Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Meet My Turtles

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Meet My Turtles

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Fish Tank yaani Aquarium ko apnay ghar mein rakhnay ke liye 2, 3 cheezon ka khyaal rakhna perta he.

    1. periodically us ka pani change kerna chahiye

    is kay leye us tank main koi easy tareeka hona chaye kay asani say pani dala or nikala ja sakye ...pani nikal daian gay sara to foran machliyan mar na jaiay:mm:...wesay monthly change kartay hain pani ya weekly?

    2. Us mein water filter laga hona chahiye
    oye yeh machlian bhi ab filter walye pani main teernay lagi hain. :khi:..aam sada pani bhi to saaf hota hai na ..


    3. Us mein water heater laga hona chahiye, ziada serdiyon mein usay on rehna chahiye, kahin water tub ke pani ko garam kerne wala heater na istamaal ker dena ke bechari ubal jaein :lol

    water heater ...khair yaha zarorat na hi hai is heater ki ...natural mousam hi aisa hai

    4. Packet mein in ki jo khurak aati he, wohi khilai jaye, apnay paas se tajurbay ker ke bechari machliyoon ka pait na kharaab kia jaye :kr:

    hmm packet wali ...theek
    yeh jab kha kay gand kar daian gee kachra idher udher pheenk dain gee us say aquarium ganda hoo jaye ga na is ki to daily saffi honi chaye :khi:

    Aquarium mein rakhi janay wali machliyaan, walayati kukriyoon ki tarah naram-o-nazuk hoti he, lehaza un ki moot pe ziada soog bhi na kia jaye 372-haha


    Soog kio na manaya jaye akhir un main bhi to jaan hoti hai ...

    choti choti si rangbarangi machaliyan kitni perai lagti hain pani man teerti hovi :dance2:..wesay try karna chaye in ko palna ..bas safaai wala masla hai us ka asan tareeka ho to theek hai:D:
    .
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

    Comment


    • Re: Meet My Turtles

      Originally posted by senorita View Post
      Anchal fish rakhne se zeada asaan turtles rakhna he u wohi rakh lo na..daro nahi wo kuch nahi kehte:khi:
      me k bhai ne fish aquarium rakha he jis me ham kabhi kabhi turtles ko bhi chorte hen ta k fish k sath swimming kare:D:..baki instructions sialkoti ne de di hen..bas khiyal kafi rakhna parta he yani bare laad piyar se machlion ko paalna parta he:khi:
      aquirum main pher turtle or fish ki larai nahi hoti ?372-haha


      hanpeyaar say paal laian gay ham ..achi taleem o tarbeyat karian gay un ki :lol
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment


      • Re: Meet My Turtles

        Originally posted by Aanchal View Post
        Originally Posted by munda_sialkoty
        Fish Tank yaani Aquarium ko apnay ghar mein rakhnay ke liye 2, 3 cheezon ka khyaal rakhna perta he.

        1. periodically us ka pani change kerna chahiye

        is kay leye us tank main koi easy tareeka hona chaye kay asani say pani dala or nikala ja sakye ...pani nikal daian gay sara to foran machliyan mar na jaiay:mm:...wesay monthly change kartay hain pani ya weekly?

        2. Us mein water filter laga hona chahiye
        oye yeh machlian bhi ab filter walye pani main teernay lagi hain. :khi:..aam sada pani bhi to saaf hota hai na ..


        3. Us mein water heater laga hona chahiye, ziada serdiyon mein usay on rehna chahiye, kahin water tub ke pani ko garam kerne wala heater na istamaal ker dena ke bechari ubal jaein :lol

        water heater ...khair yaha zarorat na hi hai is heater ki ...natural mousam hi aisa hai

        4. Packet mein in ki jo khurak aati he, wohi khilai jaye, apnay paas se tajurbay ker ke bechari machliyoon ka pait na kharaab kia jaye :kr:

        hmm packet wali ...theek
        yeh jab kha kay gand kar daian gee kachra idher udher pheenk dain gee us say aquarium ganda hoo jaye ga na is ki to daily saffi honi chaye :khi:

