Re: Dulhan Ka Make up???
you have drawn attention to important issue.....simple way se agar shaadi ho tu behtar hai..... kyun k un logon ko tu farak nahi parta jo afford karsakte hain lakin dikhawa karnay se dosray log jo afford nahi karsakte zaroor mutasir hotay hain......
wese apas ki baat hai aaj kal ki girls itni badsurat hoti hain jo eik laakh ka bhi make up karwao phir bhi kuch na kuch kami rah jati hai.......372-hahaiss liye dulhe becharon ko larki per kharach karna parta hai372-haha
Originally posted by senorita
View Post
wese apas ki baat hai aaj kal ki girls itni badsurat hoti hain jo eik laakh ka bhi make up karwao phir bhi kuch na kuch kami rah jati hai.......372-hahaiss liye dulhe becharon ko larki per kharach karna parta hai372-haha

...
....par ye jo dulhan n dulhe ka dress banta hen...or specialy baat karun gi dulhan k make up par372-shock...... few hours k leay 20/25 hazar ka make up(is se zeada bhi hote hen)....phir us ko wash basin me baha dena
....ab sab bataen k ap is bare me kia sochte hen?khabar dar ager idher udher ki zeada baten kien
.....thori thori kar lein par topic ko bhi sath rakhen ta k mujhe is baat ka theek jawab mil sake:lpop:....

![7 4 14[1]](images/smilies/7_4_14[1].gif)



Comment