Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Meet My Turtles
Collapse
X
-
Re: Meet My Turtles
Originally posted by senorita View PostAnchal fish rakhne se zeada asaan turtles rakhna he u wohi rakh lo na..daro nahi wo kuch nahi kehte:khi:
me k bhai ne fish aquarium rakha he jis me ham kabhi kabhi turtles ko bhi chorte hen ta k fish k sath swimming kare:D:..baki instructions sialkoti ne de di hen..bas khiyal kafi rakhna parta he yani bare laad piyar se machlion ko paalna parta he:khi:
hanpeyaar say paal laian gay ham ..achi taleem o tarbeyat karian gay un ki :lol
Comment
-
Re: Meet My Turtles
Originally posted by Aanchal View PostOriginally Posted by munda_sialkoty
Fish Tank yaani Aquarium ko apnay ghar mein rakhnay ke liye 2, 3 cheezon ka khyaal rakhna perta he.
1. periodically us ka pani change kerna chahiye
is kay leye us tank main koi easy tareeka hona chaye kay asani say pani dala or nikala ja sakye ...pani nikal daian gay sara to foran machliyan mar na jaiay:mm:...wesay monthly change kartay hain pani ya weekly?
2. Us mein water filter laga hona chahiye
oye yeh machlian bhi ab filter walye pani main teernay lagi hain. :khi:..aam sada pani bhi to saaf hota hai na ..
3. Us mein water heater laga hona chahiye, ziada serdiyon mein usay on rehna chahiye, kahin water tub ke pani ko garam kerne wala heater na istamaal ker dena ke bechari ubal jaein :lol
water heater ...khair yaha zarorat na hi hai is heater ki ...natural mousam hi aisa hai
4. Packet mein in ki jo khurak aati he, wohi khilai jaye, apnay paas se tajurbay ker ke bechari machliyoon ka pait na kharaab kia jaye :kr:
hmm packet wali ...theek
yeh jab kha kay gand kar daian gee kachra idher udher pheenk dain gee us say aquarium ganda hoo jaye ga na is ki to daily saffi honi chaye :khi:
Aquarium mein rakhi janay wali machliyaan, walayati kukriyoon ki tarah naram-o-nazuk hoti he, lehaza un ki moot pe ziada soog bhi na kia jaye 372-haha
Soog kio na manaya jaye akhir un main bhi to jaan hoti hai ...
choti choti si rangbarangi machaliyan kitni perai lagti hain pani man teerti hovi :dance2:..wesay try karna chaye in ko palna ..bas safaai wala masla hai us ka asan tareeka ho to theek hai:D:
Heater serdiyon ke dinon mein lagaya jata he, is mein aik ultraviolet heather bhi lagta he jo jaraseem ko maar deta he 372-haha
machliyaan jitni rang bharangi hoti hein, wo utni jaldi urr jati hein, kooshish karo ke shark aur whales paalo ta ke wo tumharay agli 2, 3 naslon ko bhi dekh lein 372-haha:thmbup:
Comment
-
Re: Meet My Turtles
Originally posted by Aanchal View Postaquirum main pher turtle or fish ki larai nahi hoti ?372-haha
hanpeyaar say paal laian gay ham ..achi taleem o tarbeyat karian gay un ki :lol:thmbup:
Comment
-
Re: Meet My Turtles
Originally posted by senorita View Postzaher he jab ham pets palte hen to un ki care babies ki tarah hi karni parti he wo babies ki tarah hi to hote hen ham par depended..is me itne hasne ki kia zarurat he:thmbup:
Comment
-
Re: Meet My Turtles
Originally posted by Aanchal View Postaquirum main pher turtle or fish ki larai nahi hoti ?372-haha
hanpeyaar say paal laian gay ham ..achi taleem o tarbeyat karian gay un ki :lol
Comment
Comment