Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

meri eid

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: meri eid

    Originally posted by SherAli View Post
    tum to pahenti nahiiN varna tumhaarii hii uThaa laataa hahaha...tum ne phir kiuN kaha k ramzaan men bhii gaanaa sunte ho? iskaa matlab huaa k ramzaan ke ba'd its oK? jo cheez ramzaan meN Ghalat hai vo har mahine meN Ghalat hai

    Haan main to pehanti naheen per meray abbu pehntay hain. Unki day deti.

    Is liaay k ramzan main 70 guna ziada gunah milaay ga. Khud to aap nain suna ho ga aur mujhay bhi kuch sunwa dia.

    Main aam dinon main bhi naheen sunti kabhi kabhar saitan bahka deta hai.

    Bilkul jo cheez ghalat hai aur mana hai so hamaisha k liaay mana hai.

    Arsa draaz say main gana sunna chor chuki hon jub say pata chala gana naheen sunna chahyay. Per people around me listen music and I can't control them. Sometimes I get carried away when its my fav son.

    Allah maaf karay.

    Kaan main seesa pighla kar dala jaay ga ganna sunnay walon k kaan main jo k intehai garam ho ga.

    Allah mujhay maaf karay pehlay ki ghaltion per aur ub is say bachaay ameen.
    Subhan Allah

    Comment

    • #17
      Re: meri eid

      Originally posted by MorningGlory View Post

      salaam bajaa laataa huN aapko maiN...

      mujeh nahiiN pataa thaa k aap ke andar is qadar fehm o zakaa hai..maiN bhi kitnaa buddhoo huN. aapkii baatoN se mujeh na sirf ittefaaq hai bal k maiN koshish karuuNgaa k insha Allah jo bhi aapne achchhi achhi baateN aaj bataayii haiN use maiN bhi apne palloo se baandh luuN haha. dar asl, maiN movies nahiIn dekhtaa, aaj 10 saal ho agye sab chhoRe huye magar mere chhoRne kii vajah inferior quality hai movies kii magar chaliye isii bahaane ek gunaahs e to bach gayaa... alhamdolillah.

      maiN bachpane se gaataa chalaa aayaa huN...i eman bathroom singer hUN to aadat sii paR gauii hai...gaanaa sunta nahiIn bas gungunaataa huN to zaahir hai music nahiin hotaa magar gaanoN emN agar foHHaashi hai to sunnaa uskaa mamn'oo hai. afsos is baat kaa hai k kuchh log mausiqi ke kuchh versions ko na sirf jaaiz samajhte ahin bal k usko deen kaa ek Hissa samajh baiThe ahiN jaise qawwali, na't Khowaanii. na't Khowaanii kaa maiN ne zikr is liye kiyaa k na'teN ab vo na'teN nahiIn rah gaii ahiN jo hamaare ustaad sho'araa kah agye. aajkal kii na'toN emN zabardast Ghuloo hotaa hai, jhooT aur iftraa hotaa hai...Huzoor [s.a.w.s.] kaa rutba aur qaumoN kii taraH baRhaa diyaa jaataa hai kabhi kabhi to aisa lagta hai ajise nauuzobillah Allahs e bhi baRhaa huaa haui rutba. Khair vo ek alag masalah hai.

      thank you ji...i'll try my best to keep away from laho laab :)

      Fall view from inside my car
      near my work place :)

      Comment

      • #18
        Re: meri eid

        Originally posted by MorningGlory View Post
        Kafi angraiz qism k pathan ya punjabi ho aap. Allah aap ko record tornay main kamyab karay. Ameen.
        Mein khalas punjabi Jutt hoon ji :D:

        Haan is baar record toor ke he rahoon ga, shalwar kamiz eid ki namaz ke liye he pehanta hoon hameesha, maybe is baar first 2 days of eid kurta shalwar pehnon...aagay mood ka nai pata ke change na ho jaye
        :thmbup:

        Comment

        • #19
          Re: meri eid

          Originally posted by MorningGlory View Post
          Meray pass kai jorain hain nain so jo bhi aa gia mausam k lihaaz say pahan loon gi Insha Allah.

          Kafi salon say eid naheen manai is dafa soch rahi hoon naay kapray paha k eid mana hi loon aur masjid ja kar namaz bhi parh loon. Insha Allah agar tabiyat achchi rahi to.
          Aap pehlay Eid Celebrate kyoon nahi kerti thein :mm:
          :thmbup:

          Comment

          • #20
            Re: meri eid

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Aap pehlay Eid Celebrate kyoon nahi kerti thein :mm:

            haN kiuN nahiiN? aur aapkii tabiiyat ko kia huaa? ok to eid manaayeN to mujhe bataaiye gaa maiN aapko sewaiNyaan khilaauuNaga ;)

            Fall view from inside my car
            near my work place :)

