Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Dulhan Ka Make up???

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Dulhan Ka Make up???

    aslamoalikum
    aik baat poochni thi sab se:mm:...pehle socha serf larkyon se poochun par phir khyal aya k larko se bhi pooch leti hon kion k un se na bhi poocha tab bhi unho ne is phade me hisa zarur lena he:yy:....wese jo baat me poochne ja rahi hun is ka kuch taluk to larkon se bhi lazmi banta he...
    to poochna ye he k jesa k aj jab dunya k halaat itne kharab hen,pakistan me mehnagi had se barh gai he,ghareeb log apne bachon ko sale kar rahe hen hata k bachon samet khud kushiyan kar rahe hen :embarasseto ese me ye jo shadiyaan hoti hen un me keay gaey nakhre theek hen:mm:....shadi par jo dulhan ya dulha ka samaan hota he us ki to chalo samjh ati h k new ghar bane ga to zarurat pare gi....par ye jo dulhan n dulhe ka dress banta hen...or specialy baat karun gi dulhan k make up par372-shock...... few hours k leay 20/25 hazar ka make up(is se zeada bhi hote hen)....phir us ko wash basin me baha dena....ab sab bataen k ap is bare me kia sochte hen?khabar dar ager idher udher ki zeada baten kien.....thori thori kar lein par topic ko bhi sath rakhen ta k mujhe is baat ka theek jawab mil sake:lpop:....

  • #2
    Re: Dulhan Ka Make up???

    Originally posted by senorita View Post

    :Dsoach k batata hoo:D

    Comment

    • #3
      Re: Dulhan Ka Make up???

      waalaikumasalam.. khush raho..

      Lol.. rita.. yara... apne shohar ke liye sajne ki tu Islaam mein bhi ijazat hai... phir is mein hurj hi kya hai ke dulhan khoob acche se tyaar hojaaye... haan foozol kharch sahi nahi hai... like rasmo'n per paise kharch karna and all... but yara.. dulhan ke sajne per kya aitraaz... :embarasse

      Comment

      • #4

        WAALIKUM ASSLAM RITA

        yaar u r right.....wash besan me hi bahana hai na makeup.....me pehlay b kissi thread me keh chuki hun....k i dont like all this...haan thorra bohat krnay me kuch haraj nae...aur baat sifr larki/larki walon ki nae hoti na.....saara kuch mad e nazar rakhn aprrta hai....baqi ummid ki dono batain theek hain...dulhan apnay shohar k liye sjti hai.....(bt usually ab shahdiyon pe anay walo k liye dulhan ko sajaya jata hai.)dikhway k liye k hum ne itne ka make up krwaya hai/.......isnt it;;;;;....aur israaf ....yani apke swaal ka jawab b de diya ummid ne....israaf nae hona chahiye....lakin sab kuch dulhan ki marzi se b tou nae hota na kbhi kabhaar.
        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

        Comment

        • #5
          Re: Dulhan Ka Make up???

          Originally posted by BUS U HE View Post
          :Dsoach k batata hoo:D
          achaa:embarasse

          Comment

          • #6

            Wa Alaikum Aslam!

            Mein in cheezon ke jitna khilaaf hoon utna tum bhi nahi ho gi. Mera dil jalta he jub aurat shadi per 50,000 ka lehnga kharedti he usay sirf aik din pehnanay ke liye, aur jub wo makeup ke liye 25-30K kharch kerti he to dil chahta he ke aisi dulhan ka moun nooch loon.

            Islam fazool kharchi se mana kerta he, lekin is cheez ko Christians ne bara achay tareekay se apnaya he, light makeup aur rent pe dress. Aisa concept yahan pe promote hona chahiye. Dresses karaya per milnay chahiye. I think National level pe lehngay ke khilaaf he tehreek chalni chahiye aur aisi shops honi chahiyein jis mein lehnga aap ko 1, ya 2 din ke liye rent pe mil sakay.