        Aquarium mein rakhi janay wali machliyaan, walayati kukriyoon ki tarah naram-o-nazuk hoti he, lehaza un ki moot pe ziada soog bhi na kia jaye 372-haha


        Soog kio na manaya jaye akhir un main bhi to jaan hoti hai ...

        choti choti si rangbarangi machaliyan kitni perai lagti hain pani man teerti hovi :dance2:..wesay try karna chaye in ko palna ..bas safaai wala masla hai us ka asan tareeka ho to theek hai:D:
        Water filter isi liye lagaya jata he ke aquarium ka pani saaf rahay aur saaf dikhay, phir aap ko saaf kerne ki zaroorat nahi rehti :D:

        Heater serdiyon ke dinon mein lagaya jata he, is mein aik ultraviolet heather bhi lagta he jo jaraseem ko maar deta he 372-haha

        machliyaan jitni rang bharangi hoti hein, wo utni jaldi urr jati hein, kooshish karo ke shark aur whales paalo ta ke wo tumharay agli 2, 3 naslon ko bhi dekh lein 372-haha
        :thmbup:

        Comment


        • Re: Meet My Turtles

          Originally posted by Aanchal View Post
          aquirum main pher turtle or fish ki larai nahi hoti ?372-haha


          hanpeyaar say paal laian gay ham ..achi taleem o tarbeyat karian gay un ki :lol
          Haan aur phir tumhari machliyan kamarbasta ho ke kamar pe basta dal ke school jaya karein gi :kr:
          :thmbup:

          Comment


          • Re: Meet My Turtles

            Originally posted by senorita View Post
            zaher he jab ham pets palte hen to un ki care babies ki tarah hi karni parti he wo babies ki tarah hi to hote hen ham par depended..is me itne hasne ki kia zarurat he
            haan haan hamaray pets tumharay babies ki tarah he hotay hein :kr:
            :thmbup:

            Comment


            • Re: Meet My Turtles

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              haan haan hamaray pets tumharay babies ki tarah he hotay hein :kr:
              :embarasse

              Comment


              • Re: Meet My Turtles

                Originally posted by senorita View Post
                :embarasse
                Kuch boola bhi karo
                :thmbup:

                Comment


                • Re: Meet My Turtles

                  ittay piyare piyare turtles hain....

                  mujhay bhee chahiain.... kahan se milaingay yeh ?

                  Comment


                  • Re: Meet My Turtles

                    Originally posted by Aanchal View Post
                    aquirum main pher turtle or fish ki larai nahi hoti ?372-haha


                    hanpeyaar say paal laian gay ham ..achi taleem o tarbeyat karian gay un ki :lol
                    haan larai hoti he kabhi kabhi turtles fish ko maar bhi dete hen ager fish bohat small hon to kha bhi jate hen lekin esa serf pakistani tutels karte hen jo size me kuch bare hote hen ye jo me ne dikhaey hen ye masoom se hote hen ye esa kuch nahi karte:D:

                    Comment


                    • Re: Meet My Turtles

                      Originally posted by agha View Post
                      ittay piyare piyare turtles hain....

                      mujhay bhee chahiain.... kahan se milaingay yeh ?
                      kalay shah kaku se:D
                      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                      Comment


                      • Re: Meet My Turtles

                        Originally posted by agha View Post
                        ittay piyare piyare turtles hain....

                        mujhay bhee chahiain.... kahan se milaingay yeh ?
                        jahan se fish milti hen na wahan se mil jate ehn:)

                        Comment


                        • Re: Meet My Turtles

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          Kuch boola bhi karo
                          ab har jagah insan kia bole372-scare

                          Comment


                          • Re: Meet My Turtles

                            Originally posted by senorita View Post
                            ab har jagah insan kia bole372-scare
                            ki keh rai ein 372-scare
                            :thmbup:

                            Comment


                            • Re: Meet My Turtles

                              Originally posted by munda_sialkoty View Post
                              ki keh rai ein 372-scare
                              theek ie te keh rahi haan:embarasse

                              Comment


                              • Re: Meet My Turtles

                                Originally posted by senorita View Post
                                theek ie te keh rahi haan:embarasse
                                haw haye, senorita toon punjabi v bool leni wein :mm:
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X