosron k sath sath aap ka bhi faieda hy agar aap samjhene toooooo372-haha372-haha372-haha
          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

          Comment


          • #35
            Re: koi achi si baat kahian ....

            Originally posted by aabi2cool View Post
            monh dho k aayie apnay liye qoom k liye . . . .



            ye achi baat thi is main dosron k sath sath aap ka bhi faieda hy agar aap samjhene toooooo372-haha372-haha372-haha
            ham aap ko free main Lux sabun deytay hian yeh kaam aap kar leye :tasali:
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment


            • #36
              Re: koi achi si baat kahian ....

              bhai koi bhii khel khelo magar sirf khel kii niyat se nahiiN hahaha aisaa khel ho jisse kuxchh seekkhaa jaa sake...hai na? jaise anDe ginnaa phior murGhiyoN ko ginnaa uske ba'd murGhoN ko ginnaaa aur dekhnaa k anDa kis murGHe se miltaa hai aur murGhi kis abDe se miltii hai...

              aise khel ko educational khel kahte haiN aur is khel kaa naam hai:

              Mendel's Law of Natural anDa/murGhi./murGha selection

              Fall view from inside my car
              near my work place :)

              Comment


              • #37
                Re: koi achi si baat kahian ....

                Originally posted by Aanchal View Post
                pher hamari suhbat say door rehna ,aap ka BP bhi control main rehya ga :lol
                Mujay loogon se koi masla nahi hota, masla hota he to un ke puthay seedhay VICHAARON se hota he :yy:
                :thmbup:

                Comment


                • #38
                  Re: koi achi si baat kahian ....

                  agar aap kuch sekhna chaty hain.....
                  to aap ke har galti
                  aap ko sabaq sikha sakti hai:)

                  Comment


                  • #39
                    Re: koi achi si baat kahian ....

                    Originally posted by Aanchal View Post
                    ham aap ko free main Lux sabun deytay hian yeh kaam aap kar leye :tasali:
                    tum khud ko reema samjhti ho reema bhi lux k istimaal ka logon ko amshwara deyti phirti hy372-haha
                    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                    Comment


                    • #40
                      Re: koi achi si baat kahian ....

                      Originally posted by sky angle View Post
                      agar aap kuch sekhna chaty hain.....
                      to aap ke har galti
                      aap ko sabaq sikha sakti hai:)
                      :thmbup:
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #41
                        Re: koi achi si baat kahian ....

                        kisi se itni tawaqoat mat kijiye k woh tooten to saath aap bhi toot jayen
                        Last edited by lllife; 12 November 2008, 15:41.

                        Comment


                        • #42
                          Re: koi achi si baat kahian ....

                          Originally posted by lllife View Post
                          kisi se itni tawaqoat mat kijiye k woh tooten to saath aap bhi toot jayen
                          Jin se kuch na kuch rishta hota he un se tawaqoaat khawa makhawa mein he wabasta ho jati hein :D:
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #43
                            Re: koi achi si baat kahian ....

                            Hemsha Aisi he baat kerni chahiye jis say dosray ko faida ho or kuch seekhnay ko milay....

                            Comment


                            • #44
                              Re: koi achi si baat kahian ....

                              Originally posted by Shakh-e-Tamana View Post
                              Hemsha Aisi he baat kerni chahiye jis say dosray ko faida ho or kuch seekhnay ko milay....
                              na kerooo...!!!...sachiii main yay baat u hi keh rahi ho....soch lo ik vaari...:mm:..itni siyaani baat .....372-haha

                              Comment


                              • #45
                                Re: koi achi si baat kahian ....


                                insaan se ho insaan kaa bhaaii chaarah
                                sab ko hai bas yehii paiGHaam hamaaraa!


                                AaNchal is she'r ko u PG kaa slogan kiuN nahiiN banaa detiiN kuchh dinoN ke liye...aur phir me ko "Royalty" bhejtii rahnaa...har hafte...ya'nii me ko "hafta" detii rahnaa

                                Fall view from inside my car
                                near my work place :)

                                Comment

                                Working...
                                X