            Is tarah parlour bhi sarkaari honay chahiyein, jis mein makeup kerne ki cost limited ho :donno: yani ke 2K se tajawaz na karay. Ager in loogon ke paas ziada paisay hein to wo charity karein...Apnay shadi walay din naik shagun ke liye kisi ghareeb ki achi khasi madad ker dein. Ager us madad ko show off bhi kerna he to public mein ker dein, atleast is se kisi ghareeb ka bhala to ho ga.

            Meri income Alhamdullilah achi he, lekin mein apni dress khareednay se pehlay kai baar soochta hoon, bohat expensive dress nahi khareed'ta. It is not that I am miser. Alhamdullilah, mein apne pe kum kharch kerta hoon aur deserving loogon pe ziada, aur is se mujay jo khushi milti he wo apnay pe kharch ker ke nahi milti. Mein chahta hoon ke loog fazool kharchiyon se hutt ker is style se bhi soochein. Mein to even yeh bhi sooch raha hoon ke Eid pe is baar 2 bakron ki bajaye 1 bakra khareedon aur 1 bakray ke paisay kisi ghareeb ko de doon. Ager mein ne 2 bakray khareeday to mein 2 bakron ke paisay kisi ghareeb ko doon ga.

            Aisi baaton ko yahan beyaan kerna is liye zaroori hota he ke loogon mein awareness paida ho, shaoor paida ho. Hum islamic values ko bhook ke customs aur traditions ke peechay baag rahay hein. Hamaray maal ka hisaab ho ga. Mein moun dhotay huay bhi wash basin ki tap kum khoolta hoon ke kahin pani ziah na ho jaye aur us ka bhi hisaab hona he. So please in chooti chooti cheezon ko loogon mein aam keejiye. Allah aap ko is ka ajar de ga :thmbup:
            :thmbup:

            Comment

            • #7
              Re: Dulhan Ka Make up???

              Originally posted by uminja View Post
              waalaikumasalam.. khush raho..

              Lol.. rita.. yara... apne shohar ke liye sajne ki tu Islaam mein bhi ijazat hai... phir is mein hurj hi kya hai ke dulhan khoob acche se tyaar hojaaye... haan foozol kharch sahi nahi hai... like rasmo'n per paise kharch karna and all... but yara.. dulhan ke sajne per kya aitraaz... :embarasse
              shoher k leay sajna????372-scareu kis dunya me rehti ho:embarasselast days aik shadi par meri shamat aei or me apni aik cozin k sath us ka lehnga pakar kar usey room tak chorne chali gai....yakeen karo wahan dulha se pehle us ko movie wale n photographers ne wo wo style banwaey....k me ko sharam bhi aei n ghusa bhi372-scareun logon k fikrey suno.....dulhan se mukhatib ho kar.....achi si muskuraen..... hath yun rakhen....ese bethen...ese khari hon....ankhen ese rakhen....bala bala.....:embarasse

              Comment

              • #8
                Re: Dulhan Ka Make up???

                Originally posted by saraah View Post
                WAALIKUM ASSLAM RITA

                yaar u r right.....wash besan me hi bahana hai na makeup.....me pehlay b kissi thread me keh chuki hun....k i dont like all this...haan thorra bohat krnay me kuch haraj nae...aur baat sifr larki/larki walon ki nae hoti na.....saara kuch mad e nazar rakhn aprrta hai....baqi ummid ki dono batain theek hain...dulhan apnay shohar k liye sjti hai.....(bt usually ab shahdiyon pe anay walo k liye dulhan ko sajaya jata hai.)dikhway k liye k hum ne itne ka make up krwaya hai/.......isnt it;;;;;....aur israaf ....yani apke swaal ka jawab b de diya ummid ne....israaf nae hona chahiye....lakin sab kuch dulhan ki marzi se b tou nae hota na kbhi kabhaar.
                me yehi point raise karna chahti hon saraah k larki ager serf shoher k leay saj rahi he to kam kharch me make up achi baat lekin yahan to bohat kuch ghalat ho raha he...serf relatives k leay nahi bulke fazool n cheap se movie makers n photographers k nazron ki zad me ati he dulhan:lahoul

                Comment

                • #9
                  Re: Dulhan Ka Make up???

