meinay eid kayliye poori tayyari kar li hai.... 250 rupay ka raja bazaar se sufaid rang ka jora khareeda jis ki silaai 360 rupay diye...... aur raja bazaar he se pathan bhai se kalay rang kay shoes khareeday jis nay pehlay 1200 rupay keemat batai lakin akhar kar lar jhagar kar 175 rupay ka lay he liya.... ab bus eid per nahana hai aur kapray pehnay hain....... mujhe feel ho raha hai k aap logon nay bhi tayyari kar li hogi???
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
meri eid
Collapse
X
-
Re: meri eid
Originally posted by rehman View Postmeinay eid kayliye poori tayyari kar li hai.... 250 rupay ka raja bazaar se sufaid rang ka jora khareeda jis ki silaai 360 rupay diye...... aur raja bazaar he se pathan bhai se kalay rang kay shoes khareeday jis nay pehlay 1200 rupay keemat batai lakin akhar kar lar jhagar kar 175 rupay ka lay he liya.... ab bus eid per nahana hai aur kapray pehnay hain....... mujhe feel ho raha hai k aap logon nay bhi tayyari kar li hogi???
naha to mien roz hi leta ho...aur kapre bhi pehnta ho...
waisi mujhay aik latefa yad agaya..
aik sardar dosre se kehte he yar mujhay samjh nahi aato yeh log 1-1 mahene bageir nahai kaise reh lete hein....mujh me se to 27 din bad badboo ana shru ho jati he 372-hahaLast edited by MeemSheenAlif; 24 September 2008, 18:49.
-
Re: meri eid
Originally posted by rehman View Postmeinay eid kayliye poori tayyari kar li hai.... 250 rupay ka raja bazaar se sufaid rang ka jora khareeda jis ki silaai 360 rupay diye...... aur raja bazaar he se pathan bhai se kalay rang kay shoes khareeday jis nay pehlay 1200 rupay keemat batai lakin akhar kar lar jhagar kar 175 rupay ka lay he liya.... ab bus eid per nahana hai aur kapray pehnay hain....... mujhe feel ho raha hai k aap logon nay bhi tayyari kar li hogi???
Mein ne is baar 2 shalwar kurtay silwaye hein, jis ke rate kafi ziada bataye aur phir us se kum bhi nahi kiye 230 per each suit silaai di. Leather ki sandal li, shoes liye, pant shirts lein.
Mein eid ke eid he shalwar kamiz pehnta hon, is baar soocha ke 2 din shalwar kamiz pehan ke record toor doon :):thmbup:
Comment
-
Re: meri eid
Originally posted by rehman View Postmeinay eid kayliye poori tayyari kar li hai.... 250 rupay ka raja bazaar se sufaid rang ka jora khareeda jis ki silaai 360 rupay diye...... aur raja bazaar he se pathan bhai se kalay rang kay shoes khareeday jis nay pehlay 1200 rupay keemat batai lakin akhar kar lar jhagar kar 175 rupay ka lay he liya.... ab bus eid per nahana hai aur kapray pehnay hain....... mujhe feel ho raha hai k aap logon nay bhi tayyari kar li hogi???
acha changa kia372-haha...
itni achi shoping kabhi main ny b nahi ki372-hahaGham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main
Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai
Comment
-
Re: meri eid
Originally posted by munda_sialkoty View PostBohat khoob :thmbup:
Mein ne is baar 2 shalwar kurtay silwaye hein, jis ke rate kafi ziada bataye aur phir us se kum bhi nahi kiye 230 per each suit silaai di. Leather ki sandal li, shoes liye, pant shirts lein.
Mein eid ke eid he shalwar kamiz pehnta hon, is baar soocha ke 2 din shalwar kamiz pehan ke record toor doon :)
aap k kurty ko to kapra b zyada lagy ga:hehe:
hun main dassan?Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main
Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai
Comment
-
Re: meri eid
Originally posted by munda_sialkoty View PostBohat khoob :thmbup:
Mein ne is baar 2 shalwar kurtay silwaye hein, jis ke rate kafi ziada bataye aur phir us se kum bhi nahi kiye 230 per each suit silaai di. Leather ki sandal li, shoes liye, pant shirts lein.
Mein eid ke eid he shalwar kamiz pehnta hon, is baar soocha ke 2 din shalwar kamiz pehan ke record toor doon :)
Kafi angraiz qism k pathan ya punjabi ho aap. Allah aap ko record tornay main kamyab karay. Ameen.Subhan Allah
Comment
-
Re: meri eid
Meray pass kai jorain hain nain so jo bhi aa gia mausam k lihaaz say pahan loon gi Insha Allah.
Kafi salon say eid naheen manai is dafa soch rahi hoon naay kapray paha k eid mana hi loon aur masjid ja kar namaz bhi parh loon. Insha Allah agar tabiyat achchi rahi to.Subhan Allah
Comment
-
Re: meri eid
meri eid to aam dinoN jaisi hogi insha Allah is saal kiuN k yeh working days par hogi. maiN chhuTTi le bhi luuN to kia farq paRtaa hai...baaqii dost/aHbaab to anhiiN le rahe. bas namaaz paRh kar seedhaa kama par. uske bad agle weekend par eid milan party hogi aur tab insha Allah maiN eid manaauuNgaa.
maiN har saal ek se hii kapRe pahenta huN. old fashioned kaali sherwani, safed AligaRhi paijama, lucknouwa tanzebi chikan krta, kalai rampuri topi, kaala moza aur kaalaa joota :)
aisa lagtaa huN:
http://www.youtube.com/watch?v=m1hFp9wI8SY
http://www.youtube.com/watch?v=gCeC7ux0h4c
http://www.youtube.com/watch?v=xQU9p...eature=related
Fall view from inside my car
near my work place :)
Comment
-
Re: meri eid
pardes main eidain kahan :([FONT="Arial Black"]Mr. Khalil How much Fake IDs would you make in Pegham... ?
See you Real Face in here 372-shed
Muhammad Khalil's Real Face [/FONT]
Comment
-
Re: meri eid
Originally posted by MorningGlory View PostSharam karain sher bhai ramzan main ganay ka link detay hain. Hum samjhay qaid e azam ki di ho gi.
are baba...sherwani dikhaane ke liye di thi k amiN aisi sherwani pahenta huN...:)
dusre...kia ramzan ke bad gaane dekhna jaaiz ho jaataa hai? hahaha
Qaid-e-Azam ke sililse se kia har cheez jaaiz ho jaayegi? hahaha
Fall view from inside my car
near my work place :)
Comment
-
Re: meri eid
Originally posted by SherAli View Postare baba...sherwani dikhaane ke liye di thi k amiN aisi sherwani pahenta huN...:)
dusre...kia ramzan ke bad gaane dekhna jaaiz ho jaataa hai? hahaha
Qaid-e-Azam ke sililse se kia har cheez jaaiz ho jaayegi? hahaha
who said that k ramzan k baad jaiz hai?
Qaid e azam bahtareen misaal hain namoona k tor par.
Amin bolay to apnay ray bangali basa asay.Subhan Allah
Comment
-
Re: meri eid
Originally posted by MorningGlory View PostKisi ki sherwani utha latay.
who said that k ramzan k baad jaiz hai?
Qaid e azam bahtareen misaal hain namoona k tor par.
Amin bolay to apnay ray bangali basa asay.
Fall view from inside my car
near my work place :)
Comment
Comment