Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

apna pahlaa yadgaarii safar bayaan kijiiye...plz!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: apna pahlaa yadgaarii safar bayaan kijiiye...plz!

    :D:
    Last edited by ummid; 8 October 2008, 21:53.

    Comment


    • #62
      Re: apna pahlaa yadgaarii safar bayaan kijiiye...plz!

      Originally posted by MSA View Post
      jub me thora sa aur chota tha....:)
      yahe ko 9-10 saal pehle ki bat he to mein isl se hyderabd ja raha tha apne uncil k sath train me...bole to abu ko kam tha to is lie uncil k sath hyderabd ana tha phir waha se koi pick kur k...me ko khi le aata...
      kher to huwa yeh k kisi station pe uncil utar gay phone kurne ...me akele bacha reh gaya train me....me k samne wali seat pe aik auntie apne bache k sath bethi thi...huwa kuch youn k ct buj gay aur uncil namodar nahi hoi....to me pareshan hone laga...itne me train chuk chuk kurte hoi start ho gia...meri to halat kharab ho gai...aur idher meri halut kharab me kbahi window ki side pe jata kabhi gate ki side pe...uncil ko dhondta huwa....aur udher wo auntie Aaro kha rahi thi...akele akele...aur bache ko khila rahi thi maze maze se....mujhay us auntie pe us time sakhta gussah aya...phir huwa kuch youn k uncle thori daer bad back door se maodar huwe...aur me ki jan me jan aae :hehe:

      aaaaaaaaaawwwwwwwww...sach Darawanii soorat-e-Haal thii, Khaas kar jab tum kam umrii meN the. chalo aunTie kii tum en Khabar nahiiN lii behtar huaa varna bechaarii aunTie. Uncle the kahaN? kahaN maTar gashtii kar rahe the? :)

      Fall view from inside my car
      near my work place :)

      Comment


      • #63
        Re: apna pahlaa yadgaarii safar bayaan kijiiye...plz!

        Originally posted by uminja View Post
        :D:

        aaaaaaaaaaaaawwwwwwwwww...my hats off to u and ur parents as well. truly, u have done a marvellous job by changing a suicidal maniac's mind to live and fight for his life. i hink u had the "germs" from an early age to counsel the desparados. Great job and well done Ummid Ji :)

        i would appreciate if u share some more of ur exciting stories. :)
        Last edited by SherAli; 8 October 2008, 22:42.

        Fall view from inside my car
        near my work place :)

        Comment


        • #64
          Re: apna pahlaa yadgaarii safar bayaan kijiiye...plz!

          Originally posted by uminja View Post
          :D:
          Tum ne us aadmi se jo baatein kein wo mujay bhi bata do, ta ke mein bhi wo baatein waqt pernay per tumhein bata sakon 372-shock
          :thmbup:

          Comment


          • #65
            Re: apna pahlaa yadgaarii safar bayaan kijiiye...plz!

            Originally posted by BUS U HE View Post
            tou is may hasna kis jagha haipleej tello
            har line k bad sheshe k samne jana tha....phir hassi bhi aajti...372-haha372-haha

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Oye tum ne roola paa dena tha "mein gawaach gaya, mein gawaach gaya"


            Abay yeh kitna takleef de safar share ker diya tum ne, meri to aankhon mein aansu aa gaye
            meri bhi aankho me aanso agay thay usta'ad jub me shooting kur raha tha372-haha

            Comment


            • #66
              Re: apna pahlaa yadgaarii safar bayaan kijiiye...plz!

              Originally posted by SherAli View Post
              aaaaaaaaaawwwwwwwww...sach Darawanii soorat-e-Haal thii, Khaas kar jab tum kam umrii meN the. chalo aunTie kii tum en Khabar nahiiN lii behtar huaa varna bechaarii aunTie. Uncle the kahaN? kahaN maTar gashtii kar rahe the? :)

              wo auntie mere uncil ki wife nahi thi...kisi aur ki houn gi...shayd fruyit wale ki372-haha

              Comment


              • #67
                Re: apna pahlaa yadgaarii safar bayaan kijiiye...plz!

                Originally posted by SherAli View Post
                aaaaaaaaaaaaawwwwwwwwww...my hats off to u and ur parents as well. truly, u have done a marvellous job by changing a suicidal maniac's mind to live and fight for his life. i hink u had the "germs" from an early age to counsel the desparados. Great job and well done Ummid Ji :)

                i would appreciate if u share some more of ur exciting stories. :)
                LOl.. me ne akele mein bus yahi ek case handel kiya hai.. us ke liye bhi me itna dar rahi thi.. ke pata nahi kaisa band hai or kaun hai... me ne specially TT se jaa ker chart check kiya tha jis mein detail likhi hoti hai musfir ki... us ki seat number or us ki detail.. Lol.. go ke i had a very big time.. he was crying.. and people were staring at me... jaise me ne kuch kiya ho... Lol..

                Comment


                • #68
                  Re: apna pahlaa yadgaarii safar bayaan kijiiye...plz!

                  Originally posted by uminja View Post
                  :D:
                  me samjhta ho k agur app ki kisi bat se kisi dosre ki life me positive turn ajay to app ki xindagi ray-ga nahi gai...

                  really perh k buhat shanga laga....
                  :salam::salam::thmbup::thmbup:

                  Best of luck

                  Comment


                  • #69
                    Re: apna pahlaa yadgaarii safar bayaan kijiiye...plz!

                    u tou maine bohut se safar kiye hain ,,,,,,,,lakin aik safar shayd mujhay hamaisha yaad rahay jo maine apni manzal ko panay k liye kiya . woh kehtay hain na door se tou her cheez he suhani aur khushgawar mehsoos hoti hai ..lakin oski haqeeqat tabhi pata chalti hai jab tum oos k pass jatay hoo ..khair maine apni anjaan si manzal tou pa li na ,,lakin safar hai k hatam hone ka naam he nahi laita aur ab main safar karte karte itni door a chuka hoo k peechay mur jana be chahoo tou andhairay k sawa kuch nazar nahi ata..agay barta hoo koi nashan nahi milta koi roshni nahi milti.....................phir be safar abhi baki hai meray dost hahahaha........hum kaise bewakoof log hain k apni manzal ka taeen he nahi ker saktay372-haha........................phir be safar karte jatay hain...:D
                    Last edited by BUS U HE; 9 October 2008, 16:10.

                    Comment


                    • #70
                      Re: apna pahlaa yadgaarii safar bayaan kijiiye...plz!

                      Originally posted by MSA View Post
                      har line k bad sheshe k samne jana tha....phir hassi bhi aajti...372-haha372-haha
                      372-haha
                      tou saath mey q nahi likha

                      Comment


                      • #71
                        Re: apna pahlaa yadgaarii safar bayaan kijiiye...plz!

                        Originally posted by BUS U HE View Post
                        u tou maine bohut se safar kiye hain ,,,,,,,,lakin aik safar shayd mujhay hamaisha yaad rahay jo maine apni manzal ko panay k liye kiya . woh kehtay hain na door se tou her cheez he suhani aur khushgawar mehsoos hoti hai ..lakin oski haqeeqat tabhi pata chalti hai jab tum oos k pass jatay hoo ..khair maine apni anjaan si manzal tou pa li na ,,lakin safar hai k hatam hone ka naam he nahi laita aur ab main safar karte karte itni door a chuka hoo k peechay mur jana be chahoo tou andhairay k sawa kuch nazar nahi ata..agay barta hoo koi nashan nahi milta koi roshni nahi milti.....................phir be safar abhi baki hai meray dost hahahaha........hum kaise bewakoof log hain k apni manzal ka taeen he nahi ker saktay372-haha........................phir be safar karte jatay hain...:D
                        to kis ne kaha tha apne app ko mulk badar kurein....
                        un logo ko dekhein jin ko watan se kitni muhabbat he...jin ko mulk badar kur dia jata he....wo phir bhi jahaz ka ticket de k aate hein....phir un ko airport se wapis bhej dete hein...wo phir bhi aate hein...:khi::khi:
                        aur aik app hein....372-shed

                        Comment


                        • #72
                          Re: apna pahlaa yadgaarii safar bayaan kijiiye...plz!

                          ہمارا سفرِ یادگار
                          ایک دفعہ کا زکر ہے کہ ہم نے یاد گار کا سفر کیا جو کہ بڑا ہی یاد گار تھا
                          372-haha372-haha372-haha
                          Last edited by aabi2cool; 11 October 2008, 18:28.
                          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                          Comment


                          • #73
                            Re: apna pahlaa yadgaarii safar bayaan kijiiye...plz!

                            Originally posted by uminja View Post
                            :D:
                            MASHALLAH....:salam:
                            UMMID JI.....u r an asset at PG.
                            GOD BLESS U.
                            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                            Comment


                            • #74
                              Re: apna pahlaa yadgaarii safar bayaan kijiiye...plz!

                              Originally posted by saraah View Post
                              MASHALLAH....:salam:
                              UMMID JI.....u r an asset at PG.
                              GOD BLESS U.
                              and Khaala u and i are PG's Cassettes :) ;)
                              Last edited by SherAli; 11 October 2008, 20:51.

                              Fall view from inside my car
                              near my work place :)

                              Comment


                              • #75
                                Re: apna pahlaa yadgaarii safar bayaan kijiiye...plz!

                                Originally posted by aabi2cool View Post
                                ہمارا سفرِ یادگار

                                ایک دفعہ کا زکر ہے کہ ہم نے یاد گار کا سفر کیا جو کہ بڑا ہی یاد گار تھا
                                372-haha372-haha372-haha
                                hajoor-e-wala kya gal kiti hai wah 372-haha

                                Comment

                                Working...
                                X