                  Originally posted by saraah View Post
                  WAALIKUM ASSLAM RITA

                  yaar u r right.....wash besan me hi bahana hai na makeup.....me pehlay b kissi thread me keh chuki hun....k i dont like all this...haan thorra bohat krnay me kuch haraj nae...aur baat sifr larki/larki walon ki nae hoti na.....saara kuch mad e nazar rakhn aprrta hai....baqi ummid ki dono batain theek hain...dulhan apnay shohar k liye sjti hai.....(bt usually ab shahdiyon pe anay walo k liye dulhan ko sajaya jata hai.)dikhway k liye k hum ne itne ka make up krwaya hai/.......isnt it;;;;;....aur israaf ....yani apke swaal ka jawab b de diya ummid ne....israaf nae hona chahiye....lakin sab kuch dulhan ki marzi se b tou nae hota na kbhi kabhaar.
                  Last year, mere aik doost ki shadi hui aur wo sahib-e-hesiyat he aur industrialist ka ikloota beta he. Rishta dekhnay gaye, us ne kaha ke mein larki se baat karon ga. Larki se kuch der baat ki. Angoothi pehnai larki ko (wo even mithai bhi saath nahi le ker gaya). Next week nikah ki date set ki aur nikkah perha, us ke saath us ka koi doost nahi tha sirf family thi. Baad mein us ne valeemay walay din apnay dooston ko hotel mein invite ker ke dawat di.

                  Aisa us ne kyon kia, is liye ke wo fazool rasoomat ko khatam kerna chahta he. Us ne apni wife se kaha ke wo ghar se teyaar ho ke aaye, na ke beauty parlour se. Us ne jahaiz mein koi cheez nahi li. Ub wo apni wife ke saath aik achi life guzar raha he. Chand din pehlay us ki beti ka hakeeka tha :D:

                  Us ne bohat achi misaal di, fazool kism ki rawaayaat ko khatam ker ke. Lekin us ke dad ne choori chupay jo jo kia wo mein jaanta hoon :khi::khi:
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #10
                    Re: Dulhan Ka Make up???

                    Originally posted by senorita View Post
                    shoher k leay sajna????372-scareu kis dunya me rehti ho:embarasselast days aik shadi par meri shamat aei or me apni aik cozin k sath us ka lehnga pakar kar usey room tak chorne chali gai....yakeen karo wahan dulha se pehle us ko movie wale n photographers ne wo wo style banwaey....k me ko sharam bhi aei n ghusa bhi372-scareun logon k fikrey suno.....dulhan se mukhatib ho kar.....achi si muskuraen..... hath yun rakhen....ese bethen...ese khari hon....ankhen ese rakhen....bala bala.....:embarasse
                    Aisay dulhan ke susraal walon per lanat he, plz bura nahi manana Senorita
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #11
                      Re: Dulhan Ka Make up???

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Wa Alaikum Aslam!

                      Mein in cheezon ke jitna khilaaf hoon utna tum bhi nahi ho gi. Mera dil jalta he jub aurat shadi per 50,000 ka lehnga kharedti he usay sirf aik din pehnanay ke liye, aur jub wo makeup ke liye 25-30K kharch kerti he to dil chahta he ke aisi dulhan ka moun nooch loon.

                      Islam fazool kharchi se mana kerta he, lekin is cheez ko Christians ne bara achay tareekay se apnaya he, light makeup aur rent pe dress. Aisa concept yahan pe promote hona chahiye. Dresses karaya per milnay chahiye. I think National level pe lehngay ke khilaaf he tehreek chalni chahiye aur aisi shops honi chahiyein jis mein lehnga aap ko 1, ya 2 din ke liye rent pe mil sakay.

                      Is tarah parlour bhi sarkaari honay chahiyein, jis mein makeup kerne ki cost limited ho :donno: yani ke 2K se tajawaz na karay. Ager in loogon ke paas ziada paisay hein to wo charity karein...Apnay shadi walay din naik shagun ke liye kisi ghareeb ki achi khasi madad ker dein. Ager us madad ko show off bhi kerna he to public mein ker dein, atleast is se kisi ghareeb ka bhala to ho ga.

