Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

apna pahlaa yadgaarii safar bayaan kijiiye...plz!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • apna pahlaa yadgaarii safar bayaan kijiiye...plz!

    salaam saathiyo,

    is laRii meN kia aap sab log apnaa koii yaadgaarii safar share kar sakte haiN? agar kareNge to baRii Khushii hogii. vo safar Khowaah kaise bhii huaa ho...Car se, Bus se, train se, plane se, paanii ke jahaaz se, cycle par, ikke taange pe yaa phir paidal hii sahii lolz.

    mujeh aap sab ke safarii rodaadoN kaa intizaar rahegaa. shukria :)

    _______Sheroo :)
    Last edited by SherAli; 8 October 2008, 14:23.

    Fall view from inside my car
    near my work place :)

  • #2
    Re: apna pahlaa yadgaarii safar bayaan kijiiye...plz!

    Originally posted by SherAli View Post
    salaam saathiyo,

    is laRii meN kia aap sab log apnaa koii yaadgaarii safar share kar sakte haiN? agar kareNge to baRii Khushii hogii. vo safar Khowaah kaise bhii huaa ho...Car se, Bus se, train se, plane se, paanii ke jahaaz se, cycle par, ikke taange pe yaa phir paidal hii sahii lolz.

    mujeh aap sab ke safarii rodaadoN kaa intizaar rahegaa. shukria :)

    _______Sheroo :)
    waslaam sher ali......kamaal kr diya........good thread.
    safar.....kafi shoq rakhtay hain hum safar krnay ka iss liye zindagi ka safar khushi khushi kaat rahay hain......kuch khas safar tou nae kiye......lakin baat chun k hai pehlay safar ki....tou pehla mazedaar safar thaa punjab university k bus me .....trip gya thaaa.....).baad me b kuch esay hi safar hue....jo hmesha yaad rahein ge)....isb gye thay.....friends ka jamm e gafeer thaa........bohat mza aaya....kya moments thya wo.....!
    ek chota sa pedal safar kiya tha apni frnd k sath.... thaa....punjab university new campus k pehlay deppt se le kr aakhiri deppt tak......december ki yakh basta hawaeen thin....aur narm grm c makhmleen dhoop hm chltay gye chltay gye....bohat nazaray dekhay....khsoosan campus canal me boats ka jo nazara thaa......aur autemn leaves gir rahay thay.....aur faratay bhrti cars...unko aur urraa rahin thin........khoobsorat........bohat khoobsorat thaa.:)
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

    Comment

    • #3

      salaam Saara Khaala,

      is laRii meN aapkii dil-chaspi baa'is-e-sad hazaar masarrat huii. masha Allah, aapne to bahot lutf uThaaye. agar aap un meN se kisi ek safar kii kuchh tafseel bayaan farmaa deN to hamaaraa bhi lut do-baalaa ho jaaye. kuchh mazeed tafseelaat bayaan kijiye, plz! shukria.

      _______Sheroo

      Fall view from inside my car
      near my work place :)

      Comment

      • #4
        Re: apna pahlaa yadgaarii safar bayaan kijiiye...plz!

        Originally posted by saraah View Post
        waslaam sher ali......kamaal kr diya........good thread.
        safar.....kafi shoq rakhtay hain hum safar krnay ka iss liye zindagi ka safar khushi khushi kaat rahay hain......kuch khas safar tou nae kiye......lakin baat chun k hai pehlay safar ki....tou pehla mazedaar safar thaa punjab university k bus me .....trip gya thaaa.....).baad me b kuch esay hi safar hue....jo hmesha yaad rahein ge)....isb gye thay.....friends ka jamm e gafeer thaa........bohat mza aaya....kya moments thya wo.....!
        ek chota sa pedal safar kiya tha apni frnd k sath.... thaa....punjab university new campus k pehlay deppt se le kr aakhiri deppt tak......december ki yakh basta hawaeen thin....aur narm grm c makhmleen dhoop hm chltay gye chltay gye....bohat nazaray dekhay....khsoosan campus canal me boats ka jo nazara thaa......aur autemn leaves gir rahay thay.....aur faratay bhrti cars...unko aur urraa rahin thin........khoobsorat........bohat khoobsorat thaa.:)
        waah ji waah, pus sabit hua, yaadgaar safar wohi he jis mein maza ziada aaya ho. Hum bhi koi 3, 4 trips per gaye, class fellows ke saath mazay he aur hotay hein
        :thmbup:

        Comment

        • #5
          Re: apna pahlaa yadgaarii safar bayaan kijiiye...plz!