            Comment

            • #21
              Re: meri eid

              ji me simple se larrki hun......meri tayarian b simple hi hoti han......ramzan se pehlay ek purple n turquise combination ka suit lai thi(kiyon me ramzan me shoping ane krti,rushy markets se brri uljhn hoti ha).......uss ko simple hi stitch krwaaliya hai......koi meena kaariyan kiye bina....baqi eid days k liye boaht se kppre prre han......tention nahi......shoes matcing ka muje kbhi craze nahi raha.......chooriyan maching lai hun wesay....chand raat ko maehndi lgwa lu gi kzn se aur bs.
              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

              Comment

              • #22
                Re: meri eid

                me ne bhi 300 rupe me sout banaras karachi me liya aur 200 rupe me silwaya he aur aerosoft sandle bhi me ne saddar karachi me kharidey 45o rupe me ab InshAllah eid k din pehnoonga ...........

                Comment

                • #23
                  Re: meri eid

                  kia buchoon wali batin kartay ho par EID tu waqi buchoon ki hoti iam i not a bucha i have2 buchay
                  :36_3_21[1]::36_3_21[1]::36_3_21[1]:

                  Comment

                  • #24
                    Re: meri eid

                    Originally posted by saraah View Post
                    ji me simple se larrki hun......meri tayarian b simple hi hoti han......ramzan se pehlay ek purple n turquise combination ka suit lai thi(kiyon me ramzan me shoping ane krti,rushy markets se brri uljhn hoti ha).......uss ko simple hi stitch krwaaliya hai......koi meena kaariyan kiye bina....baqi eid days k liye boaht se kppre prre han......tention nahi......shoes matcing ka muje kbhi craze nahi raha.......chooriyan maching lai hun wesay....chand raat ko maehndi lgwa lu gi kzn se aur bs.
                    Aap ki simplicity pe mein fari ko kurbaan karon. Aap ki sooch meri sooch se kafi milti julti he, lekin is ka yeh matlab hergiz nahi ke mein chooriyaa, mehndi.....and aaho
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #25
                      Re: meri eid

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Aap ki simplicity pe mein fari ko kurbaan karon. Aap ki sooch meri sooch se kafi milti julti he, lekin is ka yeh matlab hergiz nahi ke mein chooriyaa, mehndi.....and aaho

                      aap ki akhri baat pe tou me hans k reh gyi.....(kafi zyada)...aur pehli baat.....me tou aap pe fari ko b qurban nahi kr skti........thread apna nahi hai.:eye:
                      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                      Comment

                      • #26
                        Re: meri eid

                        Originally posted by saraah View Post
                        ji me simple se larrki hun......meri tayarian b simple hi hoti han......ramzan se pehlay ek purple n turquise combination ka suit lai thi(kiyon me ramzan me shoping ane krti,rushy markets se brri uljhn hoti ha).......uss ko simple hi stitch krwaaliya hai......koi meena kaariyan kiye bina....baqi eid days k liye boaht se kppre prre han......tention nahi......shoes matcing ka muje kbhi craze nahi raha.......chooriyan maching lai hun wesay....chand raat ko maehndi lgwa lu gi kzn se aur bs.

                        simple yani simple with no pimples? hahaha ok to me bhi simple with pimples hahaha

                        Fall view from inside my car
                        near my work place :)

                        Comment

                        • #27
                          Re: meri eid

                          Originally posted by saraah View Post
                          ...chand raat ko maehndi lgwa lu gi kzn se aur bs.
                          mehndi please aap mujh se lagwa lena naaa....... :) pooray 101 maehndi ke design laganay aatay hain..... :D: please yeh khidmat ka moka mujhe dena.....:)
                          :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                          Comment

                          • #28
                            Re: meri eid

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Aap ki simplicity pe mein fari ko kurbaan karon. Aap ki sooch meri sooch se kafi milti julti he, lekin is ka yeh matlab hergiz nahi ke mein chooriyaa, mehndi.....and aaho
                            please never go on simplicity of girls i ve once passed through such souring simplicity.......i appreciate ur charity to sacrifice a girl on another girl......:wk
                            :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                            Comment

                            • #29
                              Re: meri eid

                              Originally posted by saraah View Post
                              aap ki akhri baat pe tou me hans k reh gyi.....(kafi zyada)...aur pehli baat.....me tou aap pe fari ko b qurban nahi kr skti........thread apna nahi hai.:eye:
                              Aap ne huss ke hamara hoosla berhaa diya :embarasse

                              Aur aap hum pe fari ko kyoon nahi kurbaan ker saktein, kia hum itnay he gaye guzray hein
                              :thmbup:

                              Comment

                              • #30
                                Re: meri eid

                                Originally posted by rehman View Post
                                please never go on simplicity of girls i ve once passed through such souring simplicity.......i appreciate ur charity to sacrifice a girl on another girl......:wk
                                Bus yaar, aisay chootay chootay naik kaam mere liye bais'e'musarat'o'iftakhaar ka bais hotay hein :D:
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X