                      Meri income Alhamdullilah achi he, lekin mein apni dress khareednay se pehlay kai baar soochta hoon, bohat expensive dress nahi khareed'ta. It is not that I am miser. Alhamdullilah, mein apne pe kum kharch kerta hoon aur deserving loogon pe ziada, aur is se mujay jo khushi milti he wo apnay pe kharch ker ke nahi milti. Mein chahta hoon ke loog fazool kharchiyon se hutt ker is style se bhi soochein. Mein to even yeh bhi sooch raha hoon ke Eid pe is baar 2 bakron ki bajaye 1 bakra khareedon aur 1 bakray ke paisay kisi ghareeb ko de doon. Ager mein ne 2 bakray khareeday to mein 2 bakron ke paisay kisi ghareeb ko doon ga.

                      Aisi baaton ko yahan beyaan kerna is liye zaroori hota he ke loogon mein awareness paida ho, shaoor paida ho. Hum islamic values ko bhook ke customs aur traditions ke peechay baag rahay hein. Hamaray maal ka hisaab ho ga. Mein moun dhotay huay bhi wash basin ki tap kum khoolta hoon ke kahin pani ziah na ho jaye aur us ka bhi hisaab hona he. So please in chooti chooti cheezon ko loogon mein aam keejiye. Allah aap ko is ka ajar de ga :thmbup:
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #12
                        Re: Dulhan Ka Make up???

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        Last year, mere aik doost ki shadi hui aur wo sahib-e-hesiyat he aur industrialist ka ikloota beta he. Rishta dekhnay gaye, us ne kaha ke mein larki se baat karon ga. Larki se kuch der baat ki. Angoothi pehnai larki ko (wo even mithai bhi saath nahi le ker gaya). Next week nikah ki date set ki aur nikkah perha, us ke saath us ka koi doost nahi tha sirf family thi. Baad mein us ne valeemay walay din apnay dooston ko hotel mein invite ker ke dawat di.

                        Aisa us ne kyon kia, is liye ke wo fazool rasoomat ko khatam kerna chahta he. Us ne apni wife se kaha ke wo ghar se teyaar ho ke aaye, na ke beauty parlour se. Us ne jahaiz mein koi cheez nahi li. Ub wo apni wife ke saath aik achi life guzar raha he. Chand din pehlay us ki beti ka hakeeka tha :D:

                        Us ne bohat achi misaal di, fazool kism ki rawaayaat ko khatam ker ke. Lekin us ke dad ne choori chupay jo jo kia wo mein jaanta hoon :khi::khi:
                        main be kuch aisa he karne wala hoo:insha:lakin abhi apni family ki aurtoo ko samjha raha hoo:khi:samajhti he nahi yeh auratain

                        Comment

                        • #13
                          Re: Dulhan Ka Make up???

                          :kr:دلہن کو چونا کتھہ لگانا او میرا مطبل ہے لیپا پوتی کرنا یعنی پینٹ کرنا ضروری ہوتا ہے ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ پتا نہیں کیوں ؟

                          :kr:
                          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                          Comment

                          • #14
                            Re: Dulhan Ka Make up???

                            Originally posted by aabi2cool View Post
                            :kr:دلہن کو چونا کتھہ لگانا او میرا مطبل ہے لیپا پوتی کرنا یعنی پینٹ کرنا ضروری ہوتا ہے ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ پتا نہیں کیوں ؟

                            :kr:
                            hajoor dasoo q?372-haha

                            Comment

                            • #15
                              Re: Dulhan Ka Make up???

                              Originally posted by aabi2cool View Post
                              :kr:دلہن کو چونا کتھہ لگانا او میرا مطبل ہے لیپا پوتی کرنا یعنی پینٹ کرنا ضروری ہوتا ہے ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ پتا نہیں کیوں ؟

                              :kr:
                              HAAYEEEEEEEEEN...aabi bhai........yani k aap tayeed kr rahay han....

                              Working...
                              X