          Originally posted by munda_sialkoty View Post

          shukria janaab k aap ne do shabd likhe. par tafseel bhi baatayeN to dost aHbaab bhii mahzuuz ho sakeNge. shukria :)

          Fall view from inside my car
          near my work place :)

          Comment

          • #6
            Re: apna pahlaa yadgaarii safar bayaan kijiiye...plz!

            Originally posted by SherAli View Post
            salaam saathiyo,

            is laRii meN kia aap sab log apnaa koii yaadgaarii safar share kar sakte haiN? agar kareNge to baRii Khushii hogii. vo safar Khowaah kaise bhii huaa ho...Car se, Bus se, train se, plane se, paanii ke jahaaz se, cycle par, ikke taange pe yaa phir paidal hii sahii lolz.

            mujeh aap sab ke safarii rodaadoN kaa intizaar rahegaa. shukria :)

            _______Sheroo :)
            Mein ne kafi yaad'gaar safar kiye, yaadgar is sense mein ke mere saath wali seat pe jo bhi bethta he us se akser meri doosti ho jati he aur phir safa mazay mein kut'jata he.

            Aik anookha safar share kerta hoon jis mein maza bhi aaya aur larai bhi ki 372-hahachand month pehlay Bangkok se Lahore aa raha tha Thai Airways ke through. Mein ne seat change kerwai to mujay sub se peechay wali seat mili. Mazay ki baat meri saath koi nahi tha, mein ne kumble liya aur late gaya. meri seat ke peechay service staff ka cabin tha, abi laitay huay kuch der hui to aik admi aaya aur us ne staff ki bisti kerni shuru ker di, mein uth khara hua ke yeh koon badtameez he jisay mere aaram ka bhi khyaal nahi

            Phir shoor kum hua, mein late gaya, kumble ouper lia aur phir larai shuru mein ne shoes pehnay aur peechay chala gaya, aik aadmi jo Singaporean tha wo staff se lar raha tha, mein ne Nurse I mean Air Hostess se poocha ke kia maajra he, to kehnay lagi ke is ke pasand ki sharaab nahi is liye larr raha he :donno: mein chup ker gaya aur late gaya, kumble ouper lia to phir larai shuru, mein ne kumble peechay ker ke staaf ko awaz di, mein ne kaha ke kia bakwas he isay kaho ke chup karo, wo kehnay lagi ke yeh ub Cards maang raha he wo bhi hamaray paas nahi hein :lahoul phir kia hua...un bechariyoon ka boss aaya us admi ne us ki bhi watt laga di, wo itni badtameezi se ounchi ounchi bool raha tha ke kia bataon. Mein ne Air hostess aur us ke boss ko bulaya aur kaha ager yeh chup nahi kerta to mein chup kerwaon, wo kehnay lagay ke ager aisa ho sakta he to aap zaroor kuch keejiye. Wo shareef janwar us ki dhamkiyon se der rahay thay. Us ne kaha ke aap lahore utroo mein aap sub ko giraftaar kerwata hoon, meri lahore police se bohat waqfiyat he :kr:

            Khair baat ho rahi thi ke wo phir shuru ho gaya. Mein utha aur kaha ke pai jaan khup na paoo aapni seat te ja ke bawoo, mein soona way (yeh mein ne angreezi mein kaha 372-shock). Wo kehta he ke tum koon ho, mein ne kaha ke tum shareef insanon ko tang ker rahay ho, jao apni seat pe betho, koi sharab nahi he, koi cards nahi hein. Lahore airport aata he tum apni police bula lena aur mein apni bula loon ga :kr:wo mere saath shuru hua aur meri awaz us se double ounchi ho gai, mein ne us ke coat ko paker ker kaha ke tum ne jo kerna he yahi ker lo, ager utar ke kerna he to uter ke ker lo aur khabardaar ub mein tumhein ijazat nahi doon ga ke tum kisi aur ke saath budtameezi karo. Wo gaya apnay saath ke saath ja ke pata nahi kia bukk bukk kerne lag gaya, phir wo wapis nahi aaya (choora kahin ka ).

            Is ke baad staff ne mujay aik paper diya ke is incident pe aap ne jo dekha wo likh do, phir mein ne 3 sheets bhar dein aur apnay signature ker diye. Wo loog bohat khush huay. Nurson I mean Air hostessoon ne mujay phoolon ka guldasta dia teddyaur un ka boss aur aik aur male assistant puray safar mere saath beth ke gupein maartay gaye, is dooran mujay 5, 5 min baad larkiyaan aa ke smile maarti rahein aur poochti rahein ke kuch chahiye to nahi :khi:Is dooran aagay wali seaton ke loog murr murr ke mere paas aatay aur pooch ker jatay 372-hahabecharay time aanay pe boltay nahi, jub larai mukk gai to mazay lene aa jatay hein.

            Offboard hotay huay bhi sabi member ne jhukk ker mera istakbaal kia aur muskura ke musafa kia :embarasse Aur is dooran immigration tak jatay huay sabi pakistani mere ird'gird ikathay ho gaye aur muj se aisay poochnay lag gaye jese mein ne suiside bomber ko giraftaar ker liya he :kr:
            :thmbup:

            Comment

            • #7
              Re: apna pahlaa yadgaarii safar bayaan kijiiye...plz!

              Me nahi parh rahi aamir... le ke itna sara likh diya..:yy:

              Comment

              • #8

                Originally posted by uminja View Post
                Me nahi parh rahi aamir... le ke itna sara likh diya..:yy:
                Aap thakki hui aai hein, aap aaram farmaa lijiye na perh ke :khi:
                :thmbup:

                Comment

                • #9

                  hahahahahhhahahahah.........372-haha
                  :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                  Comment

                  • #10
                    Re: apna pahlaa yadgaarii safar bayaan kijiiye...plz!

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    waah ji waah, pus sabit hua, yaadgaar safar wohi he jis mein maza ziada aaya ho. Hum bhi koi 3, 4 trips per gaye, class fellows ke saath mazay he aur hotay hein
                    nae ji matlab kiya ha aapka...............ab hum PG k safar ki roodaad abhi tou nae likh saktay na...lakin........agr aap bohtay hi utaawlay ho rahay han...touuuu...tou lijiye....likh detay han.....

                    "manzilon ki baat chorro kis ne payien manzilen
                    ik safar achaa lga....iik ham safar achaa laga...":lpop:

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    prh k fir dassaan gi.....
                    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                    Comment

                    • #11
                      Re: apna pahlaa yadgaarii safar bayaan kijiiye...plz!

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Mein ne kafi yaad'gaar safar kiye, yaadgar is sense mein ke mere saath wali seat pe jo bhi bethta he us se akser meri doosti ho jati he aur phir safa mazay mein kut'jata he.

                      Aik anookha safar share kerta hoon jis mein maza bhi aaya aur larai bhi ki 372-hahachand month pehlay Bangkok se Lahore aa raha tha Thai Airways ke through. Mein ne seat change kerwai to mujay sub se peechay wali seat mili. Mazay ki baat meri saath koi nahi tha, mein ne kumble liya aur late gaya. meri seat ke peechay service staff ka cabin tha, abi laitay huay kuch der hui to aik admi aaya aur us ne staff ki bisti kerni shuru ker di, mein uth khara hua ke yeh koon badtameez he jisay mere aaram ka bhi khyaal nahi

                      Phir shoor kum hua, mein late gaya, kumble ouper lia aur phir larai shuru mein ne shoes pehnay aur peechay chala gaya, aik aadmi jo Singaporean tha wo staff se lar raha tha, mein ne Nurse I mean Air Hostess se poocha ke kia maajra he, to kehnay lagi ke is ke pasand ki sharaab nahi is liye larr raha he :donno: mein chup ker gaya aur late gaya, kumble ouper lia to phir larai shuru, mein ne kumble peechay ker ke staaf ko awaz di, mein ne kaha ke kia bakwas he isay kaho ke chup karo, wo kehnay lagi ke yeh ub Cards maang raha he wo bhi hamaray paas nahi hein :lahoul phir kia hua...un bechariyoon ka boss aaya us admi ne us ki bhi watt laga di, wo itni badtameezi se ounchi ounchi bool raha tha ke kia bataon. Mein ne Air hostess aur us ke boss ko bulaya aur kaha ager yeh chup nahi kerta to mein chup kerwaon, wo kehnay lagay ke ager aisa ho sakta he to aap zaroor kuch keejiye. Wo shareef janwar us ki dhamkiyon se der rahay thay. Us ne kaha ke aap lahore utroo mein aap sub ko giraftaar kerwata hoon, meri lahore police se bohat waqfiyat he :kr:

                      Khair baat ho rahi thi ke wo phir shuru ho gaya. Mein utha aur kaha ke pai jaan khup na paoo aapni seat te ja ke bawoo, mein soona way (yeh mein ne angreezi mein kaha 372-shock). Wo kehta he ke tum koon ho, mein ne kaha ke tum shareef insanon ko tang ker rahay ho, jao apni seat pe betho, koi sharab nahi he, koi cards nahi hein. Lahore airport aata he tum apni police bula lena aur mein apni bula loon ga :kr:wo mere saath shuru hua aur meri awaz us se double ounchi ho gai, mein ne us ke coat ko paker ker kaha ke tum ne jo kerna he yahi ker lo, ager utar ke kerna he to uter ke ker lo aur khabardaar ub mein tumhein ijazat nahi doon ga ke tum kisi aur ke saath budtameezi karo. Wo gaya apnay saath ke saath ja ke pata nahi kia bukk bukk kerne lag gaya, phir wo wapis nahi aaya (choora kahin ka ).

                      Is ke baad staff ne mujay aik paper diya ke is incident pe aap ne jo dekha wo likh do, phir mein ne 3 sheets bhar dein aur apnay signature ker diye. Wo loog bohat khush huay. Nurson I mean Air hostessoon ne mujay phoolon ka guldasta dia teddyaur un ka boss aur aik aur male assistant puray safar mere saath beth ke gupein maartay gaye, is dooran mujay 5, 5 min baad larkiyaan aa ke smile maarti rahein aur poochti rahein ke kuch chahiye to nahi :khi:Is dooran aagay wali seaton ke loog murr murr ke mere paas aatay aur pooch ker jatay 372-hahabecharay time aanay pe boltay nahi, jub larai mukk gai to mazay lene aa jatay hein.

                      Offboard hotay huay bhi sabi member ne jhukk ker mera istakbaal kia aur muskura ke musafa kia :embarasse Aur is dooran immigration tak jatay huay sabi pakistani mere ird'gird ikathay ho gaye aur muj se aisay poochnay lag gaye jese mein ne suiside bomber ko giraftaar ker liya he :kr:

                      waah bhai, waah...kia crisis resolve kii hai janaab ne...hero ban gaye...haahah. han kuchh hote haiN bhooot jo baatoN se nahiiN maante sirf laatoN se maante haiN hahaha.

                      vaise Thai Airways ka staff was highly unprofessional, in my opinion. aise behaviour ko ab tolerate nahiin kiyaa jaataa. The pilot should have made an emergency landing and have him arrested and barred from future flying on the grounds of causing unrest and jeopardizing and interfereing in the safe operation of an aircraft which is a serious offense.

                      Khair, agar aisa hotaa to u ko hero banne kaa chance na miltaa aur phir itnii saarii alRkiyaaN u ke ird gird...ufff...kia samaaN rahaa hogaa.

                      u to ikdam "Raja Inder" lag rahe hoge :) masha Allah
                      :)

                      Fall view from inside my car
                      near my work place :)

                      Comment

                      • #12
                        Re: apna pahlaa yadgaarii safar bayaan kijiiye...plz!

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        Mein ne kafi yaad'gaar safar kiye, yaadgar is sense mein ke mere saath wali seat pe jo bhi bethta he us se akser meri doosti ho jati he aur phir safa mazay mein kut'jata he.

                        Aik anookha safar share kerta hoon jis mein maza bhi aaya aur larai bhi ki 372-hahachand month pehlay Bangkok se Lahore aa raha tha Thai Airways ke through. Mein ne seat change kerwai to mujay sub se peechay wali seat mili. Mazay ki baat meri saath koi nahi tha, mein ne kumble liya aur late gaya. meri seat ke peechay service staff ka cabin tha, abi laitay huay kuch der hui to aik admi aaya aur us ne staff ki bisti kerni shuru ker di, mein uth khara hua ke yeh koon badtameez he jisay mere aaram ka bhi khyaal nahi

                        Phir shoor kum hua, mein late gaya, kumble ouper lia aur phir larai shuru mein ne shoes pehnay aur peechay chala gaya, aik aadmi jo Singaporean tha wo staff se lar raha tha, mein ne Nurse I mean Air Hostess se poocha ke kia maajra he, to kehnay lagi ke is ke pasand ki sharaab nahi is liye larr raha he :donno: mein chup ker gaya aur late gaya, kumble ouper lia to phir larai shuru, mein ne kumble peechay ker ke staaf ko awaz di, mein ne kaha ke kia bakwas he isay kaho ke chup karo, wo kehnay lagi ke yeh ub Cards maang raha he wo bhi hamaray paas nahi hein :lahoul phir kia hua...un bechariyoon ka boss aaya us admi ne us ki bhi watt laga di, wo itni badtameezi se ounchi ounchi bool raha tha ke kia bataon. Mein ne Air hostess aur us ke boss ko bulaya aur kaha ager yeh chup nahi kerta to mein chup kerwaon, wo kehnay lagay ke ager aisa ho sakta he to aap zaroor kuch keejiye. Wo shareef janwar us ki dhamkiyon se der rahay thay. Us ne kaha ke aap lahore utroo mein aap sub ko giraftaar kerwata hoon, meri lahore police se bohat waqfiyat he :kr:

                        Khair baat ho rahi thi ke wo phir shuru ho gaya. Mein utha aur kaha ke pai jaan khup na paoo aapni seat te ja ke bawoo, mein soona way (yeh mein ne angreezi mein kaha 372-shock). Wo kehta he ke tum koon ho, mein ne kaha ke tum shareef insanon ko tang ker rahay ho, jao apni seat pe betho, koi sharab nahi he, koi cards nahi hein. Lahore airport aata he tum apni police bula lena aur mein apni bula loon ga :kr:wo mere saath shuru hua aur meri awaz us se double ounchi ho gai, mein ne us ke coat ko paker ker kaha ke tum ne jo kerna he yahi ker lo, ager utar ke kerna he to uter ke ker lo aur khabardaar ub mein tumhein ijazat nahi doon ga ke tum kisi aur ke saath budtameezi karo. Wo gaya apnay saath ke saath ja ke pata nahi kia bukk bukk kerne lag gaya, phir wo wapis nahi aaya (choora kahin ka ).

                        Is ke baad staff ne mujay aik paper diya ke is incident pe aap ne jo dekha wo likh do, phir mein ne 3 sheets bhar dein aur apnay signature ker diye. Wo loog bohat khush huay. Nurson I mean Air hostessoon ne mujay phoolon ka guldasta dia teddyaur un ka boss aur aik aur male assistant puray safar mere saath beth ke gupein maartay gaye, is dooran mujay 5, 5 min baad larkiyaan aa ke smile maarti rahein aur poochti rahein ke kuch chahiye to nahi :khi:Is dooran aagay wali seaton ke loog murr murr ke mere paas aatay aur pooch ker jatay 372-hahabecharay time aanay pe boltay nahi, jub larai mukk gai to mazay lene aa jatay hein.

                        Offboard hotay huay bhi sabi member ne jhukk ker mera istakbaal kia aur muskura ke musafa kia :embarasse Aur is dooran immigration tak jatay huay sabi pakistani mere ird'gird ikathay ho gaye aur muj se aisay poochnay lag gaye jese mein ne suiside bomber ko giraftaar ker liya he
                        :)
                        :D:
                        :fuming:
                        372-shock
                        372-scare
                        teddy
                        :eye:
                        :na:
                        :pagal:
                        :lpop:

                        :lahoul
                        :mm:
                        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                        Comment

                        • #13
                          Re: apna pahlaa yadgaarii safar bayaan kijiiye...plz!

                          Originally posted by saraah View Post
                          :)
                          :D:
                          :fuming:
                          372-shock
                          372-scare
                          teddy
                          :eye:
                          :na:
                          :pagal:
                          :lpop:

                          :lahoul
                          :mm:
                          itnii MIXED feelings Saara Khaala :)

                          Fall view from inside my car
                          near my work place :)

                          Comment

                          • #14
                            Re: apna pahlaa yadgaarii safar bayaan kijiiye...plz!

                            Originally posted by SherAli View Post
                            itnii MIXED feelings Saara Khaala :)
                            dekh bhanjay....mujeh gussa na chrrhaa:na:
                            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                            Comment

                            • #15
                              Re: apna pahlaa yadgaarii safar bayaan kijiiye...plz!

                              mien gai thi TV lounge say kamray mien....raastay mien 2 baar takraaai darwaazay say.
                              daykha to pata chala darwaaza nahi balkay deewaar hay kiun k darwaaza to pehlay hee khula hua tha.aur hum us say just saath waali deewaar say takraa gay.khud ko khoob koosa aur apni seedhi rah li:)

                              Comment

                              Working...